Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 7 votes, 5.00 average. Display Modes
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...
Old
  (#1)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Thumbs up Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad... - 18th August 2007, 07:27 PM

Ek Guzarish hai...Ise apne Dil se pade Umeed hai aap woh ehsas ko mehsoos karenge jinhe maine isme utaarne ki koshish ki hai.... Aapki raaye ka muntazir...

Abrar...
----------------------------------------------------------
Kuch shikayatein baaki hai dil mein,
Dil tootne ke is haadsat ke baad,
Khabar teri yun aati rehti hai har dum,
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...

Charcha hota rehta hai deewano ka yahan,
Har jaan ek jist jaise nazar aati hai,
Baithe baithe koi surat yaad aati hai mujhe,

Khamoshi mein aahat gunjti hai kanon mein,
Jaise bula rahi ho dekar mujhe awaz,
Achanak log kyun daudne lagte hai,

Naaz hai kyun mujhe apni mohabbat par itna,
Ke yeh dil tujhe chahne ki zid par hai,
Khwaab har pal toote nazar aate hai,

Rabta ishq se rakha maanga khuda se mehboob,
Khatm kiye ranj saare ki dosti dushmano se bhi,
Haalat jazbaat ban kar beh jate hai dekhkar tujhe,

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
18th August 2007, 07:55 PM

Naaz hai kyun mujhe apni mohabbat par itna,
Ke yeh dil tujhe chahne ki zid par hai,
Khwaab har pal toote nazar aate hai,
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...

Bahut hi acche ehsaas haina abrarji.....apne dil se likha hain to pasand to aane hi the........

mausam

Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
kishor
Darde Dil Ke Tukde
kishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the rough
 
kishor's Avatar
 
Offline
Posts: 1,035
Join Date: Mar 2003
Location: NEW PANVEL,NAVI MUMBAI,MAHARASHTRA,INDIA
Rep Power: 25
18th August 2007, 10:37 PM

wah khoob likha likhtey rahiyega,,,,,

******************************
Dil Itna Naazuk Hota Hai Ke,
Isski Tootne Ki Awaaz Bilkul Nahi Aathi,

******************************
MEIN TUJHKO BHOOL JAUN YE KISSS KITAAB MEIN LIKHA HAI.
------------------------------------------------
socha tha woh hame tut kar chahenge
par chaha bhi hami ne aur tute bhi hum

KISHOR R KARKERA
NEW PANVEL
NAVI MUMBAi,410206
PH:-09322764070
  Send a message via Yahoo to kishor  
Reply With Quote
Shukriyah!!!
Old
  (#4)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Shukriyah!!! - 23rd August 2007, 06:51 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
Naaz hai kyun mujhe apni mohabbat par itna,
Ke yeh dil tujhe chahne ki zid par hai,
Khwaab har pal toote nazar aate hai,
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...

Bahut hi acche ehsaas haina abrarji.....apne dil se likha hain to pasand to aane hi the........

mausam
Bohot bohot shukriyah mausam Ji.... Accha laga aapko yahan dekh kar...

Yunhi saath dete rahe....

Ijazat...

Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
29th August 2007, 11:29 PM

Bohot bohot shukriyah kishor sahab...

Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
1st September 2007, 11:22 AM

Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad..

very nice, keep writting!

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
nice
Old
  (#7)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
nice - 1st September 2007, 02:18 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Ek Guzarish hai...Ise apne Dil se pade Umeed hai aap woh ehsas ko mehsoos karenge jinhe maine isme utaarne ki koshish ki hai.... Aapki raaye ka muntazir...

Abrar...
----------------------------------------------------------
Kuch shikayatein baaki hai dil mein,
Dil tootne ke is haadsat ke baad,
Khabar teri yun aati rehti hai har dum,
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...

Charcha hota rehta hai deewano ka yahan,
Har jaan ek jist jaise nazar aati hai,
Baithe baithe koi surat yaad aati hai mujhe,
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...

Khamoshi mein aahat gunjti hai kanon mein,
Jaise bula rahi ho dekar mujhe awaz,
Achanak log kyun daudne lagte hai,
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...

Naaz hai kyun mujhe apni mohabbat par itna,
Ke yeh dil tujhe chahne ki zid par hai,
Khwaab har pal toote nazar aate hai,
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...

