Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ajeeb baat hai tu usko bhool jaata hai
Old
  (#1)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 25
Ajeeb baat hai tu usko bhool jaata hai - 3rd February 2008, 01:26 PM

Dear friends
Aaj fir kuchh likha tha to aap sabhi ke saamne rakh raha hun is gajal ko likhne ke liye mujhe parul ne kaha to unhi ko dedicate kar raha hun achhi lage to batana or agar kuchh kami lage to jaroor batana halanki kain dino baad fir se likhna ajeeb lag raha hia bahut par fir bhi ban pada jaisa likha andar se jo awaaj aayi unhe kagaz par utaar ke aap sabhi ke saamne rakh rha hun


Jindgi tujhse bahut door chali aayi hai…
Khwaab main bhi mere ek tanaha see tanahai hai !

Na koi saya na majhi na hi hamraah koi ..
Bekhudi jane mujhe aaj kanha laayi hai !

Suna diya hame kisi ajnabi ka afsaana
Asal jo baat thee wo baad main batai hai !

Dard kee saari haden paar kar chuka hun main
Khud apne haathon maine har shama bhujhai hai !

Ajeeb baat hai tu usko bhool jaata hai
Jafa bhi jisne teri bawafa nibhai hai !

Purane chahre naye daur main bhi jinda hain
ne jane unane kitni keematen chukain hai !

Sukun kee baat pe ab mujhko hasi aati hai
Kuchh is kadar se hamne dil pe chot khai hai !

bahut haseen tha wo waqt saath tha jab tu
usi ko soch ke aankhon main nami aayi hai !


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
3rd February 2008, 07:04 PM

Quote:
Originally Posted by anish_ekshayar View Post
Dear friends
Aaj fir kuchh likha tha to aap sabhi ke saamne rakh raha hun is gajal ko likhne ke liye mujhe parul ne kaha to unhi ko dedicate kar raha hun achhi lage to batana or agar kuchh kami lage to jaroor batana halanki kain dino baad fir se likhna ajeeb lag raha hia bahut par fir bhi ban pada jaisa likha andar se jo awaaj aayi unhe kagaz par utaar ke aap sabhi ke saamne rakh rha hun


Jindgi tujhse bahut door chali aayi hai…
Khwaab main bhi mere ek tanaha see tanahai hai !

Na koi saya na majhi na hi hamraah koi ..
Bekhudi jane mujhe aaj kanha laayi hai !

Suna diya hame kisi ajnabi ka afsaana
Asal jo baat thee wo baad main batai hai !

Dard kee saari haden paar kar chuka hun main
Khud apne haathon maine har shama bhujhai hai !

Ajeeb baat hai tu usko bhool jaata hai
Jafa bhi jisne teri bawafa nibhai hai !

Purane chahre naye daur main bhi jinda hain
ne jane unane kitni keematen chukain hai !

Sukun kee baat pe ab mujhko hasi aati hai
Kuchh is kadar se hamne dil pe chot khai hai !

bahut haseen tha wo waqt saath tha jab tu
usi ko soch ke aankhon main nami aayi hai !



hello ji
Anish ji
kaise hai aap? umeed hai acche se honge...kafi tym baad apki taraf se padhne ko mila...accha laga padhkar


Jindgi tujhse bahut door chali aayi hai…
Khwaab main bhi mere ek tanaha see tanahai hai !


waise toh poori GHAZAL khoobsoorat hai per shuru ki do lines bahut zyada pasand aayi
bas yun hin likhte rahiye



take care


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Ajnabi Larki
Registered User
Ajnabi Larki is on a distinguished road
 
Ajnabi Larki's Avatar
 
Offline
Posts: 10
Join Date: Feb 2008
Location: Yaadoon Mein
Rep Power: 0
5th February 2008, 09:39 AM

Wow App Toh Bohot Ache Shayar Hein Janab
Really Nice And Beautiful Piece of Poetry
Bohot Ache Aur Zabardast
Keep Writting Like This
Appki Poetry Ka Intezar Rahe Ga




