Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#41)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
26th May 2015, 03:20 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
bazm ko aage badhaane ke liyee aapka behad shukrguzaar hhoon Sunitaa dee aur mast bhai.......

jo ghazal sunitaa dee ne share ki hai wo bahot zamaano se merii bhii behad pasandeedaa rahii hai,.... aur anu bhai ne Abidaa parween ki wo ghazal saamne laakar jaise chaar chaand lagaa diiye hon isme...........

Mast bhai jo kalaam share kiyaa hai, kyaaa kahun ke kyaa ittefaaq hai ke merii pahlii ghazal jo is thread pe jigar saahab ko samarpit thii wo bhi wahii thii aur uskaa video bhii maine daala atha jo i kaafi rare hai... mast sahab ki agar nazar us tak na pahuchii ho to inaayat farmaen mujhpar ke wahaan haajirri de den apnii.......

bahut kkhushi ho rahii hai aaj ye silsilaa me aap sab ka saath dekh kar.... aage bhi intzaar rahegaa...... shukriyaa

Shaad.....
Haan bhul se video chook gayi par aapki humhari ghazal ki pasand ek hi hai yeh jaankar bahut aacha laga.

Yunhi yeh mehfil badhti rahein, isi dua mein...

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#42)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
26th May 2015, 04:26 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Jigar sahiib ki yeh gazal muje behad pasand hai...aap sabke saath share kar rhi hu

kuchh is adaa se aaj vo pahaluu-nashii.n rahe

jab tak hamaare paas rahe ham nahii.n rahe

iimaan-e-kufr aur na duniyaaa va dii.n rahe
ai ishq shaadabaash ki tanahaa hamii.n rahe

yaa rab kisii ke raaz-e-mohabbat kii Khair ho
dast-e-junuu.N rahe na rahe aastii.n rahe

jaa aur ko_ii zabt kii duniyaa talaash kar
ai ishq ham to ab tere qaabil nahii.n rahe

mujh ko nahii.n qubuul do aalam kii vus'ate.n
qismat me.n kuu-e-yaar kii do Gaz zamii.n rahe

dard-e-Gam-e-firaaq ke ye saKht marahale
hairaa.N huu.N mai.n ki phir bhii tum itane hasii.n rahe

is ishq kii talaafii-e-maafaat dekhanaa
rone kii hasarate.n hai.n jab aa.Nsuu nahii.n rahe
Waaaah...bahut hee khoobsoorat sharing di...bahut shukriya aapka....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#43)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
26th May 2015, 04:33 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Tabiyat in dinon begana-e-gam hoti jati hai
mere hisse ke goya har khushi kam hotii jati hai

wohi hai shahid-o-saqi, magar dil bujhata jata hai
wohi hai shamma lekin roshani kam hoti jati hai

qayamat kya ye ae husn-e-do aalam hoti jati hai
ke mahafil to wahi hai, dilkashi kam hoti jati hai

wohi maikhana-o-sahaba, wohi sagar wahi shisha
magar aavaz-e-noshanosh maddham hoti jati hai

wohi hai zindagi lekin ‘jigar’ ye hal hai apna
ke jaise zindagi se zindagi kam hoti jati hai

ek aur umda sharing ke liye shukriya shaad ji...aap sab ki meharbaniya ki hame is thread par itni behatreen ghazlein padhne ko mil rahi hain ...
bahut khoob.....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#44)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th May 2015, 10:16 AM

Jigar kaa ek behad khoobsurat sher...

Tum ne apnaa banaa ke chho.D diyaa,

kyaa aseerii hai,
kyaa rihaaii hai.....

Aseerii- qaid me honaa...
   
Reply With Quote
Old
  (#45)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
27th May 2015, 10:23 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Jigar kaa ek behad khoobsurat sher...

Tum ne apnaa banaa ke chho.D diyaa,

kyaa aseerii hai,
kyaa rihaaii hai.....

