Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ghazal: ghut ghut ke marna humse, baar baar nahi hota...
Old
  (#1)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
Ghazal: ghut ghut ke marna humse, baar baar nahi hota... - 5th May 2009, 05:23 PM

aaj phir ek ghazal likhne ki koshish ki hai...aap sabki raay ka muntazir rahunga...

ab to uski chaahat pe hamein E’tebaar nahi hota
yun ghut ghut ke marna humse, baar baar nahi hota

jhoothe uske waade the, jhootha hi uska pyaar tha
fitrat-e-husn ke kya kehne, woh wafadaar nahi hota

jalwat maiN puchtaa hai mujhse ki ‘teri aukaat kya hai’?
apni harkatoen se kyun woh sharm-saar nahi hota?

be-rahmi se jalaata raha iss dil ko woh, shab-o-roz
haal-e-dil na jaanta, gar zakhm aabdaar nahi hota

uske dard ko sehta hun, maiN katra katra jeeta hun
kyun mariz-e-ishq ka koi teemardaar nahi hota?

na dariyaa-e-ashq hota, na aashiq-e-dil-figaar hota
gar jasba-e-ishq ka maiN talabgaar nahi hota

dekhta huN naqaab maiN, badalte chehre insaan ke
maiN kispe karun yakin ke koi wazadaar nahi hota

maiy ko yun na pee “Bismil”, ke gum sa ho jaae tu
saaqi ko phir ek arse tak, tera deedar nahi hota

kehta hai “Bismil” maut ko, ‘le le apni baahoen maiN’
kuch sukoon hi mil jaaye ki ab intezaar nahi hota


---------------------------------------------

jalwat = publicly
aabdaar = polished, shining, sharp
teemardaar = nurse, one who looks after the sick and invalid
dil-figaar = melancholy, depressing, mournful
talab = desire
wazadaar = dependable, consistent

--
Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------

Last edited by Pradhyuman; 5th May 2009 at 05:30 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
5th May 2009, 05:28 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post


kehta hai “Bismil” maut ko, ‘le le apni baahoen maiN’
kuch sukoon hi mil jaaye ki ab intezaar nahi hota


---------------------------------------------

Pradhyuman
Wow.....Reminds me of this sher.... when i read ur ghazal

Ek sitam aur meri jaan abhi Jaan baqi hai
Dil mein ab tak tere ulfaat ka nishaan baqi hai...

So dude wait for another hit...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
5th May 2009, 06:42 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
aaj phir ek ghazal likhne ki koshish ki hai...aap sabki raay ka muntazir rahunga...

ab to uski chaahat pe hamein E’tebaar nahi hota
yun ghut ghut ke marna humse, baar baar nahi hota

jhoothe uske waade the, jhootha hi uska pyaar tha
fitrat-e-husn ke kya kehne, woh wafadaar nahi hota

jalwat maiN puchtaa hai mujhse ki ‘teri aukaat kya hai’?
apni harkatoen se kyun woh sharm-saar nahi hota?

be-rahmi se jalaata raha iss dil ko woh, shab-o-roz
haal-e-dil na jaanta, gar zakhm aabdaar nahi hota

uske dard ko sehta hun, maiN katra katra jeeta hun
kyun mariz-e-ishq ka koi teemardaar nahi hota?

na dariyaa-e-ashq hota, na aashiq-e-dil-figaar hota
gar jasba-e-ishq ka maiN talabgaar nahi hota

dekhta huN naqaab maiN, badalte chehre insaan ke
maiN kispe karun yakin ke koi wazadaar nahi hota

maiy ko yun na pee “Bismil”, ke gum sa ho jaae tu
saaqi ko phir ek arse tak, tera deedar nahi hota

kehta hai “Bismil” maut ko, ‘le le apni baahoen maiN’
kuch sukoon hi mil jaaye ki ab intezaar nahi hota


---------------------------------------------

jalwat = publicly
aabdaar = polished, shining, sharp
teemardaar = nurse, one who looks after the sick and invalid
dil-figaar = melancholy, depressing, mournful
talab = desire
wazadaar = dependable, consistent

--
Pradhyuman





wahhhhhhhhhh.............bahut khoob ......keep it up...


