Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
"Smarting Pain"
Old
  (#1)
aslam_noor
Registered User
aslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 0
"Smarting Pain" - 29th November 2011, 09:21 PM

Ehle bazm ki nazr ek choti si koshish apni qeemti ara se nawaaziyega


“Smarting Pain”

Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai
Kabhi uth_ta hai reh reh kar
Musalsal bhi ye tikta hai
Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai

Ajab si baat to ye hai
Ke jab socha karuN
Tumko
To ye seene se
Hat kar ke
Mere pehloo mai
rukta hai
Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai

Suno jab raat ko
Aksar
Tumhe dhoonda karu
Pal pal
munderoN par
ye palkoN ke
bhut khamosh
dikhta hai
suno ye dard seene ka
bhut bechain karta hai

suno ye dard seene ka
bhut bechain karta hai
zara si baat maano tum
zara isse ye keh do na
mere seene se
uth kar ye
tumhare dil talak
phuchay
tumhari baat maanega
tumhara
shehdaaii jo thehra

Suno ye dard seene ka
Mujhay acha bhi lagat hai
Suno ye dard seene ka
Bhut bechain karta hai!!!
(aslam noor, aslam)
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
29th November 2011, 10:06 PM

Quote:
Originally Posted by aslam_noor View Post
Ehle bazm ki nazr ek choti si koshish apni qeemti ara se nawaaziyega


“Smarting Pain”

Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai
Kabhi uth_ta hai reh reh kar
Musalsal bhi ye tikta hai
Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai

Ajab si baat to ye hai
Ke jab socha karuN
Tumko
To ye seene se
Hat kar ke
Mere pehloo mai
rukta hai
Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai

Suno jab raat ko
Aksar
Tumhe dhoonda karu
Pal pal
munderoN par
ye palkoN ke
bhut khamosh
dikhta hai
suno ye dard seene ka
bhut bechain karta hai

suno ye dard seene ka
bhut bechain karta hai
zara si baat maano tum
zara isse ye keh do na
mere seene se
uth kar ye
tumhare dil talak
phuchay
tumhari baat maanega
tumhara
shehdaaii jo thehra

Suno ye dard seene ka
Mujhay acha bhi lagat hai
Suno ye dard seene ka
Bhut bechain karta hai!!!
(aslam noor, aslam)
aadab, aslam bhai.kaise hai aap? aapka kalaam padkar bahut accha laga.bahut accha likha hai aapne.mere taraf se mubaraqbad.aage bhee apne kalaam padhne ka maukaa ataa karate rahe.
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
30th November 2011, 12:25 AM

Quote:
Originally Posted by aslam_noor View Post
Ehle bazm ki nazr ek choti si koshish apni qeemti ara se nawaaziyega


“Smarting Pain”

Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai
Kabhi uth_ta hai reh reh kar
Musalsal bhi ye tikta hai
Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai

Ajab si baat to ye hai
Ke jab socha karuN
Tumko
To ye seene se
Hat kar ke
Mere pehloo mai
rukta hai
Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai

Suno jab raat ko
Aksar
Tumhe dhoonda karu
Pal pal
munderoN par
ye palkoN ke
bhut khamosh
dikhta hai
suno ye dard seene ka
bhut bechain karta hai

suno ye dard seene ka
bhut bechain karta hai
zara si baat maano tum
zara isse ye keh do na
mere seene se
uth kar ye
tumhare dil talak
phuchay
tumhari baat maanega
tumhara
shehdaaii jo thehra

Suno ye dard seene ka
Mujhay acha bhi lagat hai
Suno ye dard seene ka
Bhut bechain karta hai!!!
(aslam noor, aslam)
As Salam Alykom Aslam Saahab!
Khushaamdeed is bazm e shayree mayn!

