Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Yaar ki batein.......( Ghayel )
Old
  (#1)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
Yaar ki batein.......( Ghayel ) - 17th February 2010, 12:24 PM

Zainy jee ki guzarish par is kalam ko yaha bhi post kar raha hu.......kindly follow the link also to take part in the competition.

http://www.shayri.com/forums/showthr...152#post384152


Kaise kare bayaa.N hum, yaar ki batein
Hai mehboob se mansoob, beshumar si batein





Kabhi zakhm hai koi, kabhi marham hai woh mera
Kabhi dard ki, to hai kabhi qarar ki batein





Kabhi khoobiyaa.N ginaye, kabhi badnamiyaa.N woh meri
Kabhi karam kare humpar, kabhi takraar ki batein





Sar ko jhukaye hum, tasleem karte hai
Kuch is kadar hai meethi, sarkaar ki batein





Unke nashe me hardam, hosh hi na aaya
Hum jante nahi hai, khumaar* ki batein





Na Ghayel ko sikhao, sabak aashiqui ka koi
Nibhayee hai zamane me, usi ne pyaar ki batein





-Sajid Ghayel-




* Khumaar = Utarta Nasha


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654

Last edited by sajid_ghayel; 17th February 2010 at 12:32 PM..
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
23rd March 2010, 12:26 AM

Woh alfaz hi kaha, Ghayel ki shayri me

Bayaa.N kar sake jo tere, rukhsaar ki batein...

SG


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#3)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
23rd March 2010, 01:35 PM

Sajid Bhai aadaab.......!

Aapki har kalam hume pasand aati hai....... Kyunki aapka andaaz behad khoob hai... yeh kalam bhi bahut umdaa rahi... Dil se daad kabool kjiye..

Kabhi mere bhi ishq ke liye aise ahsaas hua karte the per aaj mere ahsaas aise ho gaye hai... Jo yeh sher mein bayan kar raha hun jo sher bhi aapka hi hai...


Ishq mohobbat pyaar ki baateN
Sab lagti hai ab bekaar ki baateN


Yeh to waqt waqt ki baat hai, insaan ki taqdeer nahi badalti per waqt badalta hai...

Keep it up.......
Khuda Hafez......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
24th March 2010, 12:52 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Sajid Bhai aadaab.......!

Aapki har kalam hume pasand aati hai....... Kyunki aapka andaaz behad khoob hai... yeh kalam bhi bahut umdaa rahi... Dil se daad kabool kjiye..

Kabhi mere bhi ishq ke liye aise ahsaas hua karte the per aaj mere ahsaas aise ho gaye hai... Jo yeh sher mein bayan kar raha hun jo sher bhi aapka hi hai...

Ishq mohobbat pyaar ki baateN
Sab lagti hai ab bekaar ki baateN

Yeh to waqt waqt ki baat hai, insaan ki taqdeer nahi badalti per waqt badalta hai...

Keep it up.......
Khuda Hafez......
Mere bhai mere dost aapki bato ne gamzada kar diya............main koi itna zaheen ya badi soch wala insaa.N to nahi par ek sher jo aapka reply padhkar zehan me aaya pesh kar raha hu.....

Yeh zaruri nahi, kamyaab Ishq ho
Ha yeh zaruri hai magar, Ishq ho

SG

Ishq ko uske anjaam se mat tolo dost, ishq to har haal me khoobsurat hai, haseen hai, dilkash hai.........

Aapne mere jaise mamuli aur khaak shayer ke sher ko apni misaal ka zariya banaya yeh dekhkar apni zaat par fakhr karne ko dil karta hai halaki main janta hu ke main is kabil nahi.

Allah aapke seene ko phir se Ishq ke jazbaat se aabad karde aur aapki duniya mohabbato se bhar jaye....AAMEEN


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654

Last edited by sajid_ghayel; 24th March 2010 at 12:57 AM..
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
29th March 2010, 07:46 PM

Mashallah!!...bohat khoobsurat hai aapke yaar ki bateiN,gul-e gulzaar ki bateiN, bepanaah pyar ki bateiN...yeh sher hameiN behad pasand aaya.....


Sar ko jhukaye hum, tasleem karte hai
Kuch is kadar hai meethi, sarkaar ki batein



yuhi likhte rahiye.............apki ghazaleiN mehfil ki raunak badha deti haiN.......







Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm

Last edited by zainy; 29th March 2010 at 07:55 PM..
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
30th March 2010, 07:36 PM

Sar ko jhukaye hum, tasleem karte hai
Kuch is kadar hai meethi, sarkaar ki batein



Unke nashe me hardam, hosh hi na aaya
Hum jante nahi hai, khumaar* ki batein


Nice One ........Sajid Bhai........Bahut umdaa soch aur competition rahi aapki....yunhi likhte rahen.....

tahe dil se daad hazir hai......qubuul farmaayen....

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#7)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 21
31st March 2010, 08:11 PM

kya baat hai..............bahut khoob bhai............saare sher bahut achche hain ye kuch khas raha.......

