Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kuch is tarah se woh mehfil mein benaqab aaye
Old
  (#1)
anjaani awaaz
Registered User
anjaani awaaz is on a distinguished road
 
anjaani awaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 417
Join Date: Jan 2005
Location: Office 24x7
Rep Power: 20
Thumbs up Kuch is tarah se woh mehfil mein benaqab aaye - 11th April 2005, 01:27 AM

Doston,
Yeh Ghazal jo aaj mein aap sab ke liye aayeen hoon, ise Jigar Moradabadi Sahab ne likha hai. Yeh Ghazal jitni khoobsurat padne mein hain, us se bhi kahin zyada khoobsurat iska music composition hai. I feel like singing this again and again..

Here it goes...


Kuch is tarah se woh mehfil mein benaqab aaye
Kuch is tarah se woh mehfil mein benaqab aaye
Nikalke jaise ghataon se Mahtaab aaye...

Woh chahe saare zamane se karte hon parda
Woh chahe saare zamane se karte hon parda
Humare saamne jab aaye benaqab aaye...

Chari chari si woh aankhen, woh mast mast kadam
Chari chari si woh aankhen, woh mast mast kadam
Koi piye hue jis tarah se sharab aaye...

Main us se Arz-e-Tamanna karoon toh kaise karoon
Main us se Arz-e-Tamanna karoon toh kaise karoon
Zara si zumbhishen lab mein jinhein hijaab aaye...

Nishaat waqt ki awaaz sun raha hoon mein
Nishaat waqt ki awaaz sun raha hoon mein
Ajab nahin ki bahut jald Inqalab aaye...

-Jigar Moradabadi.


^^^Shalini^^^
... jab se kisi ne
karli hai suraj ki chori
aao
chal ke suraj dhoondhein
aur na mile toh
kiran kiran phir jama karein hum
aur ik suraj naya banyein
-NM
  Send a message via Yahoo to anjaani awaaz  
Reply With Quote
wow
Old
  (#2)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
wow - 11th April 2005, 03:47 AM

Hi Shalini,

It was a real nice ghazal...
Thanks for sharing it with us...

thanks
Rohin


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
candyboy
Registered User
candyboy will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,473
Join Date: Aug 2004
Location: Sharjah, U.A.E.
Rep Power: 21
11th April 2005, 10:30 AM

Hi Shalini,

Really a very beautiful ghazal that u just keep on humming. Thanx 4 sharing it with us here.


Luvs,

Salim

If there are no tears in the eyes, there will be no rainbow in the soul

Happiness is a butterfly, which, when pursued, is always just beyond your grasp, but which, if you sit down quietly, may alight upon you.

We come to love not by finding a perfect person but by learning to see an imperfect person perfectly
  Send a message via Yahoo to candyboy  
Reply With Quote
Old
  (#4)
ruhani
Registered User
ruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the rough
 
ruhani's Avatar
 
Offline
Posts: 1,499
Join Date: Feb 2005
Location: punjab
Rep Power: 23
11th April 2005, 01:32 PM

hi shalini,
gr8. thx for sharing this gazal with us. thx so much. keep writing buddy



mera aashiyaan tha wahan jahan toofanon ka theekana tha,
ek naadan dil tha aur ek bedard zamana tha!
na jaane kyu ussi pal mil gaya ek dard naya,
jab kisi roz mere labon ka muskurana tha!

*****************************

Kutch bayani ho ehsaason ki…..
Kutch kahani ho jasbaaton ki….
Ek paaq bazm jahan ho sirf pyar…..
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Karein ek dooje se har koi lagaav….
Koi kare shikayat koi de sujaav
Naazim kare hifaazat-e-pyar…
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Buzurgoon ki kahawaat hai…
Fal-e-intezaar meetha hai….
Kehte hain Jas- Nal- Aman….
Thoda sa, bus thoda sa intezaar….

   
Reply With Quote
Re: Kuch is tarah se woh mehfil mein benaqab aaye
Old
  (#5)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
Re: Kuch is tarah se woh mehfil mein benaqab aaye - 11th April 2005, 01:48 PM

Kuch is tarah se woh mehfil mein benaqab aaye
Kuch is tarah se woh mehfil mein benaqab aaye
Nikalke jaise ghataon se Mahtaab aaye...

WaaaaH... Nashe se bhari ghazal hai!!


Woh chahe saare zamane se karte hon parda
Woh chahe saare zamane se karte hon parda
Humare saamne jab aaye benaqab aaye...

Kya baat haiii!! kya ada hai!!


Chari chari si woh aankhen, woh mast mast kadam
Chari chari si woh aankhen, woh mast mast kadam
Koi piye hue jis tarah se sharab aaye...

Amazingg...


Main us se Arz-e-Tamanna karoon toh kaise karoon
Main us se Arz-e-Tamanna karoon toh kaise karoon
Zara si zumbhishen lab mein jinhein hijaab aaye...

Wahh Waahhh!!


Nishaat waqt ki awaaz sun raha hoon mein
Nishaat waqt ki awaaz sun raha hoon mein
Ajab nahin ki bahut jald Inqalab aaye...

Coooooooolll...!!

Shalini!!

This one is really very beautiful.. always been a fan of Jigar sahab's writings.. This one must be amongst the best i read..... Thankks for sharing it here.... Humari Daad aap hi kubool karlo ise milvaane ke liye....

Keep sharing..TC


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Hum Tere Shehar Mein Aaye The Musafir Ki Tarah zishan107 Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 19th April 2008 08:40 PM
Mehfil main aaye baithe hain abu_rz Shayri-e-Ishq 0 3rd August 2006 11:34 AM
Tu jo jindagi mein meri, jindagi ki tarah aaye dheer Shayri-e-Ishq 2 16th June 2006 12:36 AM
Khvaab kii tarah se hai yaad ke tum aaye the.... naina_cooleyes Ghazal Section 4 23rd March 2005 06:34 AM
Kis tarah phir dil ko qaraar aaye mango Shayri-e-Ishq 7 5th November 2003 01:45 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com