Quote:
Originally Posted by aqs
maloom na tha waqt e rukhsati
kis qadar bhari hain
hum hain woh hain aur yeh duniya ek taraf sari hain
maang rahe ho tum izazat jane ki
yahan hamari jaan par taari hain
dil cheekh ke keh raha hain
na ja zalim umer e azeem sari hain
aur na jane do tujhe teri rusvai jaari hain
kar diya AQS ne tujhe hawale qismat
aur woh bhi kehti ja rahi hain
teh dil tumhari hain
teh dil tumhari hain
|
waah.... waah.... Bahot hi aala peshkash hai, AQS janaab.................
likhte rahiye.........................
Adil kee teh-e-dil se daad pesh hai.................