Aseerii- qaid me honaa...
Waaaaaaah!waaaaaaaah! .....Kya khoobsoorat sher share kiya hai........
shukriya ji.....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
dil ko jab dil se raah hotii hai
Old
  (#46)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
dil ko jab dil se raah hotii hai - 27th May 2015, 10:32 AM

meri pasand ki aik aur gazal...aap sabki nazar

dil ko jab dil se raah hotii hai

dil ko jab dil se raah hotii hai
aah hotii hai vaah hotii hai

ik nazar dil kii simt dekh to lo
kaise duniyaa tabaah hotii hai

husn-e-jaanaa.N kii manzilo.n ko na puuchh
har nafas ek raah hotii hai

kyaa Khabar thii ki ishq ke haatho.n
aisii haalat tabaah hotii hai

saa.Ns letaa huu.N dam ulajhataa hai
baat karataa huu.N aah hotii hai

jo ulaT detii hai safo.n ke safe
ik shikastaa-sii aah hotii hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#47)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th May 2015, 11:13 AM

kyaa Khabar thii ki ishq ke haatho.n
aisii haalat tabaah hotii hai

saa.Ns letaa huu.N dam ulajhataa hai
baat karataa huu.N aah hotii hai

waahhhh, ye sher bayaan karte hain ke kyon inhe mashhoor shaayar kahaa jaataa hai........ thanks for sharing deee......

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#48)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
27th May 2015, 01:08 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
meri pasand ki aik aur gazal...aap sabki nazar

dil ko jab dil se raah hotii hai

dil ko jab dil se raah hotii hai
aah hotii hai vaah hotii hai

ik nazar dil kii simt dekh to lo
kaise duniyaa tabaah hotii hai

husn-e-jaanaa.N kii manzilo.n ko na puuchh
har nafas ek raah hotii hai

kyaa Khabar thii ki ishq ke haatho.n
aisii haalat tabaah hotii hai

saa.Ns letaa huu.N dam ulajhataa hai
baat karataa huu.N aah hotii hai

jo ulaT detii hai safo.n ke safe
ik shikastaa-sii aah hotii hai
Waah di....kya khoob sharing hai bas dil me utar gayi....shukriya aapka...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#49)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
28th May 2015, 10:07 AM

niyaaz-o-naaz ke jhaga.De miTaaye jaate hai.n
ham un me.n aur vo ham me.n samaaye jaate hai.n

ye naaz-e-husn to dekho ki dil ko ta.Dapaakar
nazar milaate nahii.n muskuraaye jaate hai.n

mere junuun-e-tamannaa kaa kuchh Khayaal nahii.n
lajaaye jaate hai.n daaman chhu.Daaye jaate hai.n

jo dil se uThate hai.n shole vo a.ng ban ban kar
tamaam ma.nzar-e-fitarat pe chhaye jaate hai.n

mai.n apanii aah ke sadaqe ki merii aah me.n bhii
terii nigaah ke a.ndaaz paaye jaate hai.n

ye apanii tark-e-muhabbat bhii kyaa muhabbat hai
ji.nhe.n bhulaate hai.n vo yaad aaye jaate hai.n
   
Reply With Quote
Old
  (#50)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
28th May 2015, 10:21 AM

Waaaaaaah...lajwaaaab sharing...dil khush ho gaya padhkar......
shukriya shaad ji....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
muddat me.n vo phir taazaa mulaaqaat kaa aalam
Old
  (#51)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
muddat me.n vo phir taazaa mulaaqaat kaa aalam - 28th May 2015, 11:09 AM

muddat me.n vo phir taazaa mulaaqaat kaa aalam

muddat me.n vo phir taazaa mulaaqaat kaa aalam
Khaamosh adaao.n me.n vo jazbaat kaa aalam

allaah re vo shiddat-e-jazbaat kaa aalam
kuchh kah ke vo bhuulii hu_ii har baat kaa aalam

[shiddat=intensity]

aariz se Dhalakate hu_e shabanam ke vo qatare
aa.Nkho.n se jhalakataa huaa barasaat kaa aalam

vo nazaro.n hii nazaro.n me.n savaalaat kii duniyaa
vo aa.Nkho.n hii aa.Nkho.n me.n javaabaat kaa aalam

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#52)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
28th May 2015, 11:19 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
muddat me.n vo phir taazaa mulaaqaat kaa aalam

muddat me.n vo phir taazaa mulaaqaat kaa aalam
Khaamosh adaao.n me.n vo jazbaat kaa aalam

allaah re vo shiddat-e-jazbaat kaa aalam
kuchh kah ke vo bhuulii hu_ii har baat kaa aalam

[shiddat=intensity]

aariz se Dhalakate hu_e shabanam ke vo qatare
aa.Nkho.n se jhalakataa huaa barasaat kaa aalam

vo nazaro.n hii nazaro.n me.n savaalaat kii duniyaa
vo aa.Nkho.n hii aa.Nkho.n me.n javaabaat kaa aalam

lovely ghazal shared dee....... and this sher is amaing....

allaah re vo shiddat-e-jazbaat kaa aalam
kuchh kah ke vo bhuulii hu_ii har baat kaa aalam

waahhhh kyaa khoob sher hai.......

