Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Aesa Nahin Ke Hum Ko Muhabbat Nahin Milli,
Old
  (#1)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up Aesa Nahin Ke Hum Ko Muhabbat Nahin Milli, - 20th December 2007, 11:00 AM

Dosto ek gazal pesh karraha hoon jo maine kanhin padhi aur socha ki aapse share ki jaye mujhe poet ka naam nahi maloom jis kisi ko pata ho to wo mujhe zaroor bataye

Aesa Nahi Ke Hum Ko Muhabbat Nahi Milli,
Jaisi Chahtey Thay Hum Ko Woh Ulfat Nahi Milli.

Milnay Ko Zindagi Main Kai Humsafer Milley,
Per Un Ki Tabiyat Sey Tabiyat Nahi Milli.

Chehron Main Dosron Ke Tumhin Dhoondhtey Rahey,
Surat Nahi Milli Kahin Seerat Nahi Milli.

Bohat Dair Sey Aaya Tou Meray Pass Kiya Kahoon,
Alfaaz Dhoondney Ki Bhi Mouhlat Nahi Milli.

Tujh Ko Gilla Raha Ke Tawajjoh Na Di Tujhey,
Lakin Hamen Khud Apni Mohabbat Na milli.

Her Shakhas Zindagi Main Bohat Dair Sey Milla,
Koi Bhi Cheez Waqat-e-Zaroorat Nahi Milli.

Hum Ko To Teri Aadat Achi Lagi,
Afsoos Ke Tujh Sey Meri Aadat Nahi Milli.

(Author Unknown)


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.





Last edited by Mohammad Kashif; 20th December 2007 at 11:09 AM..
  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#2)
S@NJU23
Registered User
S@NJU23 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 1
Join Date: Jan 2008
Rep Power: 0
9th January 2008, 02:16 PM

kashif bhai maine aapki gazal padi maza aagaya ase hi likhte rho
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
mayankhchordia
Guest
 
Posts: n/a
9th January 2008, 08:41 PM

nice one carry on boss
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
EkDharkan
~~Reshma ke Dil ki~~
EkDharkan will become famous soon enough
 
EkDharkan's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: May 2007
Location: Suriname
Rep Power: 17
10th January 2008, 03:22 PM

Kashif Bhai ye bahot achhi gazal hai,mujhe bahot pasand aaya,magar mujhe pata nahi ye kisne likha,jisne bhi likha bahot khoob likha


Dunya ke sitam ka koi hisaab nahi,
Lekin meri houslo ka bhi jawaab nahi...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
5th August 2010, 02:26 PM

Sgukriya Sanju ji ese hi saath dete rahiye


Quote:
Originally Posted by S@NJU23 View Post
kashif bhai maine aapki gazal padi maza aagaya ase hi likhte rho


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#6)
ABABBU
AB+
ABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 689
Join Date: May 2007
Location: khyal tere
Rep Power: 0
5th August 2010, 03:34 PM

[QUOTE=Mohammad Kashif;262649]Dosto ek gazal pesh karraha hoon jo maine kanhin padhi aur socha ki aapse share ki jaye mujhe poet ka naam nahi maloom jis kisi ko pata ho to wo mujhe zaroor bataye

Aesa Nahi Ke Hum Ko Muhabbat Nahi Milli,
Jaisi Chahtey Thay Hum Ko Woh Ulfat Nahi Milli.

Milnay Ko Zindagi Main Kai Humsafer Milley,
Per Un Ki Tabiyat Sey Tabiyat Nahi Milli.

Chehron Main Dosron Ke Tumhin Dhoondhtey Rahey,
Surat Nahi Milli Kahin Seerat Nahi Milli.

Bohat Dair Sey Aaya Tou Meray Pass Kiya Kahoon,
Alfaaz Dhoondney Ki Bhi Mouhlat Nahi Milli.

Tujh Ko Gilla Raha Ke Tawajjoh Na Di Tujhey,
Lakin Hamen Khud Apni Mohabbat Na milli.

Her Shakhas Zindagi Main Bohat Dair Sey Milla,
Koi Bhi Cheez Waqat-e-Zaroorat Nahi Milli.

Hum Ko To Teri Aadat Achi Lagi,
Afsoos Ke Tujh Sey Meri Aadat Nahi Milli.

thx for nice sharing Kashif Bhai..
  Send a message via MSN to ABABBU  
Reply With Quote
Old
  (#7)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
6th August 2010, 07:38 AM

Milnay Ko Zindagi Main Kai Humsafer Milley,
Per Un Ki Tabiyat Sey Tabiyat Nahi Milli.

Tujh Ko Gilla Raha Ke Tawajjoh Na Di Tujhey,
Lakin Hamen Khud Apni Mohabbat Na milli.

Her Shakhas Zindagi Main Bohat Dair Sey Milla,
Koi Bhi Cheez Waqat-e-Zaroorat Nahi Milli.


Nice One.........Kashif Bhaai !

Thanks 4 sharing.... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#8)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
18th April 2011, 08:54 AM

Good one Kashif sahab....

Thanks for sharing..........




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#9)
mittal_pali
Webeater
mittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to behold
 
mittal_pali's Avatar
 
Offline
Posts: 716
Join Date: Jun 2010
Location: Bathinda-Punjab-India
Rep Power: 20
19th July 2011, 01:29 PM

Nice shayari............................


Pali Mittal
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
AESA NAHIN K HUMKO MOHABBAT NAHIN MiLi sweet murder Shayri-e-Dard 0 21st May 2008 03:06 PM
~*~aesa Nahin K Hum Ko~*~ smack_07078 Shayri-e-Dard 0 26th September 2005 12:21 AM
Aesa nahin ke hum ko koituhoo Shayri-e-Dard 1 8th January 2005 10:19 AM
dil men ab dard-e-muhabbat ke sivaa kuchh bhii nahin manoj kureel Shayri-e-Dard 0 21st July 2003 08:56 PM
hothon pe muhabbat ke fasaane nahin aate manoj kureel Shayri-e-Ishq 0 14th July 2003 12:17 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com