Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
bekhudii bebasii (बेख़ुदी बेबसी)
Old
  (#1)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
bekhudii bebasii (बेख़ुदी बेबसी) - 25th July 2014, 12:54 PM

lambe arse baad bazm-e-shayri-e-ishq me.n ek ghazal leke aa rahaa hoo.n...
ummeed hai, haaziraaN ko pasand aayegii


bekhudii bebasii bewajah to nahi.n
aashiquii bepanaah par gunaah to nahi.n

ho.nth kehte nahi.n yeh zubaa.n chup sahii
aa.nkho.n ko sun woh bezubaa.n to nahi.n

saa.nse.n rukke chale dhadkane.n tez hai.n
jii rahaa hoo.n kahi.n yeh sazaa to nahi.n

besabar bekhabar aaye kab wo nazar
yu.n kabhii ajnabii se mila to nahi.n

mil bhii jaaye.n kahi.n to milaa loo.n nazar
besharam hi sahi bewafaa to nahi.n

go rago.n me.n ravaanii lahoo tham gayaa
zindagii hai magar jii rahaa to nahi.n

hai Safeer raahe.n ulfat kii behad kathin
chal padaa hoo.n kidhar wo pataa to nahi.n


------------------------------------------

बेख़ुदी बेबसी बेवजह तो नहीं
आशिकी बेपनाह पर गुनाह तो नहीं

होंठ कहते नहीं यह ज़ुबाँ चुप सही
आँखों को सुन वह बेज़ुबाँ तो नहीं

साँसें रुक के चले धड़कनें तेज़ हैं
जी रहा हूँ कहीं यह सज़ा तो नहीं

बेसबर बेख़बर आये कब वो नज़र
यूँ कभी अजनबी से मिला तो नहीं

मिल भी जाएँ कहीं तो मिला लूँ नज़र
बेशरम ही सही बेवफा तो नहीं

गो रगों में रवानी लहू थम गया
ज़िंदगी है मगर जी रहा तो नहीं

है सफ़ीर राहें उल्फ़त की बेहद कठिन
चल पड़ा हूँ किधर वो पता तो नहीं

~ Adil "Safeer"



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif

Last edited by aadeil; 25th July 2014 at 01:01 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Krishnasharma
Registered User
Krishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 16
25th July 2014, 01:15 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
lambe arse baad bazm-e-shayri-e-ishq me.n ek ghazal leke aa rahaa hoo.n...
ummeed hai, haaziraaN ko pasand aayegii


bekhudii bebasii bewajah to nahi.n
aashiquii bepanaah par gunaah to nahi.n

ho.nth kehte nahi.n yeh zubaa.n chup sahii
aa.nkho.n ko sun woh bezubaa.n to nahi.n

saa.nse.n rukke chale dhadkane.n tez hai.n
jii rahaa hoo.n kahi.n yeh sazaa to nahi.n

besabar bekhabar aaye kab wo nazar
yu.n kabhii ajnabii se mila to nahi.n

mil bhii jaaye.n kahi.n to milaa loo.n nazar
besharam hi sahi bewafaa to nahi.n

go rago.n me.n ravaanii lahoo tham gayaa
zindagii hai magar jii rahaa to nahi.n

hai Safeer raahe.n ulfat kii behad kathin
chal padaa hoo.n kidhar wo pataa to nahi.n


------------------------------------------

बेख़ुदी बेबसी बेवजह तो नहीं
आशिकी बेपनाह पर गुनाह तो नहीं

होंठ कहते नहीं यह ज़ुबाँ चुप सही
आँखों को सुन वह बेज़ुबाँ तो नहीं

साँसें रुक के चले धड़कनें तेज़ हैं
जी रहा हूँ कहीं यह सज़ा तो नहीं

बेसबर बेख़बर आये कब वो नज़र
यूँ कभी अजनबी से मिला तो नहीं

मिल भी जाएँ कहीं तो मिला लूँ नज़र
बेशरम ही सही बेवफा तो नहीं

गो रगों में रवानी लहू थम गया
ज़िंदगी है मगर जी रहा तो नहीं

है सफ़ीर राहें उल्फ़त की बेहद कठिन
चल पड़ा हूँ किधर वो पता तो नहीं

~ Adil "Safeer"
Waaah . . . Kya khoob alfaazo se bazm ko saja diya aapne . bahut hi unda . . . Dil se daad haazir hai . Kubool farmaayiye.