SUB'HANALLAH! Buhat khoobsoorat nazm! Aapki tehreer say saaf pata chal raha hay ki aap ayk payedaar shayar hayn! umeed hay aapsay hum nauseekiyon ko buhat kuch seekhnay ko milayga (excluding the well established shura of Shayri.Com). Daad is khaaksaar ki jaanib say bhee qabool farmayayn!

Duagoh
Ahmad
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
30th November 2011, 09:43 AM

janaab aslam saheb pehle to is bazm meN aapka tahe dil se isteqbaal karta huN...khushaamdeed....

aapki ye nazm behad khoobsurat hai, meri jaanib se daad haazir hai qubuul kijiyega....aage bhi apni koshishoN se bazm ko pur noor rakheN....aate raheN...


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
30th November 2011, 12:57 PM

Bohat khoob Aslam sahab...Good to see you back on SDC..




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
30th November 2011, 06:21 PM

Welcome Back ... Aslam Bhai !

Kyaa Khoob Naayaab Aur Laajawaab Nazm Se ShuruaaT Huii Hai ... BehtreeN !

Umdaa Peshkash Ke Liye ... Dilee Daad O Mubaaraqbaad ... !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#7)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
30th November 2011, 07:27 PM

waaahhhhh.. kamaal ki nazm likhii hhai aapne Aslam khan saahab.. aapki kalam ke to hum bahot arse se deewane rahe haiN, bas ek shiiqaayat thee ke lutf bahot kam hi mil paata hai.. aaaj jo aapko maujood paaya to khud ko rok na sakaa iskee aagosh me kho jaane se.... bahot hi nayaab koshish ke liye tahe dil se daad mere bhai... Guzaarish hai ke ab jaldi jaldi aaya karenge.... Shukriyaaa

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
30th November 2011, 07:49 PM

Quote:
Originally Posted by aslam_noor View Post
Ehle bazm ki nazr ek choti si koshish apni qeemti ara se nawaaziyega


“Smarting Pain”

Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai
Kabhi uth_ta hai reh reh kar
Musalsal bhi ye tikta hai
Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai

Ajab si baat to ye hai
Ke jab socha karuN
Tumko
To ye seene se
Hat kar ke
Mere pehloo mai
rukta hai
Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai

Suno jab raat ko
Aksar
Tumhe dhoonda karu
Pal pal
munderoN par
ye palkoN ke
bhut khamosh
dikhta hai
suno ye dard seene ka
bhut bechain karta hai

suno ye dard seene ka
bhut bechain karta hai
zara si baat maano tum
zara isse ye keh do na
mere seene se
uth kar ye
tumhare dil talak
phuchay
tumhari baat maanega
tumhara
shehdaaii jo thehra

Suno ye dard seene ka
Mujhay acha bhi lagat hai
Suno ye dard seene ka
Bhut bechain karta hai!!!
(aslam noor, aslam)

Aslam Noor Sahib..........!

Be-Had Umdah Nazm Hui Hai............... Rawani Me, Alfaz Ke Chunao Me Andaz-e-Bayan Me Apni Misal Aap Hai.............Dheron Daad Qabool Farmayen Is Khubsurat Kalaam Pr.........Qabool Farmayen..




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
30th November 2011, 08:54 PM

Quote:
Originally Posted by aslam_noor View Post
Ehle bazm ki nazr ek choti si koshish apni qeemti ara se nawaaziyega


“Smarting Pain”

Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai
Kabhi uth_ta hai reh reh kar
Musalsal bhi ye tikta hai
Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai

Ajab si baat to ye hai
Ke jab socha karuN
Tumko
To ye seene se
Hat kar ke
Mere pehloo mai
rukta hai
Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai

Suno jab raat ko
Aksar
Tumhe dhoonda karu
Pal pal
munderoN par
ye palkoN ke
bhut khamosh
dikhta hai
suno ye dard seene ka
bhut bechain karta hai

suno ye dard seene ka
bhut bechain karta hai
zara si baat maano tum
zara isse ye keh do na
mere seene se
uth kar ye
tumhare dil talak
phuchay
tumhari baat maanega
tumhara
shehdaaii jo thehra

