Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kisi rote bachche ko hasaya jai
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
Kisi rote bachche ko hasaya jai - 29th October 2014, 08:10 PM

Aao aaj kisee rote bachche ko haNsa deiN,
Uske Dil meiN khushiyoN ka deepak jala deiN.

Log tau bewajah yun hi chale ja rahe haiN,
Aao kisi bhatke hue musafir ko raasta dikha deiN.

Jo ho chuke haiN Is zindagi se na.umeed ,
Kisi mazloom ko ummeed ki kirne dikha deiN.

Thak gaye jo ab zindagee ke safar mein,
Aise rahgeer ka kuch haunsala bara deiN.

Waqt ke haathon jo char gaye hans kar sooli per ,
Un maseeha ki yaad mein do aaNsoo baha dein.

Khud ke liye tau humlog jee rahe hain hardam,
Aao Auron ke sang khushiyon ke lamhe bita deiN



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 29th October 2014 at 09:07 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
29th October 2014, 09:14 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Aao aaj kisee rote bachche ko haNsa deiN,
Uske Dil meiN khushiyoN ka deepak jala deiN.

Log tau bewajah yun hi chale ja rahe haiN,
Aao kisi bhatke hue musafir ko raasta dikha deiN.

Jo ho chuke haiN Is zindagi se na.umeed ,
Kisi mazloom ko ummeed ki kirne dikha deiN.

Thak gaye jo ab zindagee ke safar mein,
Aise rahgeer ka kuch haunsala bara deiN.

Waqt ke haathon jo char gaye hans kar sooli per ,
Un maseeha ki yaad mein do aaNsoo baha dein.

Khud ke liye tau humlog jee rahe hain hardam,
Aao Auron ke sang khushiyon ke lamhe bita deiN
Waah bahut umda khyaal sanjay ji...bahut pasand aaya apka kalaam...dil se daad.



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
30th October 2014, 08:17 AM

Bahut bahut shukriya Madhu ji jo aapne is adni si koshish ko saraha



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
30th October 2014, 11:06 AM

bahot achaa likha hai Sanjay saahab..... accchi peshkash ke liye dil se daad aapko...

likhte rahen


Log tau bewajah yun hi chale ja rahe haiN,
Aao kisi bhatke hue musafir ko raasta dikha deiN.

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
17th November 2014, 04:05 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
bahot achaa likha hai Sanjay saahab..... accchi peshkash ke liye dil se daad aapko...

likhte rahen


Log tau bewajah yun hi chale ja rahe haiN,
Aao kisi bhatke hue musafir ko raasta dikha deiN.

Shaad...
Sameer Bhai ...kaise hain aap ..Aapko humari peshkash achi lagi ..
Shukriya, janab aapka
S.S



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com