Kehne ke liye har koi lagta hai apna,
jhaak ke dekhe toh toh har rishta hai ik Sapna . . .
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
25th July 2014, 02:45 PM

Quote:
Originally Posted by Krishnasharma View Post
Waaah . . . Kya khoob alfaazo se bazm ko saja diya aapne . bahut hi unda . . . Dil se daad haazir hai . Kubool farmaayiye.
Bahot bahot shukriya, Krishnaji..
bas yuN hi aate rahiye aur hausla badhaate rahiye



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
25th July 2014, 03:07 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Bahot khoob, kya baat hai bahot hi khoobsurat peshkash, matla to behad khoobsurat hai baki ashaar bhi ek se badhkar ek....good work.
Thanks a lot dear..........



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
26th July 2014, 12:50 AM

bekhudii bebasii bewajah to nahi.n
aashiquii bepanaah par gunaah to nahi.n


Aadil saheb,

Wahh wahh boht khoob...

Wese to tamam ghazal behtareen hai,
lekin quoted verse kuch khas laga....

Reps added.

Aise hi mehfil roshan karte rahiye,

DuaooN k saath,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
26th July 2014, 03:46 AM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
lambe arse baad bazm-e-shayri-e-ishq me.n ek ghazal leke aa rahaa hoo.n...
ummeed hai, haaziraaN ko pasand aayegii


bekhudii bebasii bewajah to nahi.n
aashiquii bepanaah par gunaah to nahi.n

ho.nth kehte nahi.n yeh zubaa.n chup sahii
aa.nkho.n ko sun woh bezubaa.n to nahi.n

saa.nse.n rukke chale dhadkane.n tez hai.n
jii rahaa hoo.n kahi.n yeh sazaa to nahi.n

besabar bekhabar aaye kab wo nazar
yu.n kabhii ajnabii se mila to nahi.n

mil bhii jaaye.n kahi.n to milaa loo.n nazar
besharam hi sahi bewafaa to nahi.n

go rago.n me.n ravaanii lahoo tham gayaa
zindagii hai magar jii rahaa to nahi.n

hai Safeer raahe.n ulfat kii behad kathin
chal padaa hoo.n kidhar wo pataa to nahi.n


------------------------------------------

बेख़ुदी बेबसी बेवजह तो नहीं
आशिकी बेपनाह पर गुनाह तो नहीं

होंठ कहते नहीं यह ज़ुबाँ चुप सही
आँखों को सुन वह बेज़ुबाँ तो नहीं

साँसें रुक के चले धड़कनें तेज़ हैं
जी रहा हूँ कहीं यह सज़ा तो नहीं

बेसबर बेख़बर आये कब वो नज़र
यूँ कभी अजनबी से मिला तो नहीं

मिल भी जाएँ कहीं तो मिला लूँ नज़र
बेशरम ही सही बेवफा तो नहीं

गो रगों में रवानी लहू थम गया
ज़िंदगी है मगर जी रहा तो नहीं

है सफ़ीर राहें उल्फ़त की बेहद कठिन
चल पड़ा हूँ किधर वो पता तो नहीं

~ Adil "Safeer"

MASHA ALLAH!..Bohat khoob...Aadil sahab!.........




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#7)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
26th July 2014, 03:39 PM

Wwwwwaaaahhhh !!! Behaddddd khoobsurat !! Pursoz ehsaasaat !! Khoonrez alfaaz!! Kamaal ka wordplay !! Zabardast ghazal huwee Aadeil sahab !! Dheron dheron daad !!!


