Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 7 votes, 5.00 average. Display Modes
Gulshan ki faqat phoolon se nahin kaaton se bhi zeenat hoti hai,(Saba Afghani)
Old
  (#1)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 36
Thumbs up Gulshan ki faqat phoolon se nahin kaaton se bhi zeenat hoti hai,(Saba Afghani) - 28th August 2007, 06:45 PM

Gulshan ki faqat phoolon se nahin
kaaton se bhi zeenat hoti hai,

jeene ke liye is duniya mein
gham ki bhi zaroorat hoti hai.

Ae waaiz-e-naadan karta hai
tu ek qayamat ka charcha,

yahan roz nigahen milti hain
yahan roz qayamat hoti hai.

Wo pursish-e-gham ko ayae hain
kuch keh na sakoon chup reh na sakoon,

khaamosh rahoon to mushkil hai
keh doon to shikaayat hoti hai.

Karna hi padega jabt-e-alam
peene hi padenge ye aansoo,

fariyaad-o-fugaan se aey naadaan
tauheen-e-mohabbat hoti hai.

Jo aake ruke daaman pe ‘Saba’
wo ashq nahin hai paani hai,

jo ashq na chhalke aankhon se
us ashq ki keemat hoti hai.


jabt=suffer,bear Lyrics : Saba Afghani
alam=pain
fugaan=lamentation
purshish=inquiry
zeenat= beauty
waaiz= preacher


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Hi
Old
  (#2)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Hi - 28th August 2007, 10:42 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
Gulshan ki faqat phoolon se nahin
kaaton se bhi zeenat hoti hai,

jeene ke liye is duniya mein
gham ki bhi zaroorat hoti hai.

Ae waaiz-e-naadan karta hai
tu ek qayamat ka charcha,

yahan roz nigahen milti hain
yahan roz qayamat hoti hai.

Wo pursish-e-gham ko ayae hain
kuch keh na sakoon chup reh na sakoon,

khaamosh rahoon to mushkil hai
keh doon to shikaayat hoti hai.

Karna hi padega jabt-e-alam
peene hi padenge ye aansoo,

fariyaad-o-fugaan se aey naadaan
tauheen-e-mohabbat hoti hai.

Jo aake ruke daaman pe ‘Saba’
wo ashq nahin hai paani hai,

jo ashq na chhalke aankhon se
us ashq ki keemat hoti hai.


jabt=suffer,bear Lyrics : Saba Afghani
alam=pain
fugaan=lamentation
purshish=inquiry
zeenat= beauty
waaiz= preacher
THESE GHAZAL IS SUNG BY JAGJEET SINGH, VERY BEAUTIFUL GHAZAL SEEMS TO LISTEN TO.

AAP KA SHUKRIYAA KASHIF JI ISE SHARE KARNE KE LIYE
REGARDS
MANU
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
11th June 2010, 10:33 AM

Thanx for Sharing kashif jee!

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
*Koyi Ye Keh Dein Gulshan Gulshan** Shimul Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 4th August 2006 09:11 PM
~*~Phool Mehke hain Gulshan Gulshan @};- ~*~ farhana Shayri-e-Dard 6 24th January 2006 08:05 PM
Gulshan ki faqat phooloN se nahiN-Saba Afghani farhana Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 28th November 2005 10:57 PM
mulaqaat nahin hoti nishtha Shayri-e-Ishq 3 2nd September 2003 04:18 PM
Gulshan ki zeenat saqi2000 Shayri-e-Ishq 0 14th March 2003 08:23 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com