Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Mujhse Too nahiN kahiN aur sahi ...
Old
  (#1)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
Mujhse Too nahiN kahiN aur sahi ... - 23rd July 2003, 05:53 PM

Mujhse Too nahiN kahiN aur sahi Tujhe dil ka lagana aayega
Patthar ke tasawur me bhi kabhi Kisi phool ka khwab to aayega

Jis dard E Zigar me soz tamannaoN ko liye maiN jalta huN
Tu ranj na karna dard vahi ek roz tujhe mil jayega

MaiN sisak sisak ke rota huN Tu jo bansavar ke nikalti hai
Tujhe naz E husn O zamaal hai ye guror tujhko rulayega

mujhe har kadam par khelne wale tera bhi hasra hai
Tera pyaar gar hua koi vo tujhe khilauna banayega

Tera har sitam jo aaj iss mazboor par taQeed hai
Teri Berukhi ke badle mujhse Bad Dua ban jayega


andaaz
   
Reply With Quote
yah kya baat hui?
Old
  (#2)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
yah kya baat hui? - 23rd July 2003, 06:00 PM

kshitiz dost,
Jis dard E Zigar me soz tamannaoN ko liye maiN jalta huN
Tu ranj na karna dard vahi ek roz tujhe mil jayega

MaiN sisak sisak ke rota huN Tu jo bansavar ke nikalti hai
Tujhe naz E husn O zamaal hai ye guror tujhko rulayega

mujhe har kadam par khelne wale tera bhi hasra hai
Tera pyaar gar hua koi vo tujhe khilauna banayega

Tera har sitam jo aaj iss mazboor par taQeed hai
Teri Berukhi ke badle mujhse Bad Dua ban jayega


kyunnnnnnn? itni narazgi? jo gum hamae milte hai.... kya kisi aur ko bhi milne chahiyae? is tarah ... dardnaak...
yah rachna hai ? gar ha, tab bhi sahem gayi maie....
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
23rd July 2003, 06:14 PM

Meena ji ..

Narazgi apne aap se hai kisi aur se nahi .. shikayat apne aap se hai kisi aur se nahi .. dard jo bhi mila hai khud se haiN kisi aur se nahi ..

Ye To dastaaN E kshitiz hai aa kyoN sahmi .. Agar takleef hui ho to muafi chahunga .. ye sirf mujh par taQeed hai ..

Apna khyaal rakhiye ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
23rd July 2003, 06:23 PM

Kshitz,

ye kya hai??

Tumne likha to bohat khoob hai.. magar pata nahi kyun, ye ek bad dua sa lag raha hai.. Aur usme bhi itni sachchai hai.. ki aisa lagta hai ki kisi ki fariyaad shrap me badal gayi ho.. Jaise dard had se baR kar taish ban gaya hai..

Ek baat to tay hai, is kalaam me behad asar hai...

aur doosri baat ye..

Ki tumhaare muh se sirf dua achhi lagti hai..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
23rd July 2003, 06:27 PM

Afshan ..

Mujhe aihsaas hai ki iss tarah ki bateiN nahi likhi jati magar kya karuN jo dil se nikala vahi likha .. Ek had hoti hai bardast karne ki jab hadeiN paar ho jati haiN to insaan hosh O havaas kho baithta hai ye haQikat hai ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
23rd July 2003, 06:32 PM

Jaante hain Kshitiz.. isi liye tumhe daNta nahi!

Is kalaam me sabse zyada tumhara dard chhalak raha hai.. jaise sadiyon tak daba hua tha tumhaare seene me.. ab dil ki deewaareon me daraar si aa gayi.. aur jazbaat lafzon me beh gaye...

Hota hai... achha hai ki tum apne jazbaaton ko bayaan to kar rahe ho...


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
23rd July 2003, 08:13 PM

Afshan ..

mazboor ho jata hai insaan apne halaton se .. Vaise maiN kisi ko ilzaam dene me yakin nahi rakhta .. khair .. samjhne ke liye shukrguzar huN ..