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
5th May 2009, 09:47 PM

Namaskaar Pradhyuman jii, aapki gazal hume behad pasand aaye, sabhi sher ek se bad kar ek lage....ahsaas dil-farab rahe.....good work.

god bless u




Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
aaj phir ek ghazal likhne ki koshish ki hai...aap sabki raay ka muntazir rahunga...

ab to uski chaahat pe hamein E’tebaar nahi hota
yun ghut ghut ke marna humse, baar baar nahi hota

jhoothe uske waade the, jhootha hi uska pyaar tha
fitrat-e-husn ke kya kehne, woh wafadaar nahi hota

jalwat maiN puchtaa hai mujhse ki ‘teri aukaat kya hai’?
apni harkatoen se kyun woh sharm-saar nahi hota?

be-rahmi se jalaata raha iss dil ko woh, shab-o-roz
haal-e-dil na jaanta, gar zakhm aabdaar nahi hota

uske dard ko sehta hun, maiN katra katra jeeta hun
kyun mariz-e-ishq ka koi teemardaar nahi hota?

na dariyaa-e-ashq hota, na aashiq-e-dil-figaar hota
gar jasba-e-ishq ka maiN talabgaar nahi hota

dekhta huN naqaab maiN, badalte chehre insaan ke
maiN kispe karun yakin ke koi wazadaar nahi hota

maiy ko yun na pee “Bismil”, ke gum sa ho jaae tu
saaqi ko phir ek arse tak, tera deedar nahi hota

kehta hai “Bismil” maut ko, ‘le le apni baahoen maiN’
kuch sukoon hi mil jaaye ki ab intezaar nahi hota


---------------------------------------------

jalwat = publicly
aabdaar = polished, shining, sharp
teemardaar = nurse, one who looks after the sick and invalid
dil-figaar = melancholy, depressing, mournful
talab = desire
wazadaar = dependable, consistent

--
Pradhyuman


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#5)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
6th May 2009, 07:07 AM

hi Pradhyuman

Bahut aacha likha hai aapne ... ehsaas dil ko chu se gaye ho..
keep it up ..Great!!!
take care

likhte rahe



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
8th May 2009, 01:00 PM

Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
Wow.....Reminds me of this sher.... when i read ur ghazal

Ek sitam aur meri jaan abhi Jaan baqi hai
Dil mein ab tak tere ulfaat ka nishaan baqi hai...

So dude wait for another hit...
Hey Baqtiar,

thnks for likin my work nd thanks fr sharing the sher wid us..

bahot acha laga padhkar....khush rahiye..god bless u

Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
8th May 2009, 01:04 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post

Hey pradhyu, m u r pankha frm nw on har ek sher mei itni gehrai hai ki mai unhe padhte padhte doobne hi waali thi.......thnx god sahi samae par hosh agaya seriously yaar its just superb
N@zneen,

aapse kya kahun main???...pankha matt baneye...dost hi kaafi hai,,,,thank u so so much for appreciatn my feelns...khush rahiye...

aapka dost,
Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
8th May 2009, 01:05 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
wahhhhhhhhhh.............bahut khoob ......keep it up...
Lamha,

main aapka shukruguzar hun ki aapne meri is koshish ko saraaaha..
god bless u

Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
8th May 2009, 01:07 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Namaskaar Pradhyuman jii, aapki gazal hume behad pasand aaye, sabhi sher ek se bad kar ek lage....ahsaas dil-farab rahe.....good work.

god bless u
Shukriya Sunita di,

iss nacheez ki koshish ko pasand karne ke liye..yunhin saath dete rahiyega...

Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
8th May 2009, 01:09 PM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
hi Pradhyuman

Bahut aacha likha hai aapne ... ehsaas dil ko chu se gaye ho..
keep it up ..Great!!!
take care

likhte rahe
thanks a tonne Mandeep...tk cr nd god bless u..

Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
10th May 2009, 04:41 PM

Pradyuman Sahab....... AAdab..

Super stroke..... like it so nice. each and every lines touching to heart, coz it's whole Gazal's word are touchi.

It's really superb creation, thought and expression are too good.

Keep writting keep smiling........

God bless you........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
11th May 2009, 09:30 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Pradyuman Sahab....... AAdab..

Super stroke..... like it so nice. each and every lines touching to heart, coz it's whole Gazal's word are touchi.

It's really superb creation, thought and expression are too good.

Keep writting keep smiling........

God bless you........
Kwahish,

thank u so very much for appreciatin my work...god bless u as well...

Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 27
14th May 2009, 08:29 AM

nicely done.

This was really good.

"yun ghut ghut ke marna humse, baar baar nahi hota"


Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
aaj phir ek ghazal likhne ki koshish ki hai...aap sabki raay ka muntazir rahunga...

ab to uski chaahat pe hamein E’tebaar nahi hota
  • yun ghut ghut ke marna humse, baar baar nahi hota

jhoothe uske waade the, jhootha hi uska pyaar tha
fitrat-e-husn ke kya kehne, woh wafadaar nahi hota

jalwat maiN puchtaa hai mujhse ki ‘teri aukaat kya hai’?
apni harkatoen se kyun woh sharm-saar nahi hota?

be-rahmi se jalaata raha iss dil ko woh, shab-o-roz
haal-e-dil na jaanta, gar zakhm aabdaar nahi hota

uske dard ko sehta hun, maiN katra katra jeeta hun
kyun mariz-e-ishq ka koi teemardaar nahi hota?