Jub Hua Zikar Zamane Mein Muhabbat Ka
Mujhko Appne Dil Ki Nakami Peh Rona Aya

   
Reply With Quote
Old
  (#4)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 25
10th February 2008, 06:00 PM

hi shweta
ek baar fir tum meri rachna ka reply karne main apna waqt mujhe de rahi ho iske liye shukriya sach kaha main kafi time baad aaya hun sach kahun to aajkal fursat ke wo pal chhin gaye hain jo kabhi mere pas beshumar the log kahte hain bada ho gaya hun jimmedariyan samjhni chahiye to shayad usi koshish main laga hun samjh lo isliye time nahi de pata par jab bhi kuchh likhta hun yanha pesh karta hun



hi Ajnabi Larki
ajnabhi ho par dost ho hai na thanks ke aapne meri rachna ko saraha aapne waqt nikala meri gajal ke liye shukriya apki sarahana hee to ham shayaron kee asal punji hai gajal bhi ajeeb cheez hai na dard par wah karna padta hai hame aapka meri post par reply karna achha laga achhe dost milte hain to achha lagta hai ab fir chahe wo ajanabi kyun na ho dost hain bas itna kaafi lagta hai
khush rahiye


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
11th February 2008, 12:30 PM

Bahut khoob anishji..........

Har ashar bahut hi khubsurat hain..Dil se daad kubool kare.........sahin kaha aapne..mashrufiyat ke chalte hume waqt hi nahin milta likhne ka..........par zaroor koshish kare ke aap yaha ki ronak badhate rahe...aur ek baat shayri-dard mein post kare to jyada logoka dhyan jaayega....aur ek acchi koshish ka lutf sab utha payenge..

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se

Last edited by mausam; 11th February 2008 at 01:25 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 25
11th February 2008, 07:33 PM

dear mausam ji
pahle to aapka dil se shuriya ada karta hun ke aap yanha aaye or meri rachna ko saraha har baar kee tarah dil ko tassalli hui ke abhi bhi dil ke kuchh jakhm hare hain jinka dard aap sabhi doston ko apna sa lagta to hai abhi hamari shayari main kuchh samjhane ke hasiyat hai ye jaankar kuchh sakoon bhi mil jata hai waise aapne jo sujhaw diya main jaroor apnaunga thanks again for reply khush rahiye


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
love
Old
  (#7)
tejash
Guest
 
Posts: n/a
Love love - 12th February 2008, 02:06 PM

hi dast juth mat likho
Quote:
Originally Posted by anish_ekshayar View Post
Dear friends
Aaj fir kuchh likha tha to aap sabhi ke saamne rakh raha hun is gajal ko likhne ke liye mujhe parul ne kaha to unhi ko dedicate kar raha hun achhi lage to batana or agar kuchh kami lage to jaroor batana halanki kain dino baad fir se likhna ajeeb lag raha hia bahut par fir bhi ban pada jaisa likha andar se jo awaaj aayi unhe kagaz par utaar ke aap sabhi ke saamne rakh rha hun


Jindgi tujhse bahut door chali aayi hai…
Khwaab main bhi mere ek tanaha see tanahai hai !

Na koi saya na majhi na hi hamraah koi ..
Bekhudi jane mujhe aaj kanha laayi hai !

Suna diya hame kisi ajnabi ka afsaana
Asal jo baat thee wo baad main batai hai !

Dard kee saari haden paar kar chuka hun main
Khud apne haathon maine har shama bhujhai hai !

Ajeeb baat hai tu usko bhool jaata hai
Jafa bhi jisne teri bawafa nibhai hai !

Purane chahre naye daur main bhi jinda hain
ne jane unane kitni keematen chukain hai !