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#53)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
28th May 2015, 12:29 PM

Jigar ji ki ek aur umdaa ghazal se hazraat ko waaqif karwaa raha hoon....

ishq ko be-naqab hona tha
aap apna jawab hona tha

mast-e-jam-e-sharab hona tha
be-KHud-e-iztirab hona tha

teri aankhon ka kuchh qusur nahin
han mujhi ko KHarab hona tha

ao mil jao muskura ke gale
ho chuka jo itab hona tha

kucha-e-ishq men nikal aaya
jis ko KHana-KHarab hona tha

dil ki jis par hain naqsh-e-ranga-rang
usko sada kitab hona tha

humne nakaamiyon ko DhunD liya
aaKHirash kaamyab hona tha

hae wo lamha-e-sukun ki jise
mashar-e-iztirab hona tha

nigah-e-yar KHud taDap uThti
shart-e-awwal KHarab hona tha

kyun na hota sitam bhi be-payan
karam-e-be-hisab hona tha

kyun nazar hairaton men Dub gai
mauj-e-sad-iztirab hona tha

ho chuka roz-e-awwalin hi 'jigar'
jis ko jitna KHarab hona tha

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#54)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
28th May 2015, 12:51 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Jigar ji ki ek aur umdaa ghazal se hazraat ko waaqif karwaa raha hoon....

ishq ko be-naqab hona tha
aap apna jawab hona tha

mast-e-jam-e-sharab hona tha
be-KHud-e-iztirab hona tha

teri aankhon ka kuchh qusur nahin
han mujhi ko KHarab hona tha

ao mil jao muskura ke gale
ho chuka jo itab hona tha

kucha-e-ishq men nikal aaya
jis ko KHana-KHarab hona tha

dil ki jis par hain naqsh-e-ranga-rang
usko sada kitab hona tha

humne nakaamiyon ko DhunD liya
aaKHirash kaamyab hona tha

hae wo lamha-e-sukun ki jise
mashar-e-iztirab hona tha

nigah-e-yar KHud taDap uThti
shart-e-awwal KHarab hona tha

kyun na hota sitam bhi be-payan
karam-e-be-hisab hona tha

kyun nazar hairaton men Dub gai
mauj-e-sad-iztirab hona tha

ho chuka roz-e-awwalin hi 'jigar'
jis ko jitna KHarab hona tha

Jigar sahiib ki har gazal la-jawaab hai...bahut umda gazal share ki aapne MAST bhai, shukriya

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#55)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
28th May 2015, 01:05 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
meri pasand ki aik aur gazal...aap sabki nazar

dil ko jab dil se raah hotii hai

dil ko jab dil se raah hotii hai
aah hotii hai vaah hotii hai

ik nazar dil kii simt dekh to lo
kaise duniyaa tabaah hotii hai

husn-e-jaanaa.N kii manzilo.n ko na puuchh
har nafas ek raah hotii hai

kyaa Khabar thii ki ishq ke haatho.n
aisii haalat tabaah hotii hai

saa.Ns letaa huu.N dam ulajhataa hai
baat karataa huu.N aah hotii hai

jo ulaT detii hai safo.n ke safe
ik shikastaa-sii aah hotii hai
nice sharing sunita jee
mehfil yun hi badti rahe
isi dua ke saath

radhe radhe

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#56)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
28th May 2015, 02:29 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Jigar ji ki ek aur umdaa ghazal se hazraat ko waaqif karwaa raha hoon....

ishq ko be-naqab hona tha
aap apna jawab hona tha

mast-e-jam-e-sharab hona tha
be-KHud-e-iztirab hona tha

teri aankhon ka kuchh qusur nahin
han mujhi ko KHarab hona tha

ao mil jao muskura ke gale
ho chuka jo itab hona tha

kucha-e-ishq men nikal aaya
jis ko KHana-KHarab hona tha

dil ki jis par hain naqsh-e-ranga-rang
usko sada kitab hona tha

humne nakaamiyon ko DhunD liya
aaKHirash kaamyab hona tha

hae wo lamha-e-sukun ki jise
mashar-e-iztirab hona tha

nigah-e-yar KHud taDap uThti
shart-e-awwal KHarab hona tha

kyun na hota sitam bhi be-payan
karam-e-be-hisab hona tha

kyun nazar hairaton men Dub gai
mauj-e-sad-iztirab hona tha

ho chuka roz-e-awwalin hi 'jigar'
jis ko jitna KHarab hona tha

waahhh mast sahaab.... kyaa nazraana pesh kiyaa hai aapne... is khoobsurat ghazal ne baazm me chaar chaand lagaa diye.... bahot khoob.....