na dariyaa-e-ashq hota, na aashiq-e-dil-figaar hota
gar jasba-e-ishq ka maiN talabgaar nahi hota

dekhta huN naqaab maiN, badalte chehre insaan ke
maiN kispe karun yakin ke koi wazadaar nahi hota

maiy ko yun na pee “Bismil”, ke gum sa ho jaae tu
saaqi ko phir ek arse tak, tera deedar nahi hota

kehta hai “Bismil” maut ko, ‘le le apni baahoen maiN’
kuch sukoon hi mil jaaye ki ab intezaar nahi hota


---------------------------------------------

jalwat = publicly
aabdaar = polished, shining, sharp
teemardaar = nurse, one who looks after the sick and invalid
dil-figaar = melancholy, depressing, mournful
talab = desire
wazadaar = dependable, consistent

--
Pradhyuman
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#14)
khanak
Registered User
khanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 310
Join Date: Mar 2009
Location: gujrat
Rep Power: 0
14th May 2009, 10:40 AM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
aaj phir ek ghazal likhne ki koshish ki hai...aap sabki raay ka muntazir rahunga...

ab to uski chaahat pe hamein E’tebaar nahi hota
yun ghut ghut ke marna humse, baar baar nahi hota

jhoothe uske waade the, jhootha hi uska pyaar tha
fitrat-e-husn ke kya kehne, woh wafadaar nahi hota

jalwat maiN puchtaa hai mujhse ki ‘teri aukaat kya hai’?
apni harkatoen se kyun woh sharm-saar nahi hota?

be-rahmi se jalaata raha iss dil ko woh, shab-o-roz
haal-e-dil na jaanta, gar zakhm aabdaar nahi hota

uske dard ko sehta hun, maiN katra katra jeeta hun
kyun mariz-e-ishq ka koi teemardaar nahi hota?

na dariyaa-e-ashq hota, na aashiq-e-dil-figaar hota
gar jasba-e-ishq ka maiN talabgaar nahi hota

dekhta huN naqaab maiN, badalte chehre insaan ke
maiN kispe karun yakin ke koi wazadaar nahi hota

maiy ko yun na pee “Bismil”, ke gum sa ho jaae tu
saaqi ko phir ek arse tak, tera deedar nahi hota

kehta hai “Bismil” maut ko, ‘le le apni baahoen maiN’
kuch sukoon hi mil jaaye ki ab intezaar nahi hota


---------------------------------------------

jalwat = publicly
aabdaar = polished, shining, sharp
teemardaar = nurse, one who looks after the sick and invalid
dil-figaar = melancholy, depressing, mournful
talab = desire
wazadaar = dependable, consistent

--
Pradhyuman
kyaa baat hai pradyuman ji......... superb hai........ superb shabd bhi iske aage kam hai....... yuhi likhte rahiye.....i loved it...... lots of luv
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
14th May 2009, 02:06 PM

Quote:
Originally Posted by m.mayoos View Post
nicely done.

This was really good.

"yun ghut ghut ke marna humse, baar baar nahi hota"
thank you for the appreciation..god bless u

Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
14th May 2009, 02:09 PM

Quote:
Originally Posted by khanak View Post
kyaa baat hai pradyuman ji......... superb hai........ superb shabd bhi iske aage kam hai....... yuhi likhte rahiye.....i loved it...... lots of luv
Khanak ji,

bahot bahot shukriya meri iss koshish ko pasand karne ke liye..main aapka tah-e-dil se mamnoon hun...god bless u..

Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
14th May 2009, 02:30 PM

pradhyun sahab,
apki ghazal me ghalib ka mazaa aaya.

pehli baar is forum me kisi ki ghazal bahut achhi lagi.....sirf achhi to sabhi likte hai yahan( bas mujhe choorkar)
regards

Last edited by zidd; 14th May 2009 at 02:36 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
15th May 2009, 03:37 PM

Quote:
Originally Posted by chocboy View Post
pradhyun sahab,
apki ghazal me ghalib ka mazaa aaya.

pehli baar is forum me kisi ki ghazal bahut achhi lagi.....sirf achhi to sabhi likte hai yahan( bas mujhe choorkar)
regards
thank u dost...lekin aap yeh kya likh rahe ho.aapko choorkar kyun??? aap gar interest rakhte hai sher-o-shayri maiN to apne aap ko bhi hum sab main shaamil kar lo..kuch likhte ho to uspe yakeen karo..gar ehsaas sache hai to likhai bhi dhire dhire behtar hoti jaayegi..


