Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Bedard sanam aapne dard diya nahi karte
Old
  (#1)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
Bedard sanam aapne dard diya nahi karte - 24th May 2009, 11:12 AM

Hi friends .....
Es baar aap sab ki nazar kar rahi hu ek aur chotti c koshish .... aur es baar aap sab ke saath kcuh seekha hai aur ...umeed karti hu aap sab ko neraash nahi karu ..aur dua karti hu ese aapka saath milta rahe ....aapki raaye ka intezzaar raheyga


take care

~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~

Bedard sanam aapne dard diya nahi karte
Diye hue zakhm ko kabhi siya nahi karte

Nafrat hai tumse tumhari har cheez se
Ab tujhe yaad karke hum jiya nahi karte

mohabbat ke naam per dhokha dete ho
aaNsoo ki hum numayesh kiya Nahi karte

sakooN milta tha tujhi se baat karke kabhie
tumhara zikr laboN per ab liya nahi karte

NadaaN dil tujhe khuda bana baitha
bas tere liye ab dua kiya nahi karte

khush to rahoge mujhe dukh dekar bahut
bewafa ab hum ghum piya nahi karte



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Rani Aflatoon
Registered User
Rani Aflatoon will become famous soon enough
 
Rani Aflatoon's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: May 2009
Location: Kisi Ke Ehsaas Main
Rep Power: 15
24th May 2009, 11:22 AM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
Hi friends .....
Es baar aap sab ki nazar kar rahi hu ek aur chotti c koshish .... aur es baar aap sab ke saath kcuh seekha hai aur ...umeed karti hu aap sab ko neraash nahi karu ..aur dua karti hu ese aapka saath milta rahe ....aapki raaye ka intezzaar raheyga


take care

~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~

Bedard sanam aapne dard diya nahi karte
Diye hue zakhm ko kabhi siya nahi karte

Nafrat hai tumse tumhari har cheez se
Ab tujhe yaad karke hum jiya nahi karte

mohabbat ke naam per dhokha dete ho
aaNsoo ki hum numayesh kiya Nahi karte

sakooN milta tha tujhi se baat karke kabhie
tumhara zikr laboN per ab liya nahi karte

NadaaN dil tujhe khuda bana baitha
bas tere liye ab dua kiya nahi karte

khush to rahoge mujhe dukh dekar bahut
bewafa ab hum ghum piya nahi karte
hay ji main marjawa
bohot bohot khoobsurat
likha aapne,,
aap ka likha dil main utar gaya ji,,
keep it up.


[IMG][/IMG]
  Send a message via Yahoo to Rani Aflatoon Send a message via MSN to Rani Aflatoon  
Reply With Quote
Old
  (#3)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
24th May 2009, 05:07 PM

Mandeep Jii aadab........
Aapki koshish behad kabile tarif hai.......
Aur haan lag bhi raha hai ke aap kafi kuch sikh gayi hai...........

Bedard sanam aapne dard diya nahi karte
Diye hue zakhm ko kabhi siya nahi karte

Matala thoda aur achcha ho sakta tha.....
Nafrat hai tumse tumhari har cheez se
Ab tujhe yaad karke hum jiya nahi karte
Yeh sher kafi tikha laga... aisa laga jaise ghayal dil se nikla ho bahut achche...
mohabbat ke naam per dhokha dete ho
aaNsoo ki hum numayesh kiya Nahi karte
Kya Baat hai... waise Ansuon ki Numaish karni bhi nahi chahiye logon ko dil jalane ka mouka mil jata hai....
sakooN milta tha tujhi se baat karke kabhie
tumhara zikr laboN per ab liya nahi karte
Bahut khoob... Guzri hui baaten bhulne mein hi bhalai hai....
NadaaN dil tujhe khuda bana baitha
bas tere liye ab dua kiya nahi karte
Yeh kuch ajeeb sa laga khuda ke liye dua nahi khuda se dua karte haiN shayad isliye
khush to rahoge mujhe dukh dekar bahut
bewafa ab hum ghum piya nahi karte

Achcha message hai khushfahmi door karne ka............

Bahut hi achchi koshish lagi aapki ahsaas bhi achche hai aur andaze bayan bhi aap sikh gayi aisa lagta hai...

aapki shayari wakai nikhar gayi hai...

