Quote:
Originally posted by abhi_to_cool1
Tanhai hai Pyar mein,Bedardi hai Pyar mein,
Ansu hai Pyar mein,Bebasi hai Pyar mein,
Gam bhi hai Pyar mein,Haar bhi hai Pyar mein,
Hame sab pata hai... lekin Kya kare Hum bhi hain Pyar mein
|
aap ko to sab pata hai ab mein kya kahun
sirf itna hi pata hai sab khuch hai pyaar mein
apne sab kah diya ab ham kya kahe
ham to bas ye hi kahnge ham nahi hai pyaar mein.
durgaa
tum badle sambodhan badle
lekin man ki bat wahi hai
jane kyu mausam ke peeche
din badle par raat wahi hai.
*~~durgaa~*