Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 5 votes, 5.00 average. Display Modes
Madeene ka safar hai aur main namdeeda namdeeda
Old
  (#1)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
Madeene ka safar hai aur main namdeeda namdeeda - 19th May 2010, 11:14 PM


Madeene ka safar hai aur main namdeeda namdeeda
Jabie afsurda afsurda, kadam lafzeeda lafzeeda

Chala hu ek mujhrim ki tarha main jaan pe taybaa
nazar sharminda sharminda, badan larzeeda larzeeda

Kisi ke hath ne mujhko sahara de diya warna
kahan main aur kahan ye raste pecheeda pecheeda

Basarat kho gayi lekin basirat to salamat hai
Madeena humne dekha hai magar nadeeda nadeeda

Madeene jaake hum samjhe taqadus kisko kahte hai
Hawa pakeza pakiza faza sanjeeda sanjeeda

Gulamane Mohammad is tarha aayenge mehshar mein
Sar e Shoreeda shoreeda Dil e girveeda girveeda

Wohee “Iqbal” Jisko Naaz Tha Kal Khush Mijazi Per
Firak-e-Tayba Mein Rahta Hai Ab Ranjeeda Ranjeeda


Namdeeda= bhigi palke
Jabie = peshani , afsurda = ghamgeen , larzeeda= kampta hua
Basarat = nazar aana ,
nadeeda = jisne kabhi dekha nahi
taqadus = Honerable
shoreeda = jalta hua
girveeda = kisika ashique ban jana
ranjeeda = dukhbhara




Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti


Last edited by gjgjgj; 23rd May 2010 at 11:36 PM.. Reason: Words meanings add
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
19th May 2010, 11:22 PM

Quote:
Originally Posted by Parwaazz View Post

Madeene ka safar hai aur main namdeeda namdeeda
Jabie afsurda afsurda, kadam lafzeeda lafzeeda

Chala hu ek mujhrim ki tarha main jaan pe taybaa
nazar sharminda sharminda, badan larzeeda larzeeda

Kisi ke hath ne mujhko sahara de diya warna
kahan main aur kahan ye raste pecheeda pecheeda

Basarat kho gayi lekin basirat to salamat hai
Madeena humne dekha hai magar nadeeda nadeeda

Madeene jaake hum samjhe taqadus kisko kahte hai
Hawa pakeza pakiza faza sanjeeda sanjeeda

Gulamane Mohammad is tarha aayenge mehshar mein
Sar e Shoreeda shoreeda Dil e girveeda girveeda

Wohi Iq.baal jisko naaz tha kal khush mijazi per
Woh aake tayba mein rahta hai ab ranjeeda ranjeeda
bhai.........kya adaaiigi hai ........
sahab........bahut din baad kuch pad kar bahut mazaa ayaa hai....
this was a real class act.......
bahut saari daad bhai......

double words lekar bhi itna accha meter !!!!!!!!!1
shubhan allah
( kuch words dictionery me dekhna pada)
but it was worth it......

apna takhallus bhi fit kariyega agli peshkash me...
aise kalaam bina takhallus ke nahi jaaya hone chahiye

bahut khoob....

reps added++++++++++++

Last edited by zidd; 19th May 2010 at 11:28 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
20th May 2010, 09:25 AM

http://www.google.co.in/search?q=Mad...-a&safe=active
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Welcome :)**
Old
  (#4)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Smile Welcome :)** - 20th May 2010, 04:37 PM

Quote:
Originally Posted by Parwaazz View Post

Madeene ka safar hai aur main namdeeda namdeeda
Jabie afsurda afsurda, kadam lafzeeda lafzeeda

Chala hu ek mujhrim ki tarha main jaan pe taybaa
nazar sharminda sharminda, badan larzeeda larzeeda

Kisi ke hath ne mujhko sahara de diya warna
kahan main aur kahan ye raste pecheeda pecheeda

Basarat kho gayi lekin basirat to salamat hai
Madeena humne dekha hai magar nadeeda nadeeda

Madeene jaake hum samjhe taqadus kisko kahte hai
Hawa pakeza pakiza faza sanjeeda sanjeeda

Gulamane Mohammad is tarha aayenge mehshar mein
Sar e Shoreeda shoreeda Dil e girveeda girveeda

Wohi Iq.baal jisko naaz tha kal khush mijazi per
Woh aake tayba mein rahta hai ab ranjeeda ranjeeda


Wohee “Iqbal” Jisko Naaz Thha Kal Khush Mijazi Per
Firak-e-Tayba Mein Rahta Hai Ab Ranjeeda Ranjeeda



