salam rahul sahab -
9th November 2002, 12:14 AM
bahut umda laga apka sher lekin ek baat samjh na sake janab kudha bhi ap paar naaz karta hai aur ap usko mante bhi nahi chalien koi nahi waise bahut pyara likha hai mashallah se kudha hafiz..........
hum ko unse thi wafa ki umeed
jo kudh nahi jante wafa kia hai...........apke liye rahul sahab......
Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....
______________________
Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
|