Suno ye dard seene ka
Mujhay acha bhi lagat hai
Suno ye dard seene ka
Bhut bechain karta hai!!!
(aslam noor, aslam)
kaise ho bhayee... nayee id kyuN ..............

khair........... yakeen maano mai jab bhia apki nazme padjhtaa hun. to aapki awaaz bhi sunayee deti hai use lahje mai jisme aap sunate ho .........

aise lagtaa hai padh nahi raha hun sun rahaa hun

aapki nazm padhke ...... bas padhte hi kuch khyaa;l aye pahle unko likhaa fir aapko comment kyaa hai... par hana post ultaa kar raha hun pahle comment fir nazm

--



suno tum nazm kahte ho
use maiN nazm nahi kahtaa
Are....! woh saans leti hai
haaN usme jaan hoti hai
wo saath hi .... baat karti hai
mahkti hai.. chahkti hai........
wo roti muskurati hai


jab hi to kah raha hun maiN
ki jab tum nazm kahte ho
asal maiN nazm nahi hoti......
tumhara hi aks hoti hai
tumhara noor hoti hai
ho betaa ya ki beti ho
wo kuch to zaroor hoti hai......

suno inko yahi tum bhi
samjh kar paalte rahnaa
ye jo bhi hona chahengi
usi mai dhaalte rahnaa

haaN maiN bhi nazm kahtaa huN

hum apni saari nazmo ko
fir apas maiN milaa denge

fir inkaa ghar basa denge
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#10)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
30th November 2011, 09:18 PM

Quote:
Originally Posted by aslam_noor View Post
Ehle bazm ki nazr ek choti si koshish apni qeemti ara se nawaaziyega


“Smarting Pain”

Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai
Kabhi uth_ta hai reh reh kar
Musalsal bhi ye tikta hai
Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai

Ajab si baat to ye hai
Ke jab socha karuN
Tumko
To ye seene se
Hat kar ke
Mere pehloo mai
rukta hai
Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai

Suno jab raat ko
Aksar
Tumhe dhoonda karu
Pal pal
munderoN par
ye palkoN ke
bhut khamosh
dikhta hai
suno ye dard seene ka
bhut bechain karta hai

suno ye dard seene ka
bhut bechain karta hai
zara si baat maano tum
zara isse ye keh do na
mere seene se
uth kar ye
tumhare dil talak
phuchay
tumhari baat maanega
tumhara
shehdaaii jo thehra

Suno ye dard seene ka
Mujhay acha bhi lagat hai
Suno ye dard seene ka
Bhut bechain karta hai!!!
(aslam noor, aslam)
aslam ji .... bahut sundar nazm ... dil se daad ... radhe radhe ...


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
1st December 2011, 02:12 PM

Aslam bhai ki amad pe mera nazrana ,, ,,, Aslam bhai meri nazar me wo shair hain jisne aaj ke daur me bhi azatiza ki rawayaton ko barqarar rakha hai ,, Unki shan me jitney bhi kaside likhe jaye.N kamm hi honge ,,, Apni khushi ko alfazon ka jama dena mushkil ho chala hai …Khuch misre zahen me tarteeb paye ..Ap sub hazrat ki nazar



Bhulake sabhi ranj-o-gham aye aslam
Thi khawhish yahi dam ba dam aye aslam

Ajab kaifiyat hai ye amad pe unki
Ke ankhen khushi se hain namm aye aslam

Ab ayengi ghazle.N bahut khubsurat
Jo haathon me leke qalam aye aslam

Hai kismat hamari ya unki mahubbat
Na toota hamara bharam aye aslam

Khushamad me unki mai kya kar kahonga
Adab se mera sar hai kham aye aslam

Ke mahefil ki raunaq barhegi musalsal
Khuda ka howa hai karam aye aslam


Qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
1st December 2011, 05:45 PM