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
26th July 2014, 08:40 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
lambe arse baad bazm-e-shayri-e-ishq me.n ek ghazal leke aa rahaa hoo.n...
ummeed hai, haaziraaN ko pasand aayegii


bekhudii bebasii bewajah to nahi.n
aashiquii bepanaah par gunaah to nahi.n

ho.nth kehte nahi.n yeh zubaa.n chup sahii
aa.nkho.n ko sun woh bezubaa.n to nahi.n

saa.nse.n rukke chale dhadkane.n tez hai.n
jii rahaa hoo.n kahi.n yeh sazaa to nahi.n

besabar bekhabar aaye kab wo nazar
yu.n kabhii ajnabii se mila to nahi.n

mil bhii jaaye.n kahi.n to milaa loo.n nazar
besharam hi sahi bewafaa to nahi.n

go rago.n me.n ravaanii lahoo tham gayaa
zindagii hai magar jii rahaa to nahi.n

hai Safeer raahe.n ulfat kii behad kathin
chal padaa hoo.n kidhar wo pataa to nahi.n


------------------------------------------

बेख़ुदी बेबसी बेवजह तो नहीं
आशिकी बेपनाह पर गुनाह तो नहीं

होंठ कहते नहीं यह ज़ुबाँ चुप सही
आँखों को सुन वह बेज़ुबाँ तो नहीं

साँसें रुक के चले धड़कनें तेज़ हैं
जी रहा हूँ कहीं यह सज़ा तो नहीं

बेसबर बेख़बर आये कब वो नज़र
यूँ कभी अजनबी से मिला तो नहीं

मिल भी जाएँ कहीं तो मिला लूँ नज़र
बेशरम ही सही बेवफा तो नहीं

गो रगों में रवानी लहू थम गया
ज़िंदगी है मगर जी रहा तो नहीं

है सफ़ीर राहें उल्फ़त की बेहद कठिन
चल पड़ा हूँ किधर वो पता तो नहीं

~ Adil "Safeer"

janaab Aadeil saahab ko khaaksaar ka aadaab.......

agar dekhaa jaae to SDC ke tamaam hazraat me kuch aise chuninda shakhs hain jinki ghazlen padhnaa main kabhii chooktaa nahiii... mujhe bataate hue behad khushi ho rahi hai ke aap un me se ek hain...

aapki koi taazatareen ghazal gar padhne ka mauqaa mile to main har kaaam chhor kar use padhne me lag jaata hoon...

aapki adaygee aur lafzon ka taana baana behadd kamaal ka hotaa hai.... aapki yahii jaadugaree is ghazal me bhii dekhne ko miltee hai.....

har sher apne aap me muqammal hai apne aap me ek misaal hai... bahot hi khoobsuurtii se pesh kii hai aaapne ye ghazal.... duaaa karta hoon ke aapki ye kaariigaaree aur jawaaN aur haseen hotii rahe.... likhte rahiye... bazm ko sajate rahiye

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
bahut badiya..
Old
  (#9)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
bahut badiya.. - 27th July 2014, 10:25 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
lambe arse baad bazm-e-shayri-e-ishq me.n ek ghazal leke aa rahaa hoo.n...
ummeed hai, haaziraaN ko pasand aayegii


bekhudii bebasii bewajah to nahi.n
aashiquii bepanaah par gunaah to nahi.n

ho.nth kehte nahi.n yeh zubaa.n chup sahii
aa.nkho.n ko sun woh bezubaa.n to nahi.n

saa.nse.n rukke chale dhadkane.n tez hai.n
jii rahaa hoo.n kahi.n yeh sazaa to nahi.n

besabar bekhabar aaye kab wo nazar
yu.n kabhii ajnabii se mila to nahi.n

mil bhii jaaye.n kahi.n to milaa loo.n nazar
besharam hi sahi bewafaa to nahi.n

go rago.n me.n ravaanii lahoo tham gayaa
zindagii hai magar jii rahaa to nahi.n

hai Safeer raahe.n ulfat kii behad kathin
chal padaa hoo.n kidhar wo pataa to nahi.n