teri aankhon ka kuchh qusur nahin
han mujhi ko KHarab hona tha

ao mil jao muskura ke gale
ho chuka jo itab hona tha

ye aashar to bas laajawaab hain......TFS mast saahab.... aate rahen. khush rahen.....

shaad....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#57)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
28th May 2015, 02:47 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
muddat me.n vo phir taazaa mulaaqaat kaa aalam

muddat me.n vo phir taazaa mulaaqaat kaa aalam
Khaamosh adaao.n me.n vo jazbaat kaa aalam

allaah re vo shiddat-e-jazbaat kaa aalam
kuchh kah ke vo bhuulii hu_ii har baat kaa aalam

[shiddat=intensity]

aariz se Dhalakate hu_e shabanam ke vo qatare
aa.Nkho.n se jhalakataa huaa barasaat kaa aalam

vo nazaro.n hii nazaro.n me.n savaalaat kii duniyaa
vo aa.Nkho.n hii aa.Nkho.n me.n javaabaat kaa aalam

Waaaaah...bahut khoob...kya samaa bandha hai is nayaab ghazal ne...
TFS di...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#58)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
28th May 2015, 02:52 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Jigar ji ki ek aur umdaa ghazal se hazraat ko waaqif karwaa raha hoon....

ishq ko be-naqab hona tha
aap apna jawab hona tha

mast-e-jam-e-sharab hona tha
be-KHud-e-iztirab hona tha

teri aankhon ka kuchh qusur nahin
han mujhi ko KHarab hona tha

ao mil jao muskura ke gale
ho chuka jo itab hona tha

kucha-e-ishq men nikal aaya
jis ko KHana-KHarab hona tha

dil ki jis par hain naqsh-e-ranga-rang
usko sada kitab hona tha

humne nakaamiyon ko DhunD liya
aaKHirash kaamyab hona tha

hae wo lamha-e-sukun ki jise
mashar-e-iztirab hona tha

nigah-e-yar KHud taDap uThti
shart-e-awwal KHarab hona tha

kyun na hota sitam bhi be-payan
karam-e-be-hisab hona tha

kyun nazar hairaton men Dub gai
mauj-e-sad-iztirab hona tha

ho chuka roz-e-awwalin hi 'jigar'
jis ko jitna KHarab hona tha
Kya baat hai jigar sahab ki ek se badhkar ek ghazal share ki hai aap sab ne...mahfil jee uthi ho jaise..subhan allah...wakai umda sharing mast ji...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#59)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
29th May 2015, 12:29 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
daastaan-e-Gam-e-dil unako sunaa_ii na ga_ii
baat biga.Dii thii kuchh aisii ki banaa_ii na ga_ii

sab ko ham bhuul ga_e josh-e-junuu.N e.n lekin
ek terii yaad thii aisii ki bhulaa_ii na ga_ii

ishq par kuchh na chalaa diidaa-e-tar kaa jaaduu
usane jo aag lagaa dii vo bujhaa_ii na ga_ii

kyaa uThaayegii sabaa Khaak merii us dar se
ye qayaamat to Khud un se bhii uThaa_ii na ga_ii
Bahut shukriya....Umdaa sharing shaad jii..............

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#60)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
1st June 2015, 03:11 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Bahut shukriya....Umdaa sharing shaad jii..............
aapkaa tahe dil se shukriyaaa Madhu jii................. khush rahiye

Shaad......

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#61)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
18th June 2015, 01:18 PM

Jigar ka ek sher khaas SDC ko nazar......

Aadat ke baad dard bhii dene lagaa mazaa,
haNs haNs ke aah aah kiye jaa rahaa hoon main....

-Jigar
   
Reply With Quote
Old
  (#62)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
18th June 2015, 02:19 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Jigar ka ek sher khaas SDC ko nazar......

Aadat ke baad dard bhii dene lagaa mazaa,
haNs haNs ke aah aah kiye jaa rahaa hoon main....

-Jigar
..............................share karne ka shukriya shaad.!

