Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri Ki Paathshaala

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 7 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#81)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
20th December 2012, 09:12 PM

ajj se hum baqaidgee se peRhaa karieNgy mager us se pehly app mujhy itna bataieN ke jo app ne pehly peRhaa woh theek se yaad hai ?

ya pehly us per bhi koi baat cheet ho jaaey jo appne pehly peRH liya hai
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#82)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
20th December 2012, 09:45 PM

I think do zer, do pesh, wageraah ko chhodkar mujhe kahi'n koi dikkat pesh nahi'n aayi.

_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#83)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
20th December 2012, 10:52 PM

do zabar
do zer
do pesh

urdu mai iska istemaal bahut kam hota hai mager hota zaroor hai . is ke liey zyada preshan hony ki zaroorat nahi hai waqt ke saath smajh aa jaaey ga

tanween hamesha lafZ ke aakhir mai istemaal hoti hai . or jahaN 2 zabar ho ga wahaN awaz "AN" ki aati hai like "UN-Educated" yeh UN urdu maiN "AN" likha jaata hai ab iski kuch miCaalieN pesh e Khidmat haiN

foran فوراً
amooman عموماً
Ghalban غالباً

abhi is waqt mere zehn maiN do zer or do pesh ki miCaalieN nahi aa rahi , yaad aaty hi is per vizhat ker doNga

Taalib e E'lm
Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#84)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
20th December 2012, 11:15 PM

Behad khushi hui aaj aapko is thread pe dekhkar..
Aur. Aapki is koshish ki jitni tareef ki jaae kamm hai..

Do zer aur Do pesh ki misaalen gar bura na maneN to. Batana chahunga..
Amrin...

Jo ki ek naam hai magar do zer ka example hai..

Do pesh ke sabse acche misaalen hain..
Kun. Faya kun..

Kuch aur yaad aaya. To bataunga..

Thankss

Shaad...

Last edited by sameer'shaad'; 20th December 2012 at 11:17 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#85)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
20th December 2012, 11:36 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Behad khushi hui aaj aapko is thread pe dekhkar..
Aur. Aapki is koshish ki jitni tareef ki jaae kamm hai..

Do zer aur Do pesh ki misaalen gar bura na maneN to. Batana chahunga..
Amrin...

Jo ki ek naam hai magar do zer ka example hai..

Do pesh ke sabse acche misaalen hain..
Kun. Faya kun..

Kuch aur yaad aaya. To bataunga..

Thankss
appki di huwi pehli miCal se to maiN bilkul bhi waqif nahi hoN , mager do pesh waali miCaal per mera aik sawal hai kun faya kun arabic ka hi alfaaz haiN na

ager aisa hai to kiya urdu maiN inko aisy nahi likhty ? كُنْ فَيَكُونُ

yeh to aisy huwa kaf pesh non "kun" fa zabar ya zabar kaf pesh wao sakin non per jazm "Fayakoon" or ager aisa hai to phir yeh do pesh ki miCaal kaisy huwi ?

barahy karam ager iski Vizahat ker daiN to appki karam nawazi ho gi or hamary e'lm mai izaafa ho ga

Taalib e Elm
Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#86)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
20th December 2012, 11:52 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post

Adaab bhaiyo.. beech mayn tapaknay kay liyay maazrat... simple example haye do paysh ka..
Sabrun Jameelum

Ayk aur haye
Salaamun

Do Zabar ka example inshaAllah Jald he koshish karayangay

Duagoh
Ahmad
   
Reply With Quote
Old
  (#87)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
21st December 2012, 12:02 AM

Bahut bahut shukriya Shaad bhai, mujeeb sahab aur Ahmad bhai. Aage bhi is thread ko banaye rakhe'n

_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#88)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
21st December 2012, 01:55 PM

Quote:
Originally Posted by Ahmad Hyderabadi View Post
Adaab bhaiyo.. beech mayn tapaknay kay liyay maazrat... simple example haye do paysh ka..
Sabrun Jameelum

Ayk aur haye
Salaamun

Do Zabar ka example inshaAllah Jald he koshish karayangay

Duagoh
Ahmad
aadaab o tasleemaat !
khudawand e ta'alaa apko salamat rakhieN , do pesh ki miCaloN ke liye beHad mamnoon hoN lakin ager yeh miCaalieN urdu mai mil jaaieN to kiya baat ho gi .

tanween ki beHtreen bahut saari miCaalieN hamieN arabic mai mil jaati haiN , jo ke urdu main bahut kam istemaal hoti haiN
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#89)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
22nd December 2012, 05:54 AM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
aadaab o tasleemaat !
khudawand e ta'alaa apko salamat rakhieN , do pesh ki miCaloN ke liye beHad mamnoon hoN lakin ager yeh miCaalieN urdu mai mil jaaieN to kiya baat ho gi .

tanween ki beHtreen bahut saari miCaalieN hamieN arabic mai mil jaati haiN , jo ke urdu main bahut kam istemaal hoti haiN
Pata nahi'n mera comment kyu'n add nahi'n ho pa raha tha thread par. Sir ji ye to bataiye pehle ki ye tanween kya hai?