Sukun kee baat pe ab mujhko hasi aati hai
Kuchh is kadar se hamne dil pe chot khai hai !

bahut haseen tha wo waqt saath tha jab tu
usi ko soch ke aankhon main nami aayi hai !
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 25
12th February 2008, 05:00 PM

hi tejesh ji
apne kaha juth mat likho main samjha nahi kya aap mujhe samjhayenge ke maine kanha juth likha ya fir shayad main apka matlab nahi samjh paya hun kya aap mujhe matlab samjhane ke liye thoda time nikal payenge waise aap yanha aaye or mujhe waqt nikal ke reply kiye iske liye tahe dil se shukriya kabool kijiye
khush rahiye


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
1st April 2008, 12:08 AM

Quote:
Originally Posted by anish_ekshayar View Post
Dear friends

Jindgi tujhse bahut door chali aayi hai…
Khwaab main bhi mere ek tanaha see tanahai hai !

Na koi saya na majhi na hi hamraah koi ..
Bekhudi jane mujhe aaj kanha laayi hai !

Suna diya hame kisi ajnabi ka afsaana
Asal jo baat thee wo baad main batai hai !

Dard kee saari haden paar kar chuka hun main
Khud apne haathon maine har shama bhujhai hai !

Ajeeb baat hai tu usko bhool jaata hai
Jafa bhi jisne teri bawafa nibhai hai !

Purane chahre naye daur main bhi jinda hain
ne jane unane kitni keematen chukain hai !

Sukun kee baat pe ab mujhko hasi aati hai
Kuchh is kadar se hamne dil pe chot khai hai !

bahut haseen tha wo waqt saath tha jab tu
usi ko soch ke aankhon main nami aayi hai !

Hello anish
bahut hi achha likha hai aapne, har ek line me dam hai, really goood job




GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
aqs
aqs
aqs is just really niceaqs is just really niceaqs is just really niceaqs is just really nice
 
aqs's Avatar
 
Offline
Posts: 40
Join Date: Dec 2007
Location: mumbai
Rep Power: 0
2nd April 2008, 01:38 PM

meri taraf se apko ek sher pasand aaye to jawab dena

zindagi na jane kis muqam pe le aayi hai
dil main na-khuda na kisi ki khudai hain

soch kar pareshan hua main bhi
ke kya teri yad kufrr tak le aayi hain

kuffr means not beliving in god


AQS
  Send a message via Yahoo to aqs  
Reply With Quote
hi
Old
  (#11)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 25
hi - 12th April 2008, 11:52 AM

hi adhoori heer ji
sorry for late reply jaisa maine pahle hee kaha hai ke aajkal waqt hee nahi de pata main us mahfil ko janha se kabhi mujhe ek pahchan or maksad mila tha kya karun aaj yanha aaya to aapka reply padha or khushi hui ke aapko mera likha kuchh achha laga thanks
khush rahhiye


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#12)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 25
hi - 12th April 2008, 11:56 AM

hi dear aqs jee
achha laga aap aaye maine der se raply kiya iske liye sorry waise aapki dono lines bahut hee khubsurat ahsaason ka ahsaas kara rahi hain aapne meri is koshish ko saraha iske liye thanks
khush rahiye


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
qqplus
Registered User
qqplus has a spectacular aura aboutqqplus has a spectacular aura aboutqqplus has a spectacular aura about
 
qqplus's Avatar
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Aug 2004
Rep Power: 22
12th April 2008, 12:48 PM

wahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh
wahhhhhhhhhhhhhh wahhhhhhhhhhh

bas yehi kehta rahunga shayad...


anish bhai... bahot touching likha hai.... bahot gehra...

bahot hi achhe kya baat hai...wah

yuhi likhte rahiyega
  Send a message via Yahoo to qqplus  
Reply With Quote
Old
  (#14)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 25
18th April 2008, 05:11 PM

dear ziyaad ji
thanks ke aapne meri is rachna ko pasand kiya apka tahe dil se shukrgujar hun
khush rahiye