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#63)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th June 2015, 02:36 PM

dosto Jigar sahiib ki aik aur khoobsurat gazal, bade seede se lafzoN meiN bhi kamaal ki gazal kehne ka hunar sab meiN kahan hota hai..lijiye padiye

inhii.n Khush_gumaaniyo.n me.n kahii.n jaa.N se bhii na jaao

vo jo chaaraagar nahii.n hai use zaKhm kyuu.N dhikhaao

ye udaasiyo.n ke mausam kahii.n raayegaa.N na jaaye.N
kisii zaKhm ko kuredo kisii dard ko jagaao

vo kahaaniyaa.N adhuurii jo na ho sake.ngii puurii
unhe.n mai.n bhii kyuu.N sunaa_uu.N unhe.n tum bhii kyuu.N sunaao

mere ham_safar puraane mere ab bhii muntazir hai.n
tumhe.n saath chho.Danaa hai to abhii se chho.D jaao

ye judaa_iyo.n ke raste ba.Dii duur tak gaye hai.n
jo gayaa vo phir na lauTaa merii baat maan jaao

kisii bevafaa kii Khaatir ye junuu.N 'Faraz' kab tak
jo tumhe.n bhulaa chukaa hai use tum bhii bhuul jaao

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
'Faraz' ab ko_ii saudaa ko_ii junuu.N bhii nahii.n
Old
  (#64)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
'Faraz' ab ko_ii saudaa ko_ii junuu.N bhii nahii.n - 18th June 2015, 02:42 PM

'Faraz' ab ko_ii saudaa ko_ii junuu.N bhii nahii.n

'Faraz' ab ko_ii saudaa ko_ii junuu.N bhii nahii.n
magar qaraar se din kaT rahe ho.n yuu.N bhii nahii.n

lab-o-dahan bhii milaa guftaguu kaa fan bhii milaa
magar jo dil pe guzaratii hai kah sakuu.N bhii nahii.n

[lab = lips; dahan = mouth; guftaguu = conversation]
[fan = art/skill]

merii zubaa.N kii luknat se bad_gumaa.N na ho
jo tuu kahe to tujhe umr bhar miluu.N bhii nahii.n

[luknat = stammering; bad_gumaa.N = suspicious]

'Faraz' jaise ko_ii diyaa turbat-e-havaa chaahe hai
tuu paas aaye to mumkin hai mai.n rahuu.N bhii nahii.n

[turbat = grave/tomb]

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
baraso.n ke baad dekhaa ik shaKhs dil_rubaa saa
Old
  (#65)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
baraso.n ke baad dekhaa ik shaKhs dil_rubaa saa - 18th June 2015, 02:46 PM

Faraz ji ki aik aur lajwaab gazal

baraso.n ke baad dekhaa ik shaKhs dil_rubaa saa

baraso.n ke baad dekhaa ik shaKhs dil_rubaa saa
ab zahan me.n nahii.n hai par naam thaa bhalaa saa

abaruu khi.nche khi.nche se aa.Nkhe.n jhukii jhukii sii
baate.n rukii rukii sii lahajaa thakaa thakaa saa

alfaaz the ke jugnuu aavaaz ke safar me.n
ban jaaye jangalo.n me.n jis tarah raastaa saa

Khvaabo.n me.n Khvaab us ke yaado.n me.n yaad us kii
niindo.n me.n ghul gayaa ho jaise ke rat_jagaa saa

pahale bhii log aaye kitane hii zindagii me.n
vo har tarah se lekin auro.n se thaa judaa saa

agalii muhabbato.n ne vo naa_muraadiyaa.N dii.n
taazaa rafaaqato.n se dil thaa Daraa Daraa saa

kuchh ye ke muddato.n se ham bhii nahii.n the roye
kuchh zahar me.n bujhaa thaa ahabaab kaa dilaasaa

phir yuu.N huaa ke saavan aa.Nkho.n me.n aa base the
phir yuu.N huaa ke jaise dil bhii thaa aabalaa saa

ab sach kahe.n to yaaro ham ko Khabar nahii.n thii
ban jaayegaa qayaamat ik vaaqi_aa zaraa saa

tevar the beruKhii ke andaaz dostii ke
vo ajanabii thaa lekin lagataa thaa aashnaa saa

ham dasht the ke dariyaa ham zahar the ke amrit
naahaq thaa zo.Num ham ko jab vo nahii.n thaa pyaasaa

ham ne bhii us ko dekhaa kal shaam ittefaaqan
apanaa bhii haal hai ab logo 'Faraz' kaa saa

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#66)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
18th June 2015, 04:25 PM

dee...................... ye Faraz ke kalaam Jigar ke naam pe kyuuunnnnnnn

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#67)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th June 2015, 04:30 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
dee...................... ye Faraz ke kalaam Jigar ke naam pe kyuuunnnnnnn
OMG...................bhool shayad bahut badi kar li, Jigar ki jagag kab Faraz zehan meiN aa gye...pta hi nahi chala

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com