Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Zaroori nahin ke mil jaye sukun har kisi ko
Old
  (#1)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up Zaroori nahin ke mil jaye sukun har kisi ko - 20th March 2008, 12:08 PM

Dil udaas hai bahut koi peghaam hi likh do
Tum apna naam na likho, gumnaam hi likh do

Meri qismat mein gham-e-tanhai hai lekin
Tamaam umer na likho magar ik shaam hi likh do

Zaroori nahin ke mil jaye sukun har kisi ko
Sar-e-bazam na aao magar benaam hi likh do

Yeh jaanta hun ke umer bhar tanha mujh ko rehna hai
Magar pal do pal, ghari do ghari, mere naam hi likh do

Chalo hum maan letay hain ke saza ke mustahiq thehray hum
Koi inaam na likho koi ilzaam hi likh do

(Not Mine )


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
wah waah
Old
  (#2)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
wah waah - 20th March 2008, 01:04 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
Dil udaas hai bahut koi peghaam hi likh do
Tum apna naam na likho, gumnaam hi likh do

Meri qismat mein gham-e-tanhai hai lekin
Tamaam umer na likho magar ik shaam hi likh do

Zaroori nahin ke mil jaye sukun har kisi ko
Sar-e-bazam na aao magar benaam hi likh do

Yeh jaanta hun ke umer bhar tanha mujh ko rehna hai
Magar pal do pal, ghari do ghari, mere naam hi likh do

Chalo hum maan letay hain ke saza ke mustahiq thehray hum
Koi inaam na likho koi ilzaam hi likh do

(Not Mine )
Lo aa gaye phir aap ko padhane ke liye kashif jee, itnii achhi ghazal share karne ke liye tah-e-dil se shukragujaar hoon aap ka,kuchh sher dil-azeej lage.

Meri qismat mein gham-e-tanhai hai lekin
Tamaam umer na likho magar ik shaam hi likh do

Chalo hum maan letay hain ke saza ke mustahiq thehray hum
Koi inaam na likho koi ilzaam hi likh do



yunhii achhi ghazale share karte rahiyega janab kaashif jee
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Zaroori toh nahin....... muskaan76 Shayri-e-Ishq 1 15th March 2010 10:59 PM
zaroori tho nahin........ misnomer Shayri-e-Dard 13 14th October 2003 05:36 PM
Zaroori to nahin Alisha Shayri-e-Ishq 4 4th August 2003 03:56 PM
Zaroori To Nahin..................... punnu Shayri-e-Ishq 5 14th July 2003 09:41 AM
zaroori to nahin... ~~Khamoshi~~ Shayri-e-Dard 5 19th January 2003 01:50 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com