_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#90)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
22nd December 2012, 01:37 PM

Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!! View Post
Pata nahi'n mera comment kyu'n add nahi'n ho pa raha tha thread par. Sir ji ye to bataiye pehle ki ye tanween kya hai?
Aadaab !

tanween ke lafzi ma'aani haiN "poora kerna " , "mukamal kerna " .
tansween "do zabar" "do zer" or "do pesh" ko kehty haiN , tanween or noon sakin dono aik jaisy hi haiN .in maiN farq itna hai keh tanween lafz ke aakhir mai aati hai jabkeh non saakin lafz ke dermiyaN bhi aa sakta hai or aakhir maiN bhi .

aik miCaal pesh kerta hoN . lafz hai "مثلاً" lafz ki adaigi mai hamieN "noon" ki awaz bhi sunai daiti hai jabke likhny maiN "noon" nahi hota . isi tereH "waQtan " "وقتاً " "fawaQtan" "فوقتاً"

app ki asaani ke liye maiN tanween ki agli miCaloN ke aakhir maiN double quotation mark se zahir karonga (likhoNga) jaisy ke

waQta"
fawaQta"
maCla"
murawata"

and etc
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#91)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
22nd December 2012, 01:46 PM

Aadaab Mujeeb saahab... kya khoob kaam sambhala hai aapne masha Allah...

Baad iske jis cheez ne mujhe behad mutassir kiya hai wo aapka sher hai...

kuch kahoN to sharm saar hoN
chup rahoN to guneh gaar hoN

Allah sabko hidaayat de... khush raheN...

Shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#92)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
22nd December 2012, 03:13 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Aadaab Mujeeb saahab... kya khoob kaam sambhala hai aapne masha Allah...

Baad iske jis cheez ne mujhe behad mutassir kiya hai wo aapka sher hai...

kuch kahoN to sharm saar hoN
chup rahoN to guneh gaar hoN

Allah sabko hidaayat de... khush raheN...

Shaad...

beHad shukriyah !

appko passand aaya mujhy jaan ker beHad khushi ho rahi hai

aameen
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#93)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
8th January 2013, 09:27 PM

harf aik alphabet ko kehty haiN or harf ki jama' ( plural ) "Haroof " hoti hai

aik se zyada Harf mil ker lafz(Word) banaty haiN or lafz ki jama' alfaz hoti hai

is class mai hum aik harf ko dosry harf ya Haroof ke saath joRna seekhieNge .

haroof ka ta'aruf (introduction) appko already moHteram or mukarami janaab masood saHb kara chuky haiN . mager mai phir bhi saath saath batata chaloNga

Attachment 2969
Alif mad aa آ mager hum issey sirf "Aa" peRhieN gy

Attachment 2970
Meem

Attachment 2971
Alif mad Aa + Meem = Aam (mango) آم
meem + Alif = Maa ما
meem + Alif Meem + Alif = maa maa ما ما
meem + Alif + Meem = maam مام

tasaaveer mai mazeed Wizhat se likha huwa hai ager kuch bhi sawal hai is mutaliq to bila Jhijhak mujhse pooch sakty haiN

Last edited by Mujeeb; 28th October 2014 at 01:34 PM..
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#94)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
9th January 2013, 05:09 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Aadaab !

tanween ke lafzi ma'aani haiN "poora kerna " , "mukamal kerna " .
tansween "do zabar" "do zer" or "do pesh" ko kehty haiN , tanween or noon sakin dono aik jaisy hi haiN .in maiN farq itna hai keh tanween lafz ke aakhir mai aati hai jabkeh non saakin lafz ke dermiyaN bhi aa sakta hai or aakhir maiN bhi .

