Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kaho kaise jiyenge ham......
Old
  (#1)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
Kaho kaise jiyenge ham...... - 11th June 2016, 05:21 PM

Adaab doston...aaj bahut dino baad aisa hua ki dil kahta gaya aur kalam likhti gayi.....isme zyada kuch bhi kiye bagair vaise hee aap sab se share kar rahi hun....

muhabbat ko zamane se chhupaye to raheNge ham
na tumse kah sake gar to kaho kaise jiyeNge ham

tumhe hamraaz mana hai to kaise raazdari ho
sahenge gham akele,chaak bhi dil k siyeNge ham

hamara dard thoda kam karo ehsaan hee kar do
huyi nafrat yahi kah do sukooN se mar sakeNge ham

tasawwur ki haNsii dunya jahaaN tumse mile the ham
supurd e khaaq usko kar ke ab khud bhi jaleNge ham..

chale jate haiN dar se aapke ab alwida kah kar
nishaan dunya se mit jaye nahi dil se miteNge ham

tumhare sath hoNge kal safar me aur bhi sathi
dikhayi de na deiN tumko dua bankar chaleNge ham

Madhu..

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..

Last edited by Madhu 14; 7th July 2016 at 10:39 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
11th June 2016, 06:46 PM

Aisi khubsurat aur rawal ghazal pe alfaaz kam pardh jaatey tareef karne ko

Madhu ji Aap ki shayari mai urdu ke khatoon shayar marhoom parveen shakir ji ka aks nazar aata hai

Bohat soch samajh kar ye aizaaz aap ko de raha hu
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
11th June 2016, 08:47 PM

buhet aalaa ghazal paish kee hey aap ney mahu ji
aah vaah...

sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
11th June 2016, 09:12 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Adaab doston...aaj bahut dino baad aisa hua ki dil kahta gaya aur kalam likhti gayi.....isme zyada kuch bhi kiye bagair vaise hee aap sab se share kar rahi hun....

Muhabbat ko zamane se chhupaye to rahenge ham
Na tumse kah sake gar to kaho kaise jiyenge ham

Tumhe hamraaz mana hai To kaise raazdari ho
Sahenge gham akele,chaak bhi dil k siyenge ham

Hamara dard thoda kam karo ehsaan hee kar do
huyi nafrat yahi kah do sukoon se mar sakenge ham

tasawwur ki hansii dunya jahaan tumse mile the ham
supurd e khaak usko kar ke ab khud bhi jalenge ham..

Chale jate hain dar se aapke ab alwida kah kar
Nishaan dunya se mit jaye nahi dil se mitenge ham

Tumhare sath honge kal safar me aur bhi sathi
Dikhayi de na dein tumko dua bankar chalenge ham

Madhu..
Bahut khoob Madhu - umdaa ghazal huyi hai aur Mujahid bhai ne sab keh hi diya hai aur main kya kahun, likhte rahiYeGaa

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Pooja24
Registered User
Pooja24 is on a distinguished road
 
Pooja24's Avatar
 
Offline
Posts: 7
Join Date: Apr 2016
Rep Power: 0
12th June 2016, 01:46 PM

Wah wah wah...
Bahot khoob.
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
13th June 2016, 12:05 AM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Aisi khubsurat aur rawal ghazal pe alfaaz kam pardh jaatey tareef karne ko

Madhu ji Aap ki shayari mai urdu ke khatoon shayar marhoom parveen shakir ji ka aks nazar aata hai

Bohat soch samajh kar ye aizaaz aap ko de raha hu
muzahid sahab...aapne jo izzat bakhshi hai uske liye tah e dil se shukraguzar hun...bahut badi baat kah di hai apne parveen ji ki shayri se main bahot mutasir hun..aur unko chhuu pana hamare bas me kahaan..par mujhe khushi hai ki apko aisa laga..is qadar hausla afzai ka shukriya...

Salamat rahein....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
13th June 2016, 12:07 AM

Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani View Post
buhet aalaa ghazal paish kee hey aap ney mahu ji
aah vaah...
Dil se shukriya saba ji............

Salamat rahein...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
18th June 2016, 11:37 AM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Bahut khoob Madhu - umdaa ghazal huyi hai aur Mujahid bhai ne sab keh hi diya hai aur main kya kahun, likhte rahiYeGaa
Ghazal ko pasand karne ka shukriya anu....ye aap doston ki dariyadili hai ki....har baar mera hausla badhate hain...

Aapke is khuloos au sath ki aage bhi ummed karti hun..

Khayaal rakhein..

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
21st June 2016, 12:37 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Adaab doston...aaj bahut dino baad aisa hua ki dil kahta gaya aur kalam likhti gayi.....isme zyada kuch bhi kiye bagair vaise hee aap sab se share kar rahi hun....

Muhabbat ko zamane se chhupaye to rahenge ham
Na tumse kah sake gar to kaho kaise jiyenge ham

Tumhe hamraaz mana hai To kaise raazdari ho
Sahenge gham akele,chaak bhi dil k siyenge ham

Hamara dard thoda kam karo ehsaan hee kar do
huyi nafrat yahi kah do sukoon se mar sakenge ham

tasawwur ki hansii dunya jahaan tumse mile the ham
supurd e khaak usko kar ke ab khud bhi jalenge ham..

Chale jate hain dar se aapke ab alwida kah kar
Nishaan dunya se mit jaye nahi dil se mitenge ham

Tumhare sath honge kal safar me aur bhi sathi
Dikhayi de na dein tumko dua bankar chalenge ham

Madhu..

awwal to madhu saahiba tak shaad ka salaam pahuche..... baad iske tahe dil se muaafii ki arzii pesh kar rahaa hoon jo is haseen si bazm me aane ke liye mujhse itnii deree ho gayee.... ummeed karta hoon muaafii milegi..

baad iske aapki ghazal par aane ki himaaqat kar raha hoon, aapka andaaz ho amooman niraala hotaa hi hai, magar is baar ke kalaam me bas lag raha hai ke aapne koii fosoon paidaa kar diyaa ho.....

lafz lafz firozaa hai aur har misraa koi jaaduu..... jiskaa asar hame har sher par mahsoos ho raha hai.....

aapki kashish is darjaa mahsoos ho rahi hai aapne kalaam me ke bayaani ho nahii saktiii... magar is baat ki gawaahi aapka sher dar sher de rahaa hai...

Tumhe hamraaz mana hai To kaise raazdari ho
Sahenge gham akele,chaak bhi dil k siyenge ham

ufff ye tadap....... kahaan se le aatii hain aise ehsaas..... jaise koi zakhmon ki laRee par marham ke faahe lagaa raha ho.... aapki ghazal yoon lagii mujhe....

duaa hai rab se ke aap aise hi acchaa aur bhii acchaa likhtii rahen.....

khush rahen, sadaa salaamat rahen.... apna kahyaal rakhiye

Shaad......

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
7th July 2016, 10:46 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post

adaab shaad sahab...

aap ka intzaar tha hame...isliye nahi ki waah waah sunni thi balki isliye ki jis tafseel se aap ghazal par apni rai rakhte hain hame behad khushi milti hai...aur rahi tadap dard aur kashish ki baat to yahi kahoongi ki dil hee ais paya hai jise gham raas aate hain.....hausl afzai aur pyaar bhari duaon ka dil se shukriya..

aap ke sath ki aage bhi ummeed karti hun..

aap bhi apna khayaal rakhein..

shaad rahein..

madhu

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
13th July 2016, 12:21 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Adaab doston...aaj bahut dino baad aisa hua ki dil kahta gaya aur kalam likhti gayi.....isme zyada kuch bhi kiye bagair vaise hee aap sab se share kar rahi hun....

muhabbat ko zamane se chhupaye to raheNge ham
na tumse kah sake gar to kaho kaise jiyeNge ham

tumhe hamraaz mana hai to kaise raazdari ho
sahenge gham akele,chaak bhi dil k siyeNge ham

hamara dard thoda kam karo ehsaan hee kar do
huyi nafrat yahi kah do sukooN se mar sakeNge ham

tasawwur ki haNsii dunya jahaaN tumse mile the ham
supurd e khaaq usko kar ke ab khud bhi jaleNge ham..

chale jate haiN dar se aapke ab alwida kah kar
nishaan dunya se mit jaye nahi dil se miteNge ham

tumhare sath hoNge kal safar me aur bhi sathi
dikhayi de na deiN tumko dua bankar chaleNge ham

Madhu..

dear madhu...kaafi waqt baad sdc par aana hua hai...zindgi ke taane-baane meiN ulji rhi...ab aaye hu to dheere dheere sab paduNgi, teri es gazal ko padkar bahut accha lga, 3-4 baar padi maine, aik se badkar aik sher hai...bahut khoobsurat gazal bani hai...dil se daad kabool karo.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#12)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
23rd July 2016, 11:50 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
dear madhu...kaafi waqt baad sdc par aana hua hai...zindgi ke taane-baane meiN ulji rhi...ab aaye hu to dheere dheere sab paduNgi, teri es gazal ko padkar bahut accha lga, 3-4 baar padi maine, aik se badkar aik sher hai...bahut khoobsurat gazal bani hai...dil se daad kabool karo.

Thank u so much di...yakeen kariye aapko dekhkar behad khushi huyi.....kai baar ham zindgi me aise ulajhate hain ki chahkar bhi vaqt nahi nikal pate...samajhti hun main...
Phir bhi aap aati raiyega jab bhi ho sake aur duaon me yaad rakhiyega. .....

Salamat rahein....
Regards
Madhu.

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
19th August 2016, 03:14 PM

Quote:
Originally Posted by Pooja24 View Post
Wah wah wah...
Bahot khoob.
Bahot shukriya pooja ji....

Aati rahiyega

Take care....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
3rd September 2016, 08:00 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Adaab doston...aaj bahut dino baad aisa hua ki dil kahta gaya aur kalam likhti gayi.....isme zyada kuch bhi kiye bagair vaise hee aap sab se share kar rahi hun....

muhabbat ko zamane se chhupaye to raheNge ham
na tumse kah sake gar to kaho kaise jiyeNge ham

tumhe hamraaz mana hai to kaise raazdari ho
sahenge gham akele,chaak bhi dil k siyeNge ham

hamara dard thoda kam karo ehsaan hee kar do
huyi nafrat yahi kah do sukooN se mar sakeNge ham

tasawwur ki haNsii dunya jahaaN tumse mile the ham
supurd e khaaq usko kar ke ab khud bhi jaleNge ham..

chale jate haiN dar se aapke ab alwida kah kar
nishaan dunya se mit jaye nahi dil se miteNge ham

tumhare sath hoNge kal safar me aur bhi sathi
dikhayi de na deiN tumko dua bankar chaleNge ham

Madhu..

Bahut umda aur haseen ehsaason se labrej is kalam ko mere salaam......dhero mubarakbaad madhuji !!!!!

Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
5th September 2016, 04:07 PM

Quote:
Originally Posted by Pankaj Mishra View Post
Bahut umda aur haseen ehsaason se labrej is kalam ko mere salaam......dhero mubarakbaad madhuji !!!!!
Behad shukriya pankaj ji...

Aate rahein...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com