Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > English/Hindi/Other Languages Poetry > Hindi Kavitayen

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
*Harr Chand Nazar Ke Samne Hain.. :)**
Old
  (#1)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Post *Harr Chand Nazar Ke Samne Hain.. :)** - 17th January 2011, 09:12 AM

Aankhein Wahee Manzar Wahee Aur Pas-e-Manzar Bhi Wahee
Maut Wahee Qateel Wahee Aur Khanjar Bhi Wahee

Iss Tilismi Duniya Mein Meri Hasti Hain Hee Kyaa
Jahan But Wahee Musalman Wahee Aur Kaafir Bhi Wahee

Harr Chand Nazar Ke Samne Hain Par Nahee Aata Nazar
Hain Jise Saab Kee Khabar Aur Be-Khabar Bhi Wahee

Naadan Aur Danaaon Mein Farq Hain To Kab Talak
Neend Aayi To Khwab Aur Fareb-e-Nazar Bhi Wahee

Taa-Umr Main Dhunda Kiya Der-o-Haram Mein Duur Duur
Thak Gaya Bahar Se Jab Aur Jhanka To Andar Bhi Wahee

Bhatakna Chaha Thha Maine To Thhe Haazaaron Raaste
Dil Kee Manzil Dil Hee Thhi Aur Rehabar Bhi Wahee



*Writer: Krishn Vidant Jee **


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
mittal_pali
Webeater
mittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to behold
 
mittal_pali's Avatar
 
Offline
Posts: 716
Join Date: Jun 2010
Location: Bathinda-Punjab-India
Rep Power: 20
24th January 2011, 12:57 AM

thanks for sharing, Shimul ji..............................


Pali Mittal
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
24th January 2011, 12:10 PM

Quote:
Originally Posted by Shimul View Post
Aankhein Wahee Manzar Wahee Aur Pas-e-Manzar Bhi Wahee
Maut Wahee Qateel Wahee Aur Khanjar Bhi Wahee

Iss Tilismi Duniya Mein Meri Hasti Hain Hee Kyaa
Jahan But Wahee Musalman Wahee Aur Kaafir Bhi Wahee

Harr Chand Nazar Ke Samne Hain Par Nahee Aata Nazar
Hain Jise Saab Kee Khabar Aur Be-Khabar Bhi Wahee

Naadan Aur Danaaon Mein Farq Hain To Kab Talak
Neend Aayi To Khwab Aur Fareb-e-Nazar Bhi Wahee

Taa-Umr Main Dhunda Kiya Der-o-Haram Mein Duur Duur
Thak Gaya Bahar Se Jab Aur Jhanka To Andar Bhi Wahee

Bhatakna Chaha Thha Maine To Thhe Haazaaron Raaste
Dil Kee Manzil Dil Hee Thhi Aur Rehabar Bhi Wahee



*Writer: Krishn Vidant Jee **

Shimul Ji....!

Boht Boht KHubsurat Kalaam Hai........ Apnay Andar Tasawwuf Ka Rang Liye Huay Dil Ko Chhuu Gaya ........
Thanx For Sharing Such A Beautiful Ghazal




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
24th January 2011, 06:47 PM

Quote:
Originally Posted by Shimul View Post
Aankhein Wahee Manzar Wahee Aur Pas-e-Manzar Bhi Wahee
Maut Wahee Qateel Wahee Aur Khanjar Bhi Wahee

Iss Tilismi Duniya Mein Meri Hasti Hain Hee Kyaa
Jahan But Wahee Musalman Wahee Aur Kaafir Bhi Wahee

Harr Chand Nazar Ke Samne Hain Par Nahee Aata Nazar
Hain Jise Saab Kee Khabar Aur Be-Khabar Bhi Wahee

Naadan Aur Danaaon Mein Farq Hain To Kab Talak
Neend Aayi To Khwab Aur Fareb-e-Nazar Bhi Wahee

Taa-Umr Main Dhunda Kiya Der-o-Haram Mein Duur Duur
Thak Gaya Bahar Se Jab Aur Jhanka To Andar Bhi Wahee

Bhatakna Chaha Thha Maine To Thhe Haazaaron Raaste
Dil Kee Manzil Dil Hee Thhi Aur Rehabar Bhi Wahee



*Writer: Krishn Vidant Jee **
Bahut Badhiyaa ....... Shimul Ji !

Thanks For Sharing .................




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com