aik miCaal pesh kerta hoN . lafz hai "مثلاً" lafz ki adaigi mai hamieN "noon" ki awaz bhi sunai daiti hai jabke likhny maiN "noon" nahi hota . isi tereH "waQtan " "وقتاً " "fawaQtan" "فوقتاً"

app ki asaani ke liye maiN tanween ki agli miCaloN ke aakhir maiN double quotation mark se zahir karonga (likhoNga) jaisy ke

waQta"
fawaQta"
maCla"
murawata"

and etc
Mujeeb Sahab Aap Ne Jo TANWEEN Ki Misaalen Di, WO Achi Lagin AUr KHushi Hui Ke Aap Is Urdu Sikhanay Me Madad De Rahay Hain...
Mere Paas Bhi TANWEEN Ki Kuch Misaalen Hain, Jinhen Ashaar ME Istemaal Kia Gaya Hai.... Pesh Karta Hun,....

Saath Wo Umr Bhar Mera Deti
Gar Wo Hoti Haqiqatann Meri

KHawab Toota Jo Wasl-e-Janan Ka
Ro Parri Aankh Daffa'tann Meri

Aaj Tanha Hun Main Agar Yaaro
Ye Hee Qismat Hai Ghaalibann Meri

Jab Talak Hai Usay Gharaz Mujh Se
Wo BHi Maanay Ka Maslehtann Meri

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#95)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
10th July 2014, 06:58 PM

lagta hai kisi tarah se MASOOD AUR MUJEEB sahab ko kaise bhi bahla -phuslakar ,pataakar,ghumaakar dhamki dilwakar, patak uthakar ,ladkhadakar hi sahi magar yaha lana hi hoga.
jo unko lekar ayega yaha unko meri taraf se reps , for providing yeoman service to our site
   
Reply With Quote
Old
  (#96)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
10th July 2014, 07:06 PM

Meri taraf se bhi special reps!...

Mujeeb sahab ..Masood sahab. ..pls come back on shayri.com. ..

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#97)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
10th July 2014, 09:27 PM

Meri jaanib se bhi special reps! +++++...
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#98)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
14th July 2014, 03:27 PM

Adaab !

app sab ne yaad fermaaya ? lijiye ab hum Hazir haiN , Hukm kijiye
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#99)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
14th July 2014, 03:46 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Adaab !

app sab ne yaad fermaaya ? lijiye ab hum Hazir haiN , Hukm kijiye
aap dil se gaye hi kab the janaab.
hum kabhi mile nahi magar na jaane kyu , aapki sabse zyada aati hai ,jinse mila hu unki bhi itni nahi aati

welome mujeeb sahab...ab is mahfil ko 4 chand lagte der nahi lagegi.
sukhan me jo hamare beech danga hoga vo baat alag

aaaj to wakai din hai .
fb par bhi lin bhej dijiye mujeebji.
   
Reply With Quote
Old
  (#100)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
14th July 2014, 04:31 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
aap dil se gaye hi kab the janaab.
hum kabhi mile nahi magar na jaane kyu , aapki sabse zyada aati hai ,jinse mila hu unki bhi itni nahi aati

welome mujeeb sahab...ab is mahfil ko 4 chand lagte der nahi lagegi.
sukhan me jo hamare beech danga hoga vo baat alag

aaaj to wakai din hai .
fb par bhi lin bhej dijiye mujeebji.
moHteram or mukarami janaab !

izzat afzaai keh liye teh dil se maskhoor hoN , app jaisy aHbaab ki muhabbat hi hamieN wapis lay aati hai werna maamool e zindagee hai khud ke liye bhee aik pal ki fursat nahi miltee

jee koshish kerty haiN keh meHfil ko phir se aik bar sajaaya jaaey or zyada koshish to yehi rahy gi ki mustaqil mizaajee se jaari rahy yeh meHfil .

Last edited by Mujeeb; 14th July 2014 at 04:37 PM..
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#101)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
14th July 2014, 05:58 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Adaab !

app sab ne yaad fermaaya ? lijiye ab hum Hazir haiN , Hukm kijiye
AsSalaamAlaikm Mujeeb Saahab,
KhushAamDeed!! KhushAamdeed bhaee!! Aapki aamad nay waqai din mayn chaar chaand laga diyay!! Bayhad khushee mahsoos huee aapki aamad par!! Welcome bhaee once again to your own home!!

Duagoh

Ahmad
   
Reply With Quote
Old
  (#102)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
15th July 2014, 02:36 AM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Adaab !

app sab ne yaad fermaaya ? lijiye ab hum Hazir haiN , Hukm kijiye
Welcome back to sdc Mujeeb sahab. .........

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com