mujhe phir wahi yaad ane lage hain -
18th September 2004, 10:52 PM
yeh hariharansahab ki gayi hui ghazal hain.......
Muddaton gham pe gham uthaye hain
tab kahi jaake muskuraye hain....
ek nigahen khulus ki khatir
zindagibhar fareb khaye hain
mujhe phir wahi yaad ane lage hain
mujhe phir wahi yaad ane lage hain
jinhe bhulne mein zamane lage hain
mujhe phir wahi yaad ane lage hain
jinhe bhulne mein zamane lage hain......
suna hain hume woh bhulane lage hain.
suna hain hume woh bhulane lage hain
to kya hum unhe yaad ane lage hain
to kya hum unhe yaad ane lage hain...
jinhe bhulne mein zamane lage hain
mujhe phir wahi yaad ane lage hain....
yeh kehna hain unse mohabbat hain mujhko
yeh kehna hain unse mohabbat hain mujhko
yeh kehne main unse zamane lage hain
yeh kehne main unse zamane lage hain
jinhe bhulne main zamane lage hain
mujhe phir wahi yaad ane lage hain....
qayamat yakeenan kareeb aa gayi hain
qayamat yakeenan kareeb aa gayi hain
khumar ab to masjeeb main jaane lage hain
khumar ab to masjeeb main jaane lage hain..
jinhe bhulne mein zamane lage hain
mujhe phir wohi yaad ane lage hain...
Jaane kya samjha woh mujhe Jaane kya samjhi main useN
DARD JAB HAD SE GUZERTA HAI TO GAA LETI HOO
ASHK AANKHO ME CHHUPA KER GAM PE MUSKURA LETI HOO
********
"Haale dil to dil me hi rakhte hai, in ankho ka kya karai.n
Jinse yaad main tumhari hardam aansu behte hai"
~~~~~
**
hi prii..............
yeh ghazal hain hi itni acchi .................... waise tum ho kaisi.?.....bahut din se baat nahin ho paayi.........jald milte hain...
take care.....
mausam
Jaane kya samjha woh mujhe Jaane kya samjhi main useN