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
18th April 2008, 07:29 PM

Quote:
Originally Posted by anish_ekshayar View Post
Dear friends
Aaj fir kuchh likha tha to aap sabhi ke saamne rakh raha hun is gajal ko likhne ke liye mujhe parul ne kaha to unhi ko dedicate kar raha hun achhi lage to batana or agar kuchh kami lage to jaroor batana halanki kain dino baad fir se likhna ajeeb lag raha hia bahut par fir bhi ban pada jaisa likha andar se jo awaaj aayi unhe kagaz par utaar ke aap sabhi ke saamne rakh rha hun


Jindgi tujhse bahut door chali aayi hai…
Khwaab main bhi mere ek tanaha see tanahai hai !

Na koi saya na majhi na hi hamraah koi ..
Bekhudi jane mujhe aaj kanha laayi hai !

Suna diya hame kisi ajnabi ka afsaana
Asal jo baat thee wo baad main batai hai !

Dard kee saari haden paar kar chuka hun main
Khud apne haathon maine har shama bhujhai hai !

Ajeeb baat hai tu usko bhool jaata hai
Jafa bhi jisne teri bawafa nibhai hai !

Purane chahre naye daur main bhi jinda hain
ne jane unane kitni keematen chukain hai !

Sukun kee baat pe ab mujhko hasi aati hai
Kuchh is kadar se hamne dil pe chot khai hai !

bahut haseen tha wo waqt saath tha jab tu
usi ko soch ke aankhon main nami aayi hai !
bahoot hee khoob ghazal kahii hai anish jee aap ne
yunhee likhate rahe

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#16)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 25
25th July 2010, 02:25 PM

hi dear
kya jhoot likh diya hamne


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
WAQUIF ANSARI
Registered User
WAQUIF ANSARI will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 52
Join Date: Jul 2010
Rep Power: 14
30th July 2010, 04:58 PM

Dear anish_ekshayar Ji! Adab !
Aap ki ghazal paRhne k baad aap se kuchh baat karna chaahta tha. ChooNke maiN yahaN new hooN to maiN ye poochhna chaahta hooN k aapko kaise personal message kar sakta hooN, kuchh zururi baateiN karni thiN.

(Waquif Ansari)

Jindgi tujhse bahut door chali aayi hai…
Khwaab main bhi mere ek tanaha see tanahai hai !

Na koi saya na majhi na hi hamraah koi ..
Bekhudi jane mujhe aaj kanha laayi hai !

Suna diya hame kisi ajnabi ka afsaana
Asal jo baat thee wo baad main batai hai !

Dard kee saari haden paar kar chuka hun main
Khud apne haathon maine har shama bhujhai hai !

Ajeeb baat hai tu usko bhool jaata hai
Jafa bhi jisne teri bawafa nibhai hai !

Purane chahre naye daur main bhi jinda hain
ne jane unane kitni keematen chukain hai !

Sukun kee baat pe ab mujhko hasi aati hai
Kuchh is kadar se hamne dil pe chot khai hai !

bahut haseen tha wo waqt saath tha jab tu
usi ko soch ke aankhon main nami aayi hai ![/QUOTE]
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 25
24th February 2011, 08:37 AM

WAQUIF ANSARI
you can try quick link and privet massage option and send a new private massage


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Usko maaloom hai ki sirf usko hi be-intehaan chaahane ki zidd hai meri TheDemonPrince Shayri-e-Dard 0 19th August 2009 10:37 AM
mujhe bhool jane ki baat ABABBU Hindi Kavitayen 2 3rd November 2007 02:02 PM
main bhool nahi paata wo baat kya hai b.kapure Aapki Shayri 1 22nd August 2006 12:16 PM
main bhool nahi paata wo baat kya hai b.kapure Aapki Shayri 0 22nd August 2006 11:20 AM
haan ajeeb logon ka yeh, ajeeb sa shaher hai Zeba Shayri-e-Dard 1 25th August 2005 02:53 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com