Writer: Sir. Mohammad Allama 'IQBAL' Jee **

Assalamu Alaikum~~~Dil Ko Khushi Mili Dekhkar **Waise Aur Bhi Khushi Hoti Agar Aap Kuchh Aur Waqt Nikal Kar Theek Tarah Se Likhh Paate **Waise Bhi Mujhe To Jiyada Ilm Nahee Hain Iss Zuban Ke Bade Mein Aur Agar Hoti To Sabhi Kuchh Sahee Tarah Se Likhh Deti Zoruur **Bura Na Maniyega Aur Ummeed Karti Huun Aap Samajh Sakte Hain Kyun Ye Kehna Pada Mujhe, Hain Na ? Bura Laga Ho To Muaf Kijiyega **Dilki Gehraaion Kee Gehraaion Se Duwaaye~~~Dher-o-Dher Saare Phuul~~~Shukriya **God Bless You **Allah Hafiz **


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
20th May 2010, 11:35 PM

Mohtram buzurgo doston As salamwalekum

Bhai zidd yeh humari likhi huyi nahi hai... yeh to Sir Mohammad Allama Iqbal sahab ki likhi huyi naat shareef hai jo hume behad pasand hai ... isliye humne aap sabse shar kar di.
shukriya junumun apne video link pest ki hume pata nahi kaise karte hai...

Walekum as salam
aur mohtarma aapka bahot bahot shukriya jo aapne yahan jankari ata ki hue khushi huyi jee humne type ki isliye aisi naqis galti ho gayi.. agar coppy pest karte to aisi galti nahi hoti....... hum bhala bura kyun manega aapke bahot bahot shukrguzar hai hum ke aapne apna waqt dekar is naat ko padha. Fe Amaanulilah.


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
You Made Me Smile Jee :)**
Old
  (#6)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Smile You Made Me Smile Jee :)** - 22nd May 2010, 03:50 PM

Quote:
Originally Posted by Parwaazz View Post
Walekum as salam
aur mohtarma aapka bahot bahot shukriya jo aapne yahan jankari ata ki hue khushi huyi jee humne type ki isliye aisi naqis galti ho gayi.. agar coppy pest karte to aisi galti nahi hoti....... hum bhala bura kyun manega aapke bahot bahot shukrguzar hai hum ke aapne apna waqt dekar is naat ko padha. Fe Amaanulilah.
Assalamu Alaikum~~~Aap Ne Type Kee Aur Isee Liye Hee To Aap Ko Kahee Thhi "Aap Kuchh Aur Waqt Nikal Kar Theek Tarah Se Likh Paate" **Waise Hum Bhi Aise Hee Karte Hain Aur Haan Waqt To Lagta Hain Likhhne Mein, Right Jee ? Waise Abhi Tak To Theek Tarah Se Parh Nahee Paaye Hum Aur Ummeed Karti Huun Aap Jald Se Jald "Naat Sharif" Ko Aur Kuchh Waqt Dekar Yahan Phir Se Pesh Karenge **Dilki Gehraaion Kee Gehraaion Se Duwaaye~~~Dher Dher Saare Phuul **Allah Hafiz **


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
22nd May 2010, 04:26 PM

Parwaaz.............My Seventh Sense says that i know you........
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
22nd May 2010, 09:00 PM

Wa Aalaykum As salam ( W.R.W.B)

Jee mohtarma aapne sahi farmaya, ye humari kam akhli kahiye ya umar ka takaza jo hum aisi galti kiye aur hum jab samjhe tab hua yu ke hume edit ka option hi nahi mila hum kya karte bahut dhunde aur phir chup baithgaye.
Aapne jo bataya hai wohi sahi hai humne aakher ke micare me galti kar li aur aapne use durust kar diya aap sahi hai aur kuch nai. InshaAllah InshaAllah aage se hum pura khayal rakhenge

As salam Waleykum
Baqtiar, ab aap jante hai kah rahe hai to aap jante hoge hum kya jane.


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Old
  (#9)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
22nd May 2010, 10:56 PM

behad khoob soorat peshkash hai ,...

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#10)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
23rd May 2010, 01:54 AM

Behad Khooobsurat peshkash aur is Is forum ke nam se zahir hai ke yaha Mashoor Shayer ke kalam paste kiye jate hai..........Allah Taala Doctor Allama Iqbal saheb ko Jannat me oocha makam ata kare.......Aameen.


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
23rd May 2010, 03:49 PM

Kunal Bhai aur sajid Bhai aap logon ka bahot bahot shukriya...
Hume koi yeh bataye ke hum is post ko edit kaise kar sakte hai........
Hume edit option nahi mil raha hai...... pahele jab humne post kiya to humne edit kiya par ab hume kahin bhi edit option nahi mil raha hai....... Hume is mein galti ko sudharna hai ........ Meharbani karke koi bataye..


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Old
  (#12)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
23rd May 2010, 04:00 PM

Editing or deleting your post is time limited,..

Time guzar jaane ke baad aap khud koi change nahi kar sakte, apne kisi bhi post meiN, iske liye aapko us section ke moderators ko ,ya admin sahab ko private message karna padega, woh edit kar denge....




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com