Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
Baitbaazi-e-Sharaab
Old
  (#1)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
Thumbs up Baitbaazi-e-Sharaab - 18th January 2004, 03:09 PM

All Shayri Frenz Adaab,
Ham Yahan par ek naya thread shuroo kar rahe hain,Baitbaazi-e-Sharaab, aap sab se guzaarish hai ki is mein shirkat farmaa kar lutfandoz hon.....

There is only single rule ki aapko sirf Sharaab par hi sher likhna hai, yani sher mein Sharaab ka zikr zaroor ho, sher kisee ka bhi ho sakta hai.

Chaliye Taajdaar-e-Sukhanwari,"Mirza Ghalib" ke sher se hi shuruaat karte hain......


"Ghalib" chooti Sharaab par ab bhi kabhi kabhi
Peeta hoon Roz-E-Abr-O-Shab-E-Mahtaab mein

Mirza Ghalib


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
19th January 2004, 05:39 PM

Phool hi phool khil uthhe mere paimane meh
Phool hi phool khil uthhe mere paimane meh
Aap keya aye bahar agaaye meikhane meh
Phool hi phool khil uthhe mere paimane meh
phool hi phool.......
Unknown.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
20th January 2004, 02:56 PM

Aaye kuchh abr kuchch sharaab aaye
us ke baad aaye jo azaab aaye

baam-e-meenaa se maahtaab utre
dast-e-saaqi mein aaftaab aaye

'Faiz' thi raah sar basar manzil
ham jahaan pahunche kaamyaab aaye

Faiz Ahmad "Faiz"


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
20th January 2004, 03:07 PM

Nice one. Likhte rahiyega. Shukriya. Is this one ok?

Huyi mahengee bohot hi sharaab ke
thori thori peeya karo
peeyo lekin rakhho heesab
ke thori thori peeya karo
Huyi mahengee bohot hi sharaab ke
ke thori thori peeya karo.......???


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
21st January 2004, 12:07 PM

Maikadaa thaa chaandni thi main na thaa
ik mujassam bekhudi thi main na thaa

ishq jab dam tortaa thaa tum na the
maut jab sar dhun rahi thi main na thaa

tuur par chheraa thaa jis ne aap ko
vo meri deewaangi thi main na thaa

Abdul Hameed "Adam"


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
21st January 2004, 02:41 PM

Salaam khan sahaaB khub silsila shuruu kiya apne ...shukriyaa...


uske paimane meiN kuch hai mere paimane meiN kuch
dekh saaqi ho na jaaye tere maikhane meiN kuch....


~Nawaaz Deobandi ~


Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
21st January 2004, 03:42 PM

Maikade bandh kare lakh zamane wale
kaikade bandh kare lakh zamane wale
sheher meh kam nehi ankhon se peelane wale
maikade bandh kare lakh zamane wale
sheher meh kam nehi ankhon se peelane wale
maikade bandh kare lakh zamane wale

Kash mujhko bhi lagale tu kabhi sine se
kash mujhko bhi lagale tu kabhi sine se
meri tasveer ko se sine se lagane wale.......



*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
jaam
Old
  (#8)
sayedzakir
Registered User
sayedzakir is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 43
Join Date: Nov 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 0
jaam - 24th January 2004, 01:07 PM

Nasha emaan hota hain surahee deen hoti hain
jaam ki ebaadat badi rangeen hoti hain
  Send a message via Yahoo to sayedzakir  
Reply With Quote
jaam
Old
  (#9)
sayedzakir
Registered User
sayedzakir is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 43
Join Date: Nov 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 0
jaam - 24th January 2004, 01:17 PM

asha emaan hota hain surahee deen hoti hain
jaam ki ebadaat badi rangeen hoti hain
  Send a message via Yahoo to sayedzakir  
Reply With Quote
Old
  (#10)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
26th January 2004, 10:27 AM

merii tabaahii kaa ilzaam ab sharaab pe hai
mai.n aur karataa bhii kyaa tum pe aa rahii thii baat
- Unknown


Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
27th January 2004, 01:00 AM

Aye gume zindegi kuch toh de mashwara
aye gume zindegi kuch toh de mashwara
ek taraf ushka ghar ek taraf maikada
ek taraf ushka ghar ek taraf maikada
main kaha jaau hota nehi faisala
main kaha jaau hota nehi faisala.......



