Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
BaHuT Ho GaYa
Old
  (#1)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
BaHuT Ho GaYa - 14th August 2015, 09:38 PM

Kehte hai ki azaadi ka din khushi aur aman ka din hota hai par kabhi yun bhi hota hai ki dil mein bhara ghubaar bikhare armaano ke saath bahar aa jaata hai kuch aise hi khayaal....

desh mera badnaam bahut ho gaya
hukumaton pe aaraam bahut ho gaya

idhar udhar ki rahi tanashaahi
jamaa'ton ka ilzaam bahut ho gaya

majlis* mein basne waalo faryaadein suno
har mudda be-anjaam bahut ho gaya

*parliament

Betaabi ka hunar kahin gum hai hua
aawaam tera ehteraam bahut ho gaya

do din ka hai jeena jeene do humhe
goliyo ka ye gulfaam bahut ho gaya

shayar hoon bolkar aage badh jaaunga
'mast' ab tera kohraam bahut ho gaya



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें

Last edited by Qasid; 14th August 2015 at 09:43 PM..
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#2)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
14th August 2015, 10:09 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Kehte hai ki azaadi ka din khushi aur aman ka din hota hai par kabhi yun bhi hota hai ki dil mein bhara ghubaar bikhare armaano ke saath bahar aa jaata hai kuch aise hi khayaal....

desh mera badnaam bahut ho gaya
hukumaton pe aaraam bahut ho gaya

idhar udhar ki rahi tanashaahi
jamaa'ton ka ilzaam bahut ho gaya

majlis* mein basne waalo faryaadein suno
har mudda be-anjaam bahut ho gaya

*parliament

Betaabi ka hunar kahin gum hai hua
aawaam tera ehteraam bahut ho gaya

do din ka hai jeena jeene do humhe
goliyo ka ye gulfaam bahut ho gaya

shayar hoon bolkar aage badh jaaunga
'mast' ab tera kohraam bahut ho gaya
wah mast bhai sahi likha hai aapne bahut khoob
likhte rahen
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
14th August 2015, 10:38 PM

sabse pahle to 69th independence day par apko meri badhai anu....aur is mahatvpoorn din par jo jazbaat jo khyaal aapne apne kalaam me pesh kiye hain vo wakai dil chhu lenecwale hain........
Bahut sari daad aapko meri taraf se...
Khush rahein...
Likhte rahein....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
14th August 2015, 10:52 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Kehte hai ki azaadi ka din khushi aur aman ka din hota hai par kabhi yun bhi hota hai ki dil mein bhara ghubaar bikhare armaano ke saath bahar aa jaata hai kuch aise hi khayaal....

desh mera badnaam bahut ho gaya
hukumaton pe aaraam bahut ho gaya

idhar udhar ki rahi tanashaahi
jamaa'ton ka ilzaam bahut ho gaya

majlis* mein basne waalo faryaadein suno
har mudda be-anjaam bahut ho gaya

*parliament

Betaabi ka hunar kahin gum hai hua
aawaam tera ehteraam bahut ho gaya

do din ka hai jeena jeene do humhe
goliyo ka ye gulfaam bahut ho gaya

shayar hoon bolkar aage badh jaaunga
'mast' ab tera kohraam bahut ho gaya
Bahut badhiya Anu bhai, ek aam naagrik ki soch khoobsoorti se bayaan ki hai aapne!


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
15th August 2015, 07:13 AM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
wah mast bhai sahi likha hai aapne bahut khoob
likhte rahen
duaon ke saath
Rajinder Ji - Inaayat ka behad shukriyaa janaab.Yunhi pyaar aur saath banaya rakhiYeGaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
15th August 2015, 07:14 AM

Quote:
Originally Posted by Pulkit_gupta View Post
Bahut badhiya Anu bhai, ek aam naagrik ki soch khoobsoorti se bayaan ki hai aapne!
Pulkit - Soch to hamesha ek aam insaan ki rahi hai afsoos ki awaam ko humeshaa darkinaar rakha gaya hai....



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
15th August 2015, 07:15 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
sabse pahle to 69th independence day par apko meri badhai anu....aur is mahatvpoorn din par jo jazbaat jo khyaal aapne apne kalaam me pesh kiye hain vo wakai dil chhu lenecwale hain........
Bahut sari daad aapko meri taraf se...
Khush rahein...
Likhte rahein....
Aapko bhi bahut bahut mubaarak Madhu ji - aapne ehsaas padhe aur samjhe iska behad shukrguzaar hoon...



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#8)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
15th August 2015, 02:34 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Kehte hai ki azaadi ka din khushi aur aman ka din hota hai par kabhi yun bhi hota hai ki dil mein bhara ghubaar bikhare armaano ke saath bahar aa jaata hai kuch aise hi khayaal....

desh mera badnaam bahut ho gaya
hukumaton pe aaraam bahut ho gaya

idhar udhar ki rahi tanashaahi
jamaa'ton ka ilzaam bahut ho gaya

majlis* mein basne waalo faryaadein suno
har mudda be-anjaam bahut ho gaya

*parliament

Betaabi ka hunar kahin gum hai hua
aawaam tera ehteraam bahut ho gaya

do din ka hai jeena jeene do humhe
goliyo ka ye gulfaam bahut ho gaya

shayar hoon bolkar aage badh jaaunga
'mast' ab tera kohraam bahut ho gaya

aapke is prayaas ke liye meraa sat sat naman mast ji.......
sach jab cheezen bardaasht ke baahar ho jaaen to mumkin hai ke kisii shaayar ke kalam se uske ehsaas baahar aa jaaen.....

aapke ehsaason ki kadr karte hue main aapko dheron badhaai denaa chahungaa... aur is duaa ke saath ke hame aapko aur padhne ke mauqe milte rahenge....

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
19th August 2015, 06:18 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
aapke is prayaas ke liye meraa sat sat naman mast ji.......
sach jab cheezen bardaasht ke baahar ho jaaen to mumkin hai ke kisii shaayar ke kalam se uske ehsaas baahar aa jaaen.....

aapke ehsaason ki kadr karte hue main aapko dheron badhaai denaa chahungaa... aur is duaa ke saath ke hame aapko aur padhne ke mauqe milte rahenge....

Shaad....
Shaad bhai har koshish itni kamyaab nahi hoti jitni aap use padh ke kar dete hai aapke saath ka aabhaari hoon...aate rahiYeGaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com