Apna khyaal rakho ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
mein_aur_tanhai
Registered User
mein_aur_tanhai is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Feb 2003
Location: Kabaristaan...
Rep Power: 22
24th July 2003, 03:38 PM

wah ..sirkar..wah ..

bahoot khoob... yar..abb.. isse jayda.. kya khu yar.. i m out of words. .brother.. .bahut khoob..
.. aise hi likhte rahiye... aur.. mehfil ko ..sajate rahiye..

bye and take care


Lamha Lamha...saSein Khatam hoo rai hai...
Zindagi Maut ke pehlu mein soo rai hai...
Us bewafa se na pucho meri maut ki wajah...
Woh to bus zamane ko dikhane ke liye roo rai hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
24th July 2003, 03:48 PM

Dear Kshitiz, keise hein aap? Fhir yeh kish tarha likhna shuru kardee aapne? Dilwale kabhi badduwa nehi dete. Ek dil hi toh hein jo dushmano ko bhi duwaye dete hein. Cheer up.
Ok? I hope you are better today? Kidhar hein aap? I am sorry. Once again, please forgive. Take care. God bless.
Aapka dost,
Shimul.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
24th July 2003, 10:06 PM

Tanhayi dost ..

Tareef farmane ke liye ek baar fir se shukrguzaar huN .. BHai aaap bhi mahfil me aate rahiye hausla afzai karte rahiye issse bahut madad milti hai ..

Apna khyaal rakhiye



Shimul ..

MaiN Filhaal achha huN ..

Bad dua dena meri aadatoN me shumar nahi hai ye ek taur pe khud se shikayat thi shayad alfaaz par kabu nahi rakh paya .. iske liye muafi chaunga .. khair aap baataiye kaisi haiN ..

Allah hafiz ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
25th July 2003, 12:29 AM

Dear Kshitiz, I don't know because it's seems like I am no where.
I don't listen properly, I don't work properly, I don't eat properly, etc. I think I should go & see my doctor. But again, what's the point? Take care. God bless.
Don't worry, I am ok. Just was kidding.
Shimul.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
25th July 2003, 10:32 PM

Hey dear shimul ..

U don need to think mor dere was nothin .. i was explainin myself nothin else ..

U don't listen properly, U don't work properly, U don't eat properly

These all can make ur pal worried 4 u . So plz take care u & be happy .

Gud nite .


andaaz
   
Reply With Quote
plzz
Old
  (#13)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
plzz - 25th July 2003, 10:34 PM

kshitij dost,
plzzzzz.... aapka inbox khali kijiyae..... mera pm aapke dar par khada hai......... lol
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
25th July 2003, 10:40 PM

Meena ji ..

Ek baar fir se sharminda ho gaya huN apni galti ke liye .. galti sudhar li hai aur aage ke liye bhi paband ho gaya huN


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
26th July 2003, 12:39 PM

Ab ye doston ke beech shukria kahan se aa gaya??!!






Tumhare jazbaat na samajhna shayad zara mushkil hai, kyonki 1) tum apne kalaam me apne jazbaat itni khoobi se bayaan karte ho.. aur, 2) shayad ye jazbaat hum sab ke apne hi hain.. yahan maujood har shaks shayad, kabhi na kabhi, in jazbaaton ko mehsus kar chuka hai..