*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
28th January 2004, 12:53 AM

JaAm-o-sHiisHaa-o-paiMaaNaa* HaMe kya mAloom
SuRuur-e-Gam ke nashe me hi jiye jAate hEin

mere sAki mUjHe is gAm ki duHai to Na de
yE dArd uNka diyA hEi jo piyE jAate hEin


* Bottles And Glasses Of Wine


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
16th March 2004, 03:01 PM

Sharaab chhod di tumne? Kamaal hai Thaakur
Magar ye haath mein kya laal laal hai Thaakur?

Duaa ko nanhen gulaabon ne haath uthaye hain
Bas ab yaheen se tumhaara Zawaal hai Thaakur

Dr. Raahat Indori


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
31st July 2010, 12:46 AM

Na karo mujh per sitam Saki sharab do
Aaj dil jala hai koi to cheez nayaab do

....................
..............


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#15)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
31st July 2010, 11:31 AM

Go Haath Ko Jumbish Nahi Ankho.N me to Damm hai !!
Rahene do Abhi Sagar o Meena Mere Aage !!


Mirza Asad Ullah Khan "Ghalib"
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
1st August 2010, 01:22 AM

Gazab ka tha nasha teri nashili aankhoN meiN
Jee chahaa doob jauN in meiN aur nasha karuN


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
4th December 2012, 09:06 AM

Roya to bahut karte the tei yaad meN,
Par fir ek din mujhe sharaab mil gayi...



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#18)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
4th December 2012, 04:38 PM

yahaan bhi aa jaao, bandhuoN... ye bhi ek alag aur ahchi thread hai....



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#19)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
22nd December 2012, 07:19 PM

Kabhi mana karte the vo peene se
aaj mana karte hain vo jeene se
magar yaaron hum aaj bhi pee lete hain
shayad isiliye jee lete hain.........



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#20)
@ahna@
Registered User
@ahna@ has a spectacular aura about@ahna@ has a spectacular aura about
 
@ahna@'s Avatar
 
Offline
Posts: 299
Join Date: Dec 2012
Rep Power: 13
23rd December 2012, 11:55 AM

maikade se kehdo na pukare hume
yaaron usne na pine ki kasam li hai...
@ahna@
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
26th December 2012, 03:41 PM

De de ke qasme yaar ne rukaya bahut hume
Saaqi sharaab ne phir aazmaaya bahut hume


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Old
  (#22)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
31st December 2012, 04:39 PM

Quote:
Originally Posted by Parwaazz View Post
De de ke qasme yaar ne rukaya bahut hume
Saaqi sharaab ne phir aazmaaya bahut hume
Kyaa haath ba.DhaayeN jaanib-e-paimane ke,
Jab qaidi hai ghulam un aaNkhoN ke maikhane ke.


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
1st January 2013, 02:03 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Kyaa haath ba.DhaayeN jaanib-e-paimane ke,
Jab qaidi hai ghulam un aaNkhoN ke maikhane ke.
Koii to bataaye ke maikashi mein kia hai
Ho gar jawaab to batao zindagi mein kia hai


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Baitbaazi Mayank Anjuman-e-Shayri 2599 21st October 2016 03:53 PM
Baitbaazi-e-kalaam-e-Asaatzaa khan Shayri-e-Mashahoor Shayar 362 11th November 2008 07:31 AM
Baitbaazi-e-Dard khan Shayri-e-Dard 12 2nd September 2008 01:44 PM
Baitbaazi-e-Ishq khan Shayri-e-Ishq 17 23rd January 2004 02:01 PM
tujhe qasam hai saaqiyaa sharaab laa sharaab de Neha Haroon Shayri-e-Sharaab 0 30th April 2003 03:41 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com