Rabta ishq se rakha maanga khuda se mehboob,
Khatm kiye ranj saare ki dosti dushmano se bhi,
Haalat jazbaat ban kar beh jate hai dekhkar tujhe,
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...
abraar bhai ko raj ka adaab......bhai kyaa baat hai bhut khub mazza aa gyaa....har ek lafaz purkashish lagga mujhe to.......mri daad hazir hai kabool kare.....yun hi likhe rahiyega......raj......

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#8)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
3rd September 2007, 06:38 AM

salaam abrar ji,

bahut acha likha hai aapne, har baar ki tarah. yeh ehsaas bahut ache lage humein. yuhin likte rahein, aur khush rahein.

aapka dost

manish

Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...

Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
14th October 2007, 09:49 AM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad..

very nice, keep writting!

Mayank
Aadab Mayank sahab...

Aakhir kaar Ap hamari kisi post par nazar to aaye... Dil aapko yahan dekh kar garden garden ho gaya... Bohot bohot shukriyah Janab haazri dene ke liye... Aur tareef ke liye is chhote se kalaam ko... yunhi saath dete rahiyega aage bhi.. Inshallah Zindagi rahi to fir mulakaat hogi...

Duaon ke saath Ijazat...

Abrar....

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
15th October 2007, 11:42 AM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Ek Guzarish hai...Ise apne Dil se pade Umeed hai aap woh ehsas ko mehsoos karenge jinhe maine isme utaarne ki koshish ki hai.... Aapki raaye ka muntazir...

Abrar...
----------------------------------------------------------
Kuch shikayatein baaki hai dil mein,
Dil tootne ke is haadsat ke baad,
Khabar teri yun aati rehti hai har dum,
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...

Charcha hota rehta hai deewano ka yahan,
Har jaan ek jist jaise nazar aati hai,
Baithe baithe koi surat yaad aati hai mujhe,
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...

Khamoshi mein aahat gunjti hai kanon mein,
Jaise bula rahi ho dekar mujhe awaz,
Achanak log kyun daudne lagte hai,
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...

Naaz hai kyun mujhe apni mohabbat par itna,
Ke yeh dil tujhe chahne ki zid par hai,
Khwaab har pal toote nazar aate hai,
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...

Rabta ishq se rakha maanga khuda se mehboob,
Khatm kiye ranj saare ki dosti dushmano se bhi,
Haalat jazbaat ban kar beh jate hai dekhkar tujhe,
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...
abraar ji namaskaar.........aapko padna har baar accha laga hai aur es baar bhi, aapki poetry mein ek alag hi kashish hai.......yu hi likhtey rahiye, ahsaas dil se nikley ho to khoobsurat hi hotey hi haiN.

god bless u

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#11)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
22nd October 2007, 01:27 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
abraar bhai ko raj ka adaab......bhai kyaa baat hai bhut khub mazza aa gyaa....har ek lafaz purkashish lagga mujhe to.......mri daad hazir hai kabool kare.....yun hi likhe rahiyega......raj......
Bohot bohot shukriyah Raj bhai,

yunhi saath dete rahe... Aapki daad sar ankhon par...

Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
22nd October 2007, 01:29 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
salaam abrar ji,

bahut acha likha hai aapne, har baar ki tarah. yeh ehsaas bahut ache lage humein. yuhin likte rahein, aur khush rahein.

aapka dost

manish
Bohot bohot shukriyah Manish bhai,

Ap logo ka pyaar ke main abhi tak yahan hun warna kab ka chala gaya hota.... Bohot bohot shukriyah is nacheez ko itni izzat baksh ne ke liye....

Duaon ke saath

Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
22nd October 2007, 01:30 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
abraar ji namaskaar.........aapko padna har baar accha laga hai aur es baar bhi, aapki poetry mein ek alag hi kashish hai.......yu hi likhtey rahiye, ahsaas dil se nikley ho to khoobsurat hi hotey hi haiN.

god bless u

Bohot bohot shukriyah Sunita Ji...

Yunhi aate rahe.... hume ab aapka intezaar rahega...

Duaon ke saath Ijazat...

Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Tere aane ke baad... Praneeta Shayri-e-Dard 2 17th December 2008 03:36 AM
Tere aane ke baad... faddal Shayri-e-Ishq 0 22nd November 2007 05:57 PM
Tere aane ka gum hai tere jaane se jyada..! karan q Anjuman-e-Shayri 10 18th April 2005 07:03 AM
Ek tere aane se pehle tumhara_gaurav Humourous Shayri 1 23rd August 2004 11:08 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com