------------------------------------------

बेख़ुदी बेबसी बेवजह तो नहीं
आशिकी बेपनाह पर गुनाह तो नहीं

होंठ कहते नहीं यह ज़ुबाँ चुप सही
आँखों को सुन वह बेज़ुबाँ तो नहीं

साँसें रुक के चले धड़कनें तेज़ हैं
जी रहा हूँ कहीं यह सज़ा तो नहीं

बेसबर बेख़बर आये कब वो नज़र
यूँ कभी अजनबी से मिला तो नहीं

मिल भी जाएँ कहीं तो मिला लूँ नज़र
बेशरम ही सही बेवफा तो नहीं

गो रगों में रवानी लहू थम गया
ज़िंदगी है मगर जी रहा तो नहीं

है सफ़ीर राहें उल्फ़त की बेहद कठिन
चल पड़ा हूँ किधर वो पता तो नहीं

~ Adil "Safeer"
Bahut hi khoobsurat gazal aadeil ji..........wahh



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Masoom Pyar
Registered User
Masoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 519
Join Date: Dec 2013
Rep Power: 0
28th July 2014, 02:46 PM

Waah waah aadeil Bhai...................................Bahot Acchi Poem Likhi Hai.......................................
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
29th July 2014, 09:40 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
bekhudii bebasii bewajah to nahi.n
aashiquii bepanaah par gunaah to nahi.n


Aadil saheb,

Wahh wahh boht khoob...

Wese to tamam ghazal behtareen hai,
lekin quoted verse kuch khas laga....

Reps added.

Aise hi mehfil roshan karte rahiye,

DuaooN k saath,,
aapka behad shukr guzaar hooN, Hassanbhai

bas yuN hi hausla badhaate rahiyega



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
29th July 2014, 09:41 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
MASHA ALLAH!..Bohat khoob...Aadil sahab!.........
aapka bahot bahot shukriya, Zainy saahiba hausla afzaaee ke liye

duaoN ke saath..



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
29th July 2014, 09:46 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Wwwwwaaaahhhh !!! Behaddddd khoobsurat !! Pursoz ehsaasaat !! Khoonrez alfaaz!! Kamaal ka wordplay !! Zabardast ghazal huwee Aadeil sahab !! Dheron dheron daad !!!
Zarrasaab,
aap logoN se hi hameN yahaaN bahot kuch sikhne ko milta hai
agar kahiN koii galti ho to aap beshak bataa sakte haiN jisse hum aage chalke iispe gaur kareN aur improvement laa sake...

aapke behad shukrguzar hooN..



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
29th July 2014, 09:56 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
janaab Aadeil saahab ko khaaksaar ka aadaab.......

agar dekhaa jaae to SDC ke tamaam hazraat me kuch aise chuninda shakhs hain jinki ghazlen padhnaa main kabhii chooktaa nahiii... mujhe bataate hue behad khushi ho rahi hai ke aap un me se ek hain...

aapki koi taazatareen ghazal gar padhne ka mauqaa mile to main har kaaam chhor kar use padhne me lag jaata hoon...

aapki adaygee aur lafzon ka taana baana behadd kamaal ka hotaa hai.... aapki yahii jaadugaree is ghazal me bhii dekhne ko miltee hai.....

har sher apne aap me muqammal hai apne aap me ek misaal hai... bahot hi khoobsuurtii se pesh kii hai aaapne ye ghazal.... duaaa karta hoon ke aapki ye kaariigaaree aur jawaaN aur haseen hotii rahe.... likhte rahiye... bazm ko sajate rahiye

Shaad...
kehte haiN ki Ghalib ka hai andaaz-e-bayaaN aur...
aur shaadbhai ka hai andaaz-e-daad-e-fan aur....


aapse daad paane kii hum har waqt aarzoo rakhte haiN ki kab Shoaib bhai aayenge aur aur ek naye andaaz meN hamaari tehriir ko navaazenge

aapkii daad ke liye maskuur-o-mamnoon hooN.

Vaise koii bhii aib dikhe hamaari tehriir meN toh aapse us per raae kii bhii ummeed rahengi

shaad raheN aabaad raheN

--Adil



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
29th July 2014, 09:57 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Bahut hi khoobsurat gazal aadeil ji..........wahh
Madhuji,

aapka mamnoon hooN
duaoN ke saath
Adil....



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
29th July 2014, 09:58 AM

Quote:
Originally Posted by Masoom Pyar View Post
Waah waah aadeil Bhai...................................Bahot Acchi Poem Likhi Hai.......................................
Sudhirbhai,
bahot bahot shukriya aapkii hausla afzaaee ke liye

namaskaar....



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com