Yunhi likhate rahiye duaon ke sath daad kabool kijiye..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#4)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
24th May 2009, 07:17 PM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
....
Mandeep ji

aapki nazm dard ka ehsaas toh deti hai....par sameer ji ne jo sanket diye hai....usse aur bhi acha aapko likhne ki shakti milegi....

kul milakar aapki nazm mujhe padhkar achi lagi...thoda uske ehsaas meri aankho ko namm bhi kar gaye....aise hi likhte rahiye....humse milte rahiye....

-------------------
pata nahi tujh pe meri
kis baat ka asar hone wala hai
koi raaz aaj teri zubaa se
phir khulne wala hai.....


---naresh mehra--
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
24th May 2009, 08:15 PM

Mann jee,
kaise ho aap......
bahot hi khubsoorat aur dil ko chhune wali ghazal kahi hai aapne
saare aashar mujhe pasand aayi

Nafrat hai tumse tumhari har cheez se
Ab tujhe yaad karke hum jiya nahi karte


yeh baat to bilkul sahi hai
jisse nafrat hai uski har chees se nafrat hoti hai
aap ki yeh ghazal mujhe apnasa laga
khus rahiye
daad

Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
29th May 2009, 09:29 AM

ranii ji
kaise hian aap?

thanx alot jii

yu hi saath dete rahye

take care



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
29th May 2009, 09:31 AM

sameer ji

bahut bahut shukriya ...honsala afziye ke liye ...ji haan aap sab doston ka saath hoga toh zarror koshish per deyaan rahega ..

aap bhi saath dete rahye

fir se bahut bahut shuklriya

take care



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
31st May 2009, 05:19 AM

achi koshish hai par ......
sher ki dono line ........ ek doosre ko kahi kahi justify nahi karti... dono line ek thought par base honi chahiye .........
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
31st May 2009, 04:53 PM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
Hi friends .....
Es baar aap sab ki nazar kar rahi hu ek aur chotti c koshish .... aur es baar aap sab ke saath kcuh seekha hai aur ...umeed karti hu aap sab ko neraash nahi karu ..aur dua karti hu ese aapka saath milta rahe ....aapki raaye ka intezzaar raheyga


take care

~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~

Bedard sanam aapne dard diya nahi karte
Diye hue zakhm ko kabhi siya nahi karte

Nafrat hai tumse tumhari har cheez se
Ab tujhe yaad karke hum jiya nahi karte

mohabbat ke naam per dhokha dete ho
aaNsoo ki hum numayesh kiya Nahi karte

sakooN milta tha tujhi se baat karke kabhie
tumhara zikr laboN per ab liya nahi karte

NadaaN dil tujhe khuda bana baitha
bas tere liye ab dua kiya nahi karte

khush to rahoge mujhe dukh dekar bahut
bewafa ab hum ghum piya nahi karte

Mandeep,

Aap ki yeh koshish mujhe bahot acchi lagi

aise hee likhte rahiye... khush rahiye


aap ki Dost

Purvi


~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
5th June 2009, 08:52 AM

naresh jiii

kaise hain aap?

aapka bahut bahut shukriya...

yu hi saath dete rahyega

take care

mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
5th June 2009, 08:54 AM

diya jiiii

kaise hain aap?

aapko post per dekh kar bahut khushi hue....

ese saath dete rahe... aur humarii koshish jaari hai

take care

aapki dost

mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
5th June 2009, 08:56 AM

janumanu jii

kaise hainaap?

aacha laga aapko yahan dekh kar ... koshish karugiii aur aap explain karte aur bhi aacha lagta

saath dete rahyega

take care

mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
5th June 2009, 08:57 AM

purvi

kaise hain aap?

koshish pasand karne ke liye bhaut bahut shukriya

saath dete rahye

aapki dost

mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Unke nazdik dard ko aane nahi diya...! naresh_mehra110 Shayri-e-Dard 26 29th November 2009 08:22 AM
Eh Dard Bde Ne Bedard Dr. Preet Chhou Punjabi Poetry 8 23rd November 2007 09:37 AM
Dard tune diya, mujhe gila nahi.. chaahat Shayri-e-Dard 8 6th August 2004 12:29 AM
bedard sanam anshaman Shayri-e-Dard 1 20th August 2003 03:04 PM
tere bina zindagee ka sanam kya karte dastak Aapki Shayri 3 25th May 2003 01:57 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com