Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Hijr Ki Pehli Shaam Ke Saaye Door ufaQ Tak Chaaye thay..!! by Qateel Shifai
Old
  (#1)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Hijr Ki Pehli Shaam Ke Saaye Door ufaQ Tak Chaaye thay..!! by Qateel Shifai - 19th August 2014, 06:16 PM

hijr ki pehli shaam ke saaye door ufaQ tak chaaye the
hum jab us ke shehar se nikley sab rastay saath laaye the

janay woH kya soch raha tha apne dil meiN saari raat
pyar ki baateN karte karte us ke naiN bhar aaye the

mere andar chali thi andhi theek ussi din patjhar ki
jis din apne juuday meiN us ne kuch phool sajaaye the

us ne kitne pyar se apna kufr diya nazraane meiN
hum apne iman ka sauda jis se karne aaye the

kese jaati mere badan se beete lamhoN ki khushbo
khwaboon ki us basti meiN kuch phool mere hum-saaye the

kesa pyara manzar tha jab dekh ke apne sathi ko
paid pe baithi ik chiriya ne apne par phelaaye the

rukhsat ke din bheegi aankhoN us ka woH kehna haaye "Qateel"
tum ko laut hi jana tha toH iss nagri meiN kyun aaye the


-Qateel Shifai


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
19th August 2014, 10:02 PM

Waaaah hassan ji...very nice sharing...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 20th August 2014, 06:31 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Waaaah hassan ji...very nice sharing...
bohat bohat sukriyaaH Madhu jii!

Saath dete rahiye ga,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com