Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kuchh zajbaanto ko byaan karne ke liye ...
Old
  (#1)
arjun2013
Registered User
arjun2013 is on a distinguished road
 
arjun2013's Avatar
 
Offline
Posts: 22
Join Date: Jun 2013
Location: new delhi
Rep Power: 0
kuchh zajbaanto ko byaan karne ke liye ... - 9th June 2013, 02:11 PM

Kuchh zajbaanto ko byaan karne ke liye alfaazon ki jarurat to nahi,
sun sako to suno haal-e-dil tum mera,kah rahi meri dhadkan tumse yahiii..
tumhe meri zindagi tum meri bandagi, teri mohbbat me rooh sajda sirf tera kar rahi..

kuchh zajbaanto ko byaan karne ke liye...

kuchh gamon ko byaan karne ke liye ashqon ki jarurat to nahi,
mehsoos kar sako to karo dard-e-dil tum mera,kah raha hai ye tumse yahiii..
tumhe meri aarzoo,tum meri zust zu, teri aankho me bas meri zindagi pal rahii..

kuchh zajbaanto ko byaan karne ke liye..

kuchh manjilon ko byaan karne ke liye raaston ki jarurat to nahi,
chal sako to chalo tum sath mere,tumhe chahkar hai ashiqi mukkmal meri..
tumhe meri dua,tum mera ho khuda tumhe pakar hai dunia meri..

kuchh zajbaanto ko byaan karne ke liye..

kuchh khushiyon ko byaan karne ke liye muskurane ki jarurat to nahi,
has sako to hanso tum sath mere, teri khushiyon me hai raahat meri..
tumhe meri khwaishen tum meri hasraten teri bahon me hai zannat meri..

kuchh zajbaanto ko byaan karne ke liye..


ARJUN ("ARMAAN")

Humen to unse mohbbat hai mout se bhi pyar hai,Unper pura yaqeen or mout per pura etbaar hai,
Dekhtey hain pahle koun aata hai,"Armaan" ko dono ka intezaar hai(nm)
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
9th June 2013, 04:37 PM

Arjun bhai
sabse pehle main apka yahan swagat karta hun.
apki nazam bahut pasant ayee.Apne jazbaton se le
kar khushion aur gamon ka jo bayaan kiya ,wo kabile
tareef hai.

Good bigining , keep it up.
sanjay sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
13th June 2013, 05:33 PM

Quote:
Originally Posted by arjun2013 View Post
Kuchh zajbaanto ko byaan karne ke liye alfaazon ki jarurat to nahi,
sun sako to suno haal-e-dil tum mera,kah rahi meri dhadkan tumse yahiii..
tumhe meri zindagi tum meri bandagi, teri mohbbat me rooh sajda sirf tera kar rahi..

kuchh zajbaanto ko byaan karne ke liye...

kuchh gamon ko byaan karne ke liye ashqon ki jarurat to nahi,
mehsoos kar sako to karo dard-e-dil tum mera,kah raha hai ye tumse yahiii..
tumhe meri aarzoo,tum meri zust zu, teri aankho me bas meri zindagi pal rahii..

kuchh zajbaanto ko byaan karne ke liye..

kuchh manjilon ko byaan karne ke liye raaston ki jarurat to nahi,
chal sako to chalo tum sath mere,tumhe chahkar hai ashiqi mukkmal meri..
tumhe meri dua,tum mera ho khuda tumhe pakar hai dunia meri..

kuchh zajbaanto ko byaan karne ke liye..

kuchh khushiyon ko byaan karne ke liye muskurane ki jarurat to nahi,
has sako to hanso tum sath mere, teri khushiyon me hai raahat meri..
tumhe meri khwaishen tum meri hasraten teri bahon me hai zannat meri..

kuchh zajbaanto ko byaan karne ke liye..

Arjun ji aapka SDC par suwagat hai, bahut acche ahsaasoN se aapne shuruyaat ki hai....keep it up.

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#4)
arjun2013
Registered User
arjun2013 is on a distinguished road
 
arjun2013's Avatar
 
Offline
Posts: 22
Join Date: Jun 2013
Location: new delhi
Rep Power: 0
15th June 2013, 05:10 PM

Thanks aap logon ko pasand aai bahut achcha laga jaankar


ARJUN ("ARMAAN")

Humen to unse mohbbat hai mout se bhi pyar hai,Unper pura yaqeen or mout per pura etbaar hai,
Dekhtey hain pahle koun aata hai,"Armaan" ko dono ka intezaar hai(nm)
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
17th June 2013, 09:18 AM

bahot acche lage aapke ehsaas Arjun jii............. hamaari daad qubool kareN.

Shukriyaa


Shaad...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com