Quote:
Originally Posted by abdulqadeert View Post
Aslam bhai ki amad pe mera nazrana ,, ,,, Aslam bhai meri nazar me wo shair hain jisne aaj ke daur me bhi azatiza ki rawayaton ko barqarar rakha hai ,, Unki shan me jitney bhi kaside likhe jaye.N kamm hi honge ,,, Apni khushi ko alfazon ka jama dena mushkil ho chala hai …Khuch misre zahen me tarteeb paye ..Ap sub hazrat ki nazar



Bhulake sabhi ranj-o-gham aye aslam
Thi khawhish yahi dam ba dam aye aslam

Ajab kaifiyat hai ye amad pe unki
Ke ankhen khushi se hain namm aye aslam

Ab ayengi ghazle.N bahut khubsurat
Jo haathon me leke qalam aye aslam

Hai kismat hamari ya unki mahubbat
Na toota hamara bharam aye aslam

Khushamad me unki mai kya kar kahonga
Adab se mera sar hai kham aye aslam

Ke mahefil ki raunaq barhegi musalsal
Khuda ka howa hai karam aye aslam


Qadeertoopchi

Wah Wah Abdulqadeer Sab............ Kia Khubsurat Kalaam Kaha Hai Aap Ne...... Boht Khooob Laga Aap Ka Ye Kalaam............ Daad Qabool Farmayen




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
aslam_noor
Registered User
aslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 0
2nd December 2011, 07:35 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
aadab, aslam bhai.kaise hai aap? aapka kalaam padkar bahut accha laga.bahut accha likha hai aapne.mere taraf se mubaraqbad.aage bhee apne kalaam padhne ka maukaa ataa karate rahe.
Janaab Uff ak sahab aapne hosala badhaaya uske liyN aapka tahe dil se mamnoon huN yuN hi nazr e karm banaaye rakhiye bhut shukriyH


aslam
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
aslam_noor
Registered User
aslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 0
2nd December 2011, 07:39 PM

Quote:
Originally Posted by Ahmad Hyderabadi View Post
As Salam Alykom Aslam Saahab!
Khushaamdeed is bazm e shayree mayn!

SUB'HANALLAH! Buhat khoobsoorat nazm! Aapki tehreer say saaf pata chal raha hay ki aap ayk payedaar shayar hayn! umeed hay aapsay hum nauseekiyon ko buhat kuch seekhnay ko milayga (excluding the well established shura of Shayri.Com). Daad is khaaksaar ki jaanib say bhee qabool farmayayn!

Duagoh
Ahmad

Ahmad sahab aapka husne zan jo aap yuN sochte haiN, meri shayri ki dunia mai hasiyat ek talib e ilm ki hai is fan ke samandar mai meri hasiyat ek qatre se ziyadaH nahi, meiN to khud ye umdeed karta huN ke aapse kuch seekhne ko milge yaqeenan is bazm mai mashaAllah se bhut aur bhut achay shora mojood haiN jinse maine bhut kuch seekha hai aur aage bhi seekhta rahunga, bhut nawaazish nazm ki pasndgi ke liyN tahe dil se mamnoon huN dua mai yaad rkahiyega


aslam
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
aslam_noor
Registered User
aslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 0
2nd December 2011, 07:41 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
janaab aslam saheb pehle to is bazm meN aapka tahe dil se isteqbaal karta huN...khushaamdeed....

aapki ye nazm behad khoobsurat hai, meri jaanib se daad haazir hai qubuul kijiyega....aage bhi apni koshishoN se bazm ko pur noor rakheN....aate raheN...


Bhut bhut nawaazish is izzatafzaaii ke liyN Vikram sahab, aapne nazm ko sraha mere liyN bais e fakhr hai, jii meiN koshish karunga ke aapki hukm ki tameel ho


aslam
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
aslam_noor
Registered User
aslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 0
2nd December 2011, 07:47 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Bohat khoob Aslam sahab...Good to see you back on SDC..

