Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Thi Khawhish Yahi Dam ba dam Aye Aslam ( Qadeertoopchi )
Old
  (#1)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
Thi Khawhish Yahi Dam ba dam Aye Aslam ( Qadeertoopchi ) - 1st December 2011, 02:15 PM

Aslam bhai ki amad pe mera nazrana ,, ,,, Aslam bhai meri nazar me wo shair hain jisne aaj ke daur me bhi azatiza ki rawayaton ko barqarar rakha hai ,, Unki shan me jitney bhi kaside likhe jaye.N kamm hi honge ,,, Apni khushi ko alfazon ka jama dena mushkil ho chala hai …Khuch misre zahen me tarteeb paye ..Ap sub hazrat ki nazar



Bhulake sabhi ranj-o-gham aye aslam
Thi khawhish yahi dam ba dam aye aslam

Ajab kaifiyat hai ye amad pe unki
Ke ankhen khushi se hain namm aye aslam

Ab ayengi ghazle.N bahut khubsurat
Jo haathon me leke qalam aye aslam

Hai kismat hamari ya unki mahubbat
Na toota hamara bharam aye aslam

Khushamad me unki mai kya kar kahonga
Adab se mera sar hai kham aye aslam

Ke mahefil ki raunaq barhegi musalsal
Khuda ka howa hai karam aye aslam


Qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
2nd December 2011, 07:58 AM

Bhulake sabhi ranj-o-gham aye aslam
Thi khawhish yahi dam ba dam aye aslam

Ke mahefil ki raunaq barhegi musalsal
Khuda ka howa hai karam aye aslam


bahut sundar ..... qadeer bhai ..... daad hazir hai .... radhe radhe ............


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
2nd December 2011, 03:43 PM

Welcome back to SDC Aslam sahab.................

Qadeer bhai waqay bohat acchi ghazal hai................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#4)
aslam_noor
Registered User
aslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the roughaslam_noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 0
2nd December 2011, 05:59 PM

Quote:
Originally Posted by abdulqadeert View Post
Aslam bhai ki amad pe mera nazrana ,, ,,, Aslam bhai meri nazar me wo shair hain jisne aaj ke daur me bhi azatiza ki rawayaton ko barqarar rakha hai ,, Unki shan me jitney bhi kaside likhe jaye.N kamm hi honge ,,, Apni khushi ko alfazon ka jama dena mushkil ho chala hai …Khuch misre zahen me tarteeb paye ..Ap sub hazrat ki nazar



Bhulake sabhi ranj-o-gham aye aslam
Thi khawhish yahi dam ba dam aye aslam

Ajab kaifiyat hai ye amad pe unki
Ke ankhen khushi se hain namm aye aslam

Ab ayengi ghazle.N bahut khubsurat
Jo haathon me leke qalam aye aslam

Hai kismat hamari ya unki mahubbat
Na toota hamara bharam aye aslam

Khushamad me unki mai kya kar kahonga
Adab se mera sar hai kham aye aslam

Ke mahefil ki raunaq barhegi musalsal
Khuda ka howa hai karam aye aslam


Qadeertoopchi

Qadeer bhai aapka qalam khud apni misaal aap hai, mere liyN aapka ye mohabbat naama aapki belos mohabbat ki daleel hai, bhut aur bhut chota sa insaan huN jo apni hadoN mai rehkar hi khush rehta huN, kehne ke liyN aapke is qaseeday ke liyN mere pass itne lafaaz haiN ke bas itna hi kehna chahunga ke mere liyN aapki ye qeemti mabloos mai libte huway lafz mere liyN bais e fakhr haiN shayad meri hasiyat se ziyadaH aapne mujhay izzat bashq di.................hamesha khush rahiye Allah aapko tamaam khushiyoN se nawaaze aameen summa aameen



duaaoN ka talib
aslam
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
2nd December 2011, 07:42 PM

Quote:
Originally Posted by abdulqadeert View Post
Bhulake sabhi ranj-o-gham aye aslam
Thi khawhish yahi dam ba dam aye aslam

Ajab kaifiyat hai ye amad pe unki
Ke ankhen khushi se hain namm aye aslam

Ab ayengi ghazle.N bahut khubsurat
Jo haathon me leke qalam aye aslam

Hai kismat hamari ya unki mahubbat
Na toota hamara bharam aye aslam

Khushamad me unki mai kya kar kahonga
Adab se mera sar hai kham aye aslam

Ke mahefil ki raunaq barhegi musalsal
Khuda ka howa hai karam aye aslam
Qadeertoopchi
Qadeer Bhai ... Aapne Aslam Bhai Ke Phir Se SDC MeN ShirqaT Karne Par ... BehtreeN Ashaar Kahe HaiN ..... Laajawaab Peshkash ... Dilee Daad O Mubaaraqbaad ........ !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#6)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
2nd December 2011, 11:40 PM

Quote:
Originally Posted by abdulqadeert View Post
Aslam bhai ki amad pe mera nazrana ,, ,,, Aslam bhai meri nazar me wo shair hain jisne aaj ke daur me bhi azatiza ki rawayaton ko barqarar rakha hai ,, Unki shan me jitney bhi kaside likhe jaye.N kamm hi honge ,,, Apni khushi ko alfazon ka jama dena mushkil ho chala hai …Khuch misre zahen me tarteeb paye ..Ap sub hazrat ki nazar



Bhulake sabhi ranj-o-gham aye aslam
Thi khawhish yahi dam ba dam aye aslam

Ajab kaifiyat hai ye amad pe unki
Ke ankhen khushi se hain namm aye aslam

Ab ayengi ghazle.N bahut khubsurat
Jo haathon me leke qalam aye aslam

Hai kismat hamari ya unki mahubbat
Na toota hamara bharam aye aslam

Khushamad me unki mai kya kar kahonga
Adab se mera sar hai kham aye aslam

Ke mahefil ki raunaq barhegi musalsal
Khuda ka howa hai karam aye aslam


Qadeertoopchi
Waahh......... Behad umdaa ghazal qadeer bhai. Ek-ek sher seedha dil pe dastak deta hai. Aur Aslam bhayee ke liye aapki muhabbat mashaallaah...........Sochna mushkil ho rha hai ke ghazal jyada khoobsurat hai ye aapka Aslam bhayeee ke liye pyaar. YuNhi likhte rahiye. Aur Aslam bhayee aapka SDC par hamari taraf se aapka swaagat hai.

Apna khyaal rakhiye
Izaazat deejiye


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com