Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Hamain Koi Ghum Nahi Tha Ghum-e-Aashqi Se Pehle
Old
  (#1)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 25
Sad Hamain Koi Ghum Nahi Tha Ghum-e-Aashqi Se Pehle - 20th April 2008, 11:47 PM

Humain koi Ghum nahi tha Ghum-e-ashqi se pahle
na thi dushmani kisi se teri dosti se pahle

hai ye meri badnasibi tera kya qasoor is main
tere Ghum ne mar Dala mujhe zindgi se pahle

mera pyar jal raha hai ai chand aj chup ja
kabhi pyar tha humain bhi teri chandni se pahle

mai kabhi na muskurata jo mujhe ye ilm hota
ki hazaron Ghum milenge mujhe ik Khushi se pahle

ye ajeeb imtehan hai ki tumhi ko bhulana hai
mile kab the is tarah hum tumhain bedili se pahle


Faiyyaz Hashmi





Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
23rd April 2008, 01:01 PM

Zishaan sahab bahut umda gazal share ki aapne hamse ese aur acchi gazlo ka hame intezar rahega


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
ba ek ghum vaishali Shayri-e-Dard 2 12th June 2008 11:21 PM
:(( Ghum :(( Niks Shayri-e-Dard 0 5th January 2006 11:39 AM
Ghum! gulabjamun_4_u Shayri-e-Dard 0 11th December 2004 02:54 PM
Ghum pagal_kuri Shayri-e-Ishq 0 11th July 2002 04:30 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com