Zainy saheba bhut nawaazish


aslam
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
aslam_noor
Registered User
aslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 0
2nd December 2011, 07:49 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Welcome Back ... Aslam Bhai !

Kyaa Khoob Naayaab Aur Laajawaab Nazm Se ShuruaaT Huii Hai ... BehtreeN !

Umdaa Peshkash Ke Liye ... Dilee Daad O Mubaaraqbaad ... !!!


Naresh mehra sahab aap hamehsa hi hosalabadhaaya karte haiN bhut bhut shukriyH in mohabbatoN ka nawaazish


aslam
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
aslam_noor
Registered User
aslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 0
2nd December 2011, 07:57 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
waaahhhhh.. kamaal ki nazm likhii hhai aapne Aslam khan saahab.. aapki kalam ke to hum bahot arse se deewane rahe haiN, bas ek shiiqaayat thee ke lutf bahot kam hi mil paata hai.. aaaj jo aapko maujood paaya to khud ko rok na sakaa iskee aagosh me kho jaane se.... bahot hi nayaab koshish ke liye tahe dil se daad mere bhai... Guzaarish hai ke ab jaldi jaldi aaya karenge.... Shukriyaaa

Shaad...
Shaad shab aapki is hoslaafzaii aur mohabbt ke liyN aapka tahe dil se mamnoon huN, meri khushqismat ke aapko meri adna si koshisheiN achi laga karti haiN yuN hi apni nazreiN karm banaaye rakhiye

aslam
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
aslam_noor
Registered User
aslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 0
2nd December 2011, 08:00 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Aslam Noor Sahib..........!

Be-Had Umdah Nazm Hui Hai............... Rawani Me, Alfaz Ke Chunao Me Andaz-e-Bayan Me Apni Misal Aap Hai.............Dheron Daad Qabool Farmayen Is Khubsurat Kalaam Pr.........Qabool Farmayen..
Ahmed Shakil sahab aapki daad sar aankhoN par bhut bhut shukriyH is hosalafzaii ke liyN

aslam
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
aslam_noor
Registered User
aslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 0
2nd December 2011, 08:46 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
kaise ho bhayee... nayee id kyuN ..............

khair........... yakeen maano mai jab bhia apki nazme padjhtaa hun. to aapki awaaz bhi sunayee deti hai use lahje mai jisme aap sunate ho .........

aise lagtaa hai padh nahi raha hun sun rahaa hun

aapki nazm padhke ...... bas padhte hi kuch khyaa;l aye pahle unko likhaa fir aapko comment kyaa hai... par hana post ultaa kar raha hun pahle comment fir nazm

--



suno tum nazm kahte ho
use maiN nazm nahi kahtaa
Are....! woh saans leti hai
haaN usme jaan hoti hai
wo saath hi .... baat karti hai
mahkti hai.. chahkti hai........
wo roti muskurati hai


jab hi to kah raha hun maiN
ki jab tum nazm kahte ho
asal maiN nazm nahi hoti......
tumhara hi aks hoti hai
tumhara noor hoti hai
ho betaa ya ki beti ho
wo kuch to zaroor hoti hai......

suno inko yahi tum bhi
samjh kar paalte rahnaa
ye jo bhi hona chahengi
usi mai dhaalte rahnaa

haaN maiN bhi nazm kahtaa huN

hum apni saari nazmo ko
fir apas maiN milaa denge

fir inkaa ghar basa denge


Dear Vikas puraani id ka password bhool gaya tha koshish ki ke wo recover ho jaaye uske liyN kaafi saare mails bhi kiye but no responce, to nayi id banana padi tumhari mohabbat hai jo aisa hua karta hai warna apni awaaz is qabil nahi jo yuN kisi ke zehen mai mehfooz ho jaaye, haan albatta ye kaifiyat mujhay zaroor us wqt hoti hai jab meiN tumhara koi aisa sher jo tumhare mizaaj ka hai pada karta huN, nazm ki yuN pazeeraii mere liyN bais e fakhr hai bhut bhut nawaazish, ab baat tumhari nazm ki

