after love ............ -
17th March 2011, 06:54 PM
Doston aaj bahut dino baad aap ki mahfil me hamari vapsi hui hai . ek naye mijaj ke sath .
magar is mijaj me mahboob ka diwanapan nahi hai . magar diwanapan to hai or wo b meri wife ka jo abhi haal hi me meri jindagi me aai hai ...
ki aaraj karta hun ....
ek naya andaaj sikha dil ko manane ka .
jab dekha dard maine is jamane ka .
jab se unse dur hue tanhai ka sath mila.
or sang me hi pyaar mila humko is jamane ka .
ish kore kagaj par sabdo ki suruat aap se ho . hum bahut tadpe aab tadpne ki suruat aap se ho. tamana hai sanso ki aap ban jaye meri jindagi. meri har subah har saam har raat aapse ho .
|