Khair.. tum apna khayal rakho... aur yunhi likhte, aur express karte raho..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
dil_e_sikast
Nacheej shayra
dil_e_sikast will become famous soon enoughdil_e_sikast will become famous soon enough
 
dil_e_sikast's Avatar
 
Offline
Posts: 557
Join Date: Sep 2002
Location: india(gujarat)
Rep Power: 23
26th July 2003, 02:09 PM

MaiN sisak sisak ke rota huN Tu jo bansavar ke nikalti hai
Tujhe naz E husn O zamaal hai ye guror tujhko rulayega

Jis dard E Zigar me soz tamannaoN ko liye maiN jalta huN
Tu ranj na karna dard vahi ek roz tujhe mil jayega

jis tarah apne photo me sochte hue najar aa rahe hai na...ham bhi kuchh isi tarah se soch rahe hai. pata nahi kya kahe...bahot sochne par bhi samaj nahi aaya...is liye socha ki bina soche hi apni ye soch bata du ki aapki soch hame sochne wali lagi aur is soch se ham kafi hadd tak agree hai.
keep 'soching' (n writing toooooo)
u know who m i...one n only
SaNaM


taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
   
Reply With Quote
Laa Jawab Andaaz
Old
  (#17)
Rashid Hayat
Registered User
Rashid Hayat is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 13
Join Date: Jul 2003
Location: Kuwait
Rep Power: 0
Laa Jawab Andaaz - 26th July 2003, 06:02 PM

Dear Kshitiz Ji

Aapke Kalaam padaa aur samjha.

Na tau yeh ilzaam hai, aur na hi bad-dua. Sirf ek dil ki awaaz hai .....aur dil par kisi ka bass nahi hota.


Teri Har Ek Hassi Pe Jaan Loota Doon, Tere Har Ansoon Pe Duniya Jalaa doon
  Send a message via Yahoo to Rashid Hayat  
Reply With Quote
Old
  (#18)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
26th July 2003, 09:54 PM

Afshan ..

Mana hume juzbat byaN karna aata hai magar samjhne ki adaa to aapke hi paas hai na .. maiN tumse ek baat kahna chahunga mera shuruaat se ye mana raha hai ki ..
Kabhi bhi koi insaan apne dostoN par raub karne se ucha nahi uthta balki vo apne dosto ke ruaab se ucha uthta hai ..
To mera to isi bat par itminaan rahta hai ki humar dost har lihaaz se humse jyada kabil haiN .. Khair

Tum bhi apna khyaal rakho
MIlte haiN fir ..




Sanam ..

Sochiye mat Sochna dil ka bharam hota hai
HaQikat ka fasana nigahoN se bayaN hota hai
Juzbaat chahte haiN magar lafz sath nahi dete
Qalaam aksar unkahi batoN ki zubaaN hota hai

Khair ..

Aap soch me aayiN to hum bhi sochne par mazbor ho gaye ....

Mera manna hai ki soch insaan ke zehan ko kabhi to bahut mazbot kar deti hai lekin kabhi kabhi kisi had tak Diwana bhi banati hai ..hum sochoN me na jane kaisi kaisi bateiN soch lete haiN jo ho nahi sakta vo soch lete haiN jo mil nahi sakta apne paas soch lete haiN .. bahut kuch khoya hua soch lete haiN aur kafi kuch jo humara nahi hai apna soch lete haiN ..

Aap kya sochti hai bataiyega ..
HIfazat se rahiye ..




Rashid ji ..

MaiN bhi aapki bat se ittefaak rakhta huN aur apke khyalatoN ka itminaan bhi ..

Aapne apna kimti waQt mujhe par meharbaan kiya

Shukriya kabul farmaiye ..


andaaz
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Sada gala sa hi sahi ghar me achaar hai ke nahin r_singla95 Humourous Shayri 6 30th September 2010 03:53 PM
ruk jaana nahin tu kahin haar ke...! Dhaval Hindi/Urdu Lyrics 0 3rd July 2008 12:56 PM
Uske bina kahin rah nahin pate..... muskaan76 Shayri-e-Ishq 5 17th June 2008 10:21 AM
tu nahin koi aur sahi... amaan7am Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 12th February 2005 08:21 PM
Woh kahin janmi hee nahin Vipinbox Shayri-e-Dard 4 26th February 2003 08:21 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com