jab bhi likhte ho acha hi likhte ho, soch ka jo andaaz hai wo behad niraala hai ek wajh uski ye hai ke tum bhut badi si baat jo ke tum bade kam lafz istemaal karke keh daite ho misaal ke tour par tumhara sher quote karna chahta huN "usse maagna tum na taaroN se hargis.............gira jo wahaN se mila hi nahi hai" bade saada se lafz na koi aisi baat jisme zehen ko lamhe bhr bhi sochna pade aur baat, baat us maqaam ki ke jahaN kitaabein likh di jaayeiN sirf isi soch par, tumhari nazm bhut mutassir karti hai khoob aur bhut khoob andaaz e bayaaN aur mafhoom bhi bhut hi piyara bhut bhut mubarak baad is soch ki nazr qubool farmaaiye paish e khidmat hai

yuN hi meri adna koshishoN par apni nazr e karm banaaye rakheye khush rahiye


aslam
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
aslam_noor
Registered User
aslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 0
2nd December 2011, 08:47 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
aslam ji .... bahut sundar nazm ... dil se daad ... radhe radhe ...

Janaab ka bhut bhut shukriyH


aslam
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
aslam_noor
Registered User
aslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 0
2nd December 2011, 08:48 PM

Quote:
Originally Posted by abdulqadeert View Post
Aslam bhai ki amad pe mera nazrana ,, ,,, Aslam bhai meri nazar me wo shair hain jisne aaj ke daur me bhi azatiza ki rawayaton ko barqarar rakha hai ,, Unki shan me jitney bhi kaside likhe jaye.N kamm hi honge ,,, Apni khushi ko alfazon ka jama dena mushkil ho chala hai …Khuch misre zahen me tarteeb paye ..Ap sub hazrat ki nazar



Bhulake sabhi ranj-o-gham aye aslam
Thi khawhish yahi dam ba dam aye aslam

Ajab kaifiyat hai ye amad pe unki
Ke ankhen khushi se hain namm aye aslam

Ab ayengi ghazle.N bahut khubsurat
Jo haathon me leke qalam aye aslam

Hai kismat hamari ya unki mahubbat
Na toota hamara bharam aye aslam

Khushamad me unki mai kya kar kahonga
Adab se mera sar hai kham aye aslam

Ke mahefil ki raunaq barhegi musalsal
Khuda ka howa hai karam aye aslam


Qadeertoopchi

Qadeer bhai bhut bhut bhut nawaazish is izzatafazaaii ke liyN


aslam
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
2nd December 2011, 11:01 PM

Quote:
Originally Posted by aslam_noor View Post
Ehle bazm ki nazr ek choti si koshish apni qeemti ara se nawaaziyega


“Smarting Pain”

Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai
Kabhi uth_ta hai reh reh kar
Musalsal bhi ye tikta hai
Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai

Ajab si baat to ye hai
Ke jab socha karuN
Tumko
To ye seene se
Hat kar ke
Mere pehloo mai
rukta hai
Suno ye dard seene ka
Bhutt bechain karta hai

Suno jab raat ko
Aksar
Tumhe dhoonda karu
Pal pal
munderoN par
ye palkoN ke
bhut khamosh
dikhta hai
suno ye dard seene ka
bhut bechain karta hai

suno ye dard seene ka
bhut bechain karta hai
zara si baat maano tum
zara isse ye keh do na
mere seene se
uth kar ye
tumhare dil talak
phuchay
tumhari baat maanega
tumhara
shehdaaii jo thehra

Suno ye dard seene ka
Mujhay acha bhi lagat hai
Suno ye dard seene ka
Bhut bechain karta hai!!!
(aslam noor, aslam)
Bahut khoobsurat nazm padhee hai Aslam bhayee. Dil se dheroN daad. qabool farmayeiN. Yunhi likhte raheiN.

DuaoN meiN yaad rakheiN


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com