Sar ko jhukaye hum, tasleem karte hai
Kuch is kadar hai meethi, sarkaar ki batein



shukriy


ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
Old
  (#8)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
6th April 2010, 12:09 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Mashallah!!...bohat khoobsurat hai aapke yaar ki bateiN,gul-e gulzaar ki bateiN, bepanaah pyar ki bateiN...yeh sher hameiN behad pasand aaya.....



Sar ko jhukaye hum, tasleem karte hai

Kuch is kadar hai meethi, sarkaar ki batein




yuhi likhte rahiye.............apki ghazaleiN mehfil ki raunak badha deti haiN.......



Aapki daad to Ghayel ke kalaam se zyda khoobsurat hai Zainy Jee..............bohat shukriyaa.N inayto ka


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Mann
Registered User
Mann is just really niceMann is just really niceMann is just really niceMann is just really nice
 
Offline
Posts: 521
Join Date: Feb 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 18
7th April 2010, 12:07 PM

Ghayal ji,

Your poetry is beautiful beyond words! Daad kubul kijiye

Mann
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
15th April 2010, 02:17 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Sar ko jhukaye hum, tasleem karte hai

Kuch is kadar hai meethi, sarkaar ki batein


Unke nashe me hardam, hosh hi na aaya
Hum jante nahi hai, khumaar* ki batein

Nice One ........Sajid Bhai........Bahut umdaa soch aur competition rahi aapki....yunhi likhte rahen.....

tahe dil se daad hazir hai......qubuul farmaayen....

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....
Nawazish Karam Naresh saheb............


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Mann
Registered User
Mann is just really niceMann is just really niceMann is just really niceMann is just really nice
 
Offline
Posts: 521
Join Date: Feb 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 18
16th June 2010, 08:00 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post


Kaise kare bayaa.N hum, yaar ki batein
Hai mehboob se mansoob, beshumar si batein





Kabhi zakhm hai koi, kabhi marham hai woh mera
Kabhi dard ki, to hai kabhi qarar ki batein





Kabhi khoobiyaa.N ginaye, kabhi badnamiyaa.N woh meri
Kabhi karam kare humpar, kabhi takraar ki batein





Sar ko jhukaye hum, tasleem karte hai
Kuch is kadar hai meethi, sarkaar ki batein





Unke nashe me hardam, hosh hi na aaya
Hum jante nahi hai, khumaar* ki batein





Na Ghayel ko sikhao, sabak aashiqui ka koi
Nibhayee hai zamane me, usi ne pyaar ki batein





-Sajid Ghayel-
Sajid ji, aaj dobara parha. Ek baar firse daad qubuul kijiye.
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
17th June 2010, 10:43 AM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
[B]
Kaise kare bayaa.N hum, yaar ki batein
Hai mehboob se mansoob, beshumar si batein

Kabhi zakhm hai koi, kabhi marham hai woh mera
Kabhi dard ki, to hai kabhi qarar ki batein

Kabhi khoobiyaa.N ginaye, kabhi badnamiyaa.N woh meri
Kabhi karam kare humpar, kabhi takraar ki batein

Sar ko jhukaye hum, tasleem karte hai
Kuch is kadar hai meethi, sarkaar ki batein

Unke nashe me hardam, hosh hi na aaya
Hum jante nahi hai, khumaar* ki batein

Na Ghayel ko sikhao, sabak aashiqui ka koi
Nibhayee hai zamane me, usi ne pyaar ki batein

-Sajid Ghayel-

* Khumaar = Utarta Nasha



sajid jii, aapke pyar ki baateN hume behad pasand aaye, dil jhoom gaya aapke iqraar ki baateN padkar, bahut mast mast likha hai aapne apni gul-e-gulzaar ke liye.........

kush rahiye
god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#13)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 21st June 2010, 11:51 AM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Zainy jee ki guzarish par is kalam ko yaha bhi post kar raha hu.......kindly follow the link also to take part in the competition.

http://www.shayri.com/forums/showthr...152#post384152


Kaise kare bayaa.N hum, yaar ki batein
Hai mehboob se mansoob, beshumar si batein





Kabhi zakhm hai koi, kabhi marham hai woh mera
Kabhi dard ki, to hai kabhi qarar ki batein





Kabhi khoobiyaa.N ginaye, kabhi badnamiyaa.N woh meri
Kabhi karam kare humpar, kabhi takraar ki batein





Sar ko jhukaye hum, tasleem karte hai
Kuch is kadar hai meethi, sarkaar ki batein





Unke nashe me hardam, hosh hi na aaya
Hum jante nahi hai, khumaar* ki batein





Na Ghayel ko sikhao, sabak aashiqui ka koi
Nibhayee hai zamane me, usi ne pyaar ki batein





-Sajid Ghayel-




* Khumaar = Utarta Nasha

sajid bhai
radhe radhe

bahut khoob daad dil se



Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com