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
26th May 2009, 11:12 AM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
aaj phir ek ghazal likhne ki koshish ki hai...aap sabki raay ka muntazir rahunga...

ab to uski chaahat pe hamein E’tebaar nahi hota
yun ghut ghut ke marna humse, baar baar nahi hota


--
Pradhyuman


Aadaab Arz hai moHteram !

umeed hai khairiyat se hoNge ... Aapki ghazal beHad passand aai , thoRi si baarikiyaN hai baaqi ghazal ko choR ker sirf pehle hi sher ki baat kerte haiN ... zara Ghaur fermaaiye ga ....

app ne matla meN "e'tbaar " or "baar" qaafia istemaal kiya , donoN men "baar" mushtarik hai liHaaza app ne "baar" ko bataur qaafia paband ker diyaa hai , matlab meN jitna qaafia mushtarik ho woh paband ho jaata hai poori ghazal ke liye , app ne ghazal meN qaafia dosre istemaal kiya , is ghalti ko eet^aa kaha jaata hai .

dosra ghut ghut ker merna mere e'lm se Khaarij hai ghut ghut ke jiyaa jaana mere e'lm meN shumaar hai , mere naaQis elmi hai app se iltemaas hai app tasali ker laiN , meN 100 feSadi ghalat ho sakta hoN


baaQi ghazal ke do char sher to dil ko bahut bhaaey , yuNhi likhte rahiye . daad qabool fermaaieN

aik baat arz kerna chahta hoN mera maQsad appko niraash kerna nahieN hai balkeh un baarikiyoN se agaah kerna hai shayad jin per app ki nazar nahieN peRi , gustaakhi ke liye nihayat mazrat khuwaa hoN

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#20)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
26th May 2009, 11:24 AM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post


Aadaab Arz hai moHteram !

umeed hai khairiyat se hoNge ... Aapki ghazal beHad passand aai , thoRi si baarikiyaN hai baaqi ghazal ko choR ker sirf pehle hi sher ki baat kerte haiN ... zara Ghaur fermaaiye ga ....

app ne matla meN "e'tbaar " or "baar" qaafia istemaal kiya , donoN men "baar" mushtarik hai liHaaza app ne "baar" ko bataur qaafia paband ker diyaa hai , matlab meN jitna qaafia mushtarik ho woh paband ho jaata hai poori ghazal ke liye , app ne ghazal meN qaafia dosre istemaal kiya , is ghalti ko eet^aa kaha jaata hai .

dosra ghut ghut ker merna mere e'lm se Khaarij hai ghut ghut ke jiyaa jaana mere e'lm meN shumaar hai , mere naaQis elmi hai app se iltemaas hai app tasali ker laiN , meN 100 feSadi ghalat ho sakta hoN


baaQi ghazal ke do char sher to dil ko bahut bhaaey , yuNhi likhte rahiye . daad qabool fermaaieN

aik baat arz kerna chahta hoN mera maQsad appko niraash kerna nahieN hai balkeh un baarikiyoN se agaah kerna hai shayad jin per app ki nazar nahieN peRi , gustaakhi ke liye nihayat mazrat khuwaa hoN

Mujeeb

Mujeeb bhai aadaab,

bahot bahot shukriya apni keemti raaey dene ka...jee huzoor mujhe is baat ka ilm hai ki maine kaafiye ko paband kar diya hai..yeh baat mujhe Mayank ji ne bhi bataayi thi...aage se koshish karunga ki yeh galti na dohraaun... aur doosri baat jo aapne kahi hai "ghut ghut ke marna"....aap 100 fisadi sahi hai yahan....aapne jo chehra diya hai uss misre ko woh behtar hai...

yakin maaniye bahot khushi hoti hai aapke comments paake kyunki aap seedhi baat karte hai aur galtiyaan highlight karte hai....jo ki zaroori hai kisi bhi insaan ko janna.. good se great hone ke liye...aapki koi bhi baat ka maiN bura nahi maanta balke intezaar rehta hai aapke replies ka..khush rahiye...aur bazm main aate rahiye...laa'ilm hun janaab...kuch sikhne milta hai aapke yahan aane se..

god bless u

Pradhyuman - Bismil


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------

Last edited by Pradhyuman; 26th May 2009 at 11:41 AM..
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
ek ghut nishan Shayri-e-Sharaab 0 22nd October 2006 02:55 PM
Bus Ek Baar Humse Pyaar Karke To Dekho cuteguy_del Aapki Shayri 0 16th March 2006 08:57 PM
Bus Ek Baar Humse Pyaar Karke To Dekho cuteguy_del Humourous Shayri 0 16th March 2006 08:54 PM
KHAT US KO BAAR BAAR LIKHO, ILTEJA KARO - by Qateel Rajasthani Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 18th December 2003 05:07 PM
ghut ghut kar............ zakhmee Shayri-e-Ishq 2 20th May 2003 11:51 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com