Meri tanhai hi meri aawaz hai -
24th September 2005, 12:21 AM
Meri tanhai hi meri aawaz hai
Uski har baatein yaadein bankar mere saath hai
Waqt beet jaaye ya sadiya guzar jaaye
Hum dono ka to janamo janam ka saath hai
Meri tanhai hi meri aawaz hai
Uski har baatein yaadein bankar mere saath hai
Waqt beet jaaye ya sadiya guzar jaaye
Hum dono ka to janamo janam ka saath hai
Bahut khoob janaab...!
Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai