Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga
Her pal rahon mein yadoon mein kaisa lagay ga?
Dartey ho jo tum narazgi say meri
ho jaon agar tum say khafa kaisa lagay ga?
Tum pyar mein khud ko ho mitanay pay raazi
Ban jayai agar pyar saza kaisa lagay ga
behar-e-ishq main doob k daikh kabhi
jaam-e-mohabbat pee k daikh kabhi
her taraf tera hi aks nazar ayai ga
meri aankhon mein pyar say daikh kabhi
ghuror hay tujhey apni zulfon ki cha’aon ka
meri palkon ki chaon mein baith k daikh kabhi
kaisi hoti