Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
Hum Nahin Bhoole...
Old
  (#1)
anjaani awaaz
Registered User
anjaani awaaz is on a distinguished road
 
anjaani awaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 417
Join Date: Jan 2005
Location: Office 24x7
Rep Power: 20
Hum Nahin Bhoole... - 29th April 2005, 12:43 PM

Doston, aaj mein apne bahut hi azeez teacher-cum-dost ki rachna aap sab ke liye layee hoon. I hope you all will appreciate it.


raah-e-ishq mein aana jaana nahi bhoole
woh inqalab ka nara, woh fasana nahi bhoole

hai dushman bada, taaqat badi, jang badi
aadat purani hai, hum kaam aana nahi bhoole

aashiyan lutta hai hamara har bahar mein
hum phir bhi khwabon ko sajana nahi bhoole

bas neend se jaagne ki deri hai warna
apne armaanon ko hum jagana nahi bhoole

hai aaj bhi wahi khoon taaza ragon mein
hum bhagat-o-bismil ka zamana nahi bhoole

hon sitam humpe taari har pal khudai ka
hum phir bhi khuda pe muskurana nahi bhoole

hain aankhein hamari beshak aasmaan ki taraf
zameen se magar apna dostana nahi bhoole

-Nadim Asrar


^^^Shalini^^^
... jab se kisi ne
karli hai suraj ki chori
aao
chal ke suraj dhoondhein
aur na mile toh
kiran kiran phir jama karein hum
aur ik suraj naya banyein
-NM
  Send a message via Yahoo to anjaani awaaz  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
29th April 2005, 09:00 PM

Wah Shalini ji... thanks for sharing the wonderful thought!
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
candyboy
Registered User
candyboy will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,473
Join Date: Aug 2004
Location: Sharjah, U.A.E.
Rep Power: 21
29th April 2005, 10:36 PM

Hi Shalini Ji,

Yaqeenan bohot hi umda kalaam. Aapke teacher cum dost ko humari daad zaroor de.


Luvs,

Salim

If there are no tears in the eyes, there will be no rainbow in the soul

Happiness is a butterfly, which, when pursued, is always just beyond your grasp, but which, if you sit down quietly, may alight upon you.

We come to love not by finding a perfect person but by learning to see an imperfect person perfectly
  Send a message via Yahoo to candyboy  
Reply With Quote
Old
  (#4)
anjaani awaaz
Registered User
anjaani awaaz is on a distinguished road
 
anjaani awaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 417
Join Date: Jan 2005
Location: Office 24x7
Rep Power: 20
Cool 29th April 2005, 11:50 PM

Dear Parul and Salim,
Thanks for appreciating the post.
Aapki daad mere dost tak pahoch jayegi.
TC and keep Smiling!


^^^Shalini^^^
... jab se kisi ne
karli hai suraj ki chori
aao
chal ke suraj dhoondhein
aur na mile toh
kiran kiran phir jama karein hum
aur ik suraj naya banyein
-NM
  Send a message via Yahoo to anjaani awaaz  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
30th April 2005, 07:20 PM

raah-e-ishq mein aana jaana nahi bhoole
woh inqalab ka nara, woh fasana nahi bhoole

hai dushman bada, taaqat badi, jang badi
aadat purani hai, hum kaam aana nahi bhoole

Waaaahh... Kya umda socha hai.... Janab ko salaam!!


aashiyan lutta hai hamara har bahar mein
hum phir bhi khwabon ko sajana nahi bhoole

bas neend se jaagne ki deri hai warna
apne armaanon ko hum jagana nahi bhoole

Very Well Said.....


hai aaj bhi wahi khoon taaza ragon mein
hum bhagat-o-bismil ka zamana nahi bhoole

hon sitam humpe taari har pal khudai ka
hum phir bhi khuda pe muskurana nahi bhoole

Kyaa baat haii.... bahut khoob!!


hain aankhein hamari beshak aasmaan ki taraf
zameen se magar apna dostana nahi bhoole

Well Said!! Simply Loved these 2 lines!

Dear Shalini!!

Aapke Dost ki yeh rachna to pasand aayi hi, usse zyada to main unki soch ka kaayal ho gay hoon... bahut hi umda khayal...behad asardaar shadon me bayaan kiye hain.....Do give my wishes to him... Is behtreen rachna se milvaane ke liye dher saari daad tumhare naam..... hope to read u sooon 2.... TC


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#6)
anjaani awaaz
Registered User
anjaani awaaz is on a distinguished road
 
anjaani awaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 417
Join Date: Jan 2005
Location: Office 24x7
Rep Power: 20
30th April 2005, 09:44 PM

Thanks Pulkit :-)


^^^Shalini^^^
... jab se kisi ne
karli hai suraj ki chori
aao
chal ke suraj dhoondhein
aur na mile toh
kiran kiran phir jama karein hum
aur ik suraj naya banyein
-NM
  Send a message via Yahoo to anjaani awaaz  
Reply With Quote
Re: Hum Nahin Bhoole...
Old
  (#7)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: Hum Nahin Bhoole... - 1st May 2005, 10:32 PM

Quote:
Originally posted by anjaani awaaz
Doston, aaj mein apne bahut hi azeez teacher-cum-dost ki rachna aap sab ke liye layee hoon. I hope you all will appreciate it.


raah-e-ishq mein aana jaana nahi bhoole
woh inqalab ka nara, woh fasana nahi bhoole

hai dushman bada, taaqat badi, jang badi
aadat purani hai, hum kaam aana nahi bhoole

aashiyan lutta hai hamara har bahar mein
hum phir bhi khwabon ko sajana nahi bhoole

bas neend se jaagne ki deri hai warna
apne armaanon ko hum jagana nahi bhoole

hai aaj bhi wahi khoon taaza ragon mein
hum bhagat-o-bismil ka zamana nahi bhoole

hon sitam humpe taari har pal khudai ka
hum phir bhi khuda pe muskurana nahi bhoole

hain aankhein hamari beshak aasmaan ki taraf
zameen se magar apna dostana nahi bhoole

-Nadim Asrar

priy shalini,

ek achhi rachna se parichit karwane k liye shukria....

khush raho...... jaldi hi tumhe bhi padhungi.........

di
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
anjaani awaaz
Registered User
anjaani awaaz is on a distinguished road
 
anjaani awaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 417
Join Date: Jan 2005
Location: Office 24x7
Rep Power: 20
1st May 2005, 10:35 PM

Pyaari Di,
Bahut accha laga ki aapne is post ko pada