Apna Mujhe Bana Kar To Jata -
29th November 2011, 08:16 AM
Chahti b ho,apni chahat ka ikrar bhi karti ho
Usey nafrat ka naam de kar,bhulane ki kosis karti
Nafrat hote hue bhi uss se payar tum karti ho
Yeh kaisa payar hai jo dukh jata deta hai marham kam
Mujh se woh itni door ja chuka hai,uska aana bhi mushkil sa lagta hai
Fir bhi na jane kyu dil kehta hai woh ayega,kya dil bhi mujhe jhooti tasali de raha hai
Yatan bahut kiye kisi tarah mulaqat ho,par har yatan naqamyab hue
Jane kyu woh mujh se u door reh kar khush,apna bana kar begana kar gaya
'ANIL' main kabhi kabhi apnd dil se puchti ho,kya kabhi usey mujh se mohabbat thi
Ya uski mohabbat sab dikhawa thi,ya uski aise koi majburi thi mujh se dur hone ki
Woh jate jate kuch to ishara kar k jata to sahi,bata kar to jata
Main uske raaste se hat jati,agar mujhe apna bana kar to jata mujhe
Anil Arora
Naulekahe par tere khoon ki boond hai,
Motiyo ki jagah par jada kaun hai,
Jiski khatir daga chandini se kare,
Puch suraj ki woh dilruba kaun hai?
|