Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Husn meiN ishq ki shiddat kahaaN
Old
  (#1)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
Husn meiN ishq ki shiddat kahaaN - 7th January 2013, 01:08 PM

Adab ki mehfil ko naachiiz ka salaam,
Ek koshish aap sab ke supurd hai. Halke phulke khayalaat haiN, umeed karta huuN ke aapko pasand aayeNgeN.



Husn meiN ishq ki shiddat kahaaN hoti hai,
Nikhaar dhalta hai, mohabbat jawaaN hoti hai.

Jism ki aarziyat* jaise hi haiN husn ke jalwey,
Ye ruuh ki chaahat hai jo javidaaN* hoti hai.
(*Aarziyat=Temporariness, JavidaaN=Eternal)

Parastish-e-yaar alfaazoN ka nahi mohtaaj,
Ibaadat to nigah-e-ehtaraam se bayaaN hoti hai.

Uske khayaal hi se mera wajood gunguna uthay,
Har su saaz, mausiqi jahaaN-tahaaN hoti hai.

Na mausam ki na din raat ki rahii bandisheN,
Wo jahaaN, meri sham-o-sehar wahaaN hoti hai.

Larazte lab, la.Dhkha.Daati zubaaN, ae naadaan,
Iqraar-e-mohabbat, kisne kahaa ravaaN hoti hai?



Aap ki rai ka muntazir,
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला

Last edited by naadaan; 7th January 2013 at 01:14 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
16th January 2013, 07:26 PM

Wah!...bohat khoob Naadaan sahab....

Masha Allah kafi romantic ghazal hai....

Keep writing.....




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
16th January 2013, 07:34 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Adab ki mehfil ko naachiiz ka salaam,
Ek koshish aap sab ke supurd hai. Halke phulke khayalaat haiN, umeed karta huuN ke aapko pasand aayeNgeN.



Husn meiN ishq ki shiddat kahaaN hoti hai,
Nikhaar dhalta hai, mohabbat jawaaN hoti hai.

Jism ki aarziyat* jaise hi haiN husn ke jalwey,
Ye ruuh ki chaahat hai jo javidaaN* hoti hai.
(*Aarziyat=Temporariness, JavidaaN=Eternal)

Parastish-e-yaar alfaazoN ka nahi mohtaaj,
Ibaadat to nigah-e-ehtaraam se bayaaN hoti hai.

Uske khayaal hi se mera wajood gunguna uthay,
Har su saaz, mausiqi jahaaN-tahaaN hoti hai.

Na mausam ki na din raat ki rahii bandisheN,
Wo jahaaN, meri sham-o-sehar wahaaN hoti hai.

Larazte lab, la.Dhkha.Daati zubaaN, ae naadaan,
Iqraar-e-mohabbat, kisne kahaa ravaaN hoti hai?



Aap ki rai ka muntazir,
Naadaan

Subhaan Allaah.... subhaan Allaah..... bahot ummdah peshkash hai janaab...
Dilii khushi hui aapki koshish ko yahana dekh kar... likhte raheN...

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
18th January 2013, 04:38 PM

बहुत ही खूबसूरत नादाँ साहब | दाद हाजिर है जनाब वसूल पाइयेगा |
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
20th January 2013, 10:05 AM

naanaad jee:

namaste!

dil-kaSh Ghazal !! mazaa aa gayaa ... aapse darKhaast yahee hai kii aate raheN... aage bhee bazm ki Shaan baDhaate rahiye... daad

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
22nd January 2013, 04:22 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Wah!...bohat khoob Naadaan sahab....

Masha Allah kafi romantic ghazal hai....

Keep writing.....
Zainy Ji Aadaab,

Aap ki hausla afzai ka tah-e-dil se shukria. Aur jahaaN tak "romantic" ka sawaal hai, to hum sab kahi na kahi deep down are romantic. How else could we survive in this hate-mongering world.

Khush rahiye aur muskurate rahiye.
Aadaab
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
29th January 2013, 01:06 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Subhaan Allaah.... subhaan Allaah..... bahot ummdah peshkash hai janaab...
Dilii khushi hui aapki koshish ko yahana dekh kar... likhte raheN...

Shaad...
Sameer Bhai, ASW,

Apni bazm mein aapko dekh kar khushi hui. Aapki daad ke liye mamnoon tehra aapka. AaiNda bhi aapke saath ki ummiid rahegi.

Apna khayaal rakhiye
Khush raheN
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
29th January 2013, 01:39 PM

Walekum Assalaam... ji main poori koshish karungaa .... aap likhte rahen... hum jaise qadrdaan to aate rahenge...

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
31st January 2013, 06:55 AM

Nadaan,
bahut sundar and pyar bhari ghazal hai aapki....
Acha laga aapko per ke.

sanjay sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
11th February 2013, 06:00 PM

Harsh Bhai, Dhaval Bhai aur Hamdam Bhai Aadaab,

Aap teenoN ka bahut bahut shukriya apni rai se nawaazne ke liye. Aap sab ki daad sar aaNkhoN pe. Aainda bhi aap ke saath ki aas rahegi.

Khush rahiye aur muskuraate rahiye,
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
12th February 2013, 08:05 AM

bahut hee badiya likha hai naadan jee, meri taraf se daad...



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#12)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
20th February 2013, 04:12 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
bahut hee badiya likha hai naadan jee, meri taraf se daad...
Aru Bhai Namashkaar,

Aap ki daad sir aankhoN pe. Aapke waqt aur sraraahnaa ke liye dili dhanyavaad.

Khush rahiye, likhte rahiye,

Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
20th February 2013, 09:30 PM

agerchah ghazal to pehly hi din peRh lee thi , mager us waqt internet ko koi kharabi huwii or internet munqate' ho gya , phir baat hi bhool gaee , intehaaii ma'zrat moHteram


appke yeh ghazal bahut bahut kamaal hai , ishq se bharpoor is kavish per hamari dad qabool fermaaieN , youN hi meHfil ko apny khobSorat kalaam se roshan karty rahieN .daad !


Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#14)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
1st March 2013, 05:10 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
agerchah ghazal to pehly hi din peRh lee thi , mager us waqt internet ko koi kharabi huwii or internet munqate' ho gya , phir baat hi bhool gaee , intehaaii ma'zrat moHteram


appke yeh ghazal bahut bahut kamaal hai , ishq se bharpoor is kavish per hamari dad qabool fermaaieN , youN hi meHfil ko apny khobSorat kalaam se roshan karty rahieN .daad !


Mujeeb
Mujeeb Bhai Aadaab,

Khushamadeed Bhai Jaan. KahaaN haiN janaab? Ba.dey dinoN baad aapki aamad hui hamaari bazm meiN. Ummiid hai sab khairiyat hai.

Rahi baat kalaam ki to aap ka mamnoon thehraa hausla afzaai ke liye. Bhalaa lagtaa hai jab aap jaise jaankaar fankaar sarahte haiN to

Aap ki daad aur waqt ke liye bahot bahot shukriyaa.

Apna khayaal rakheN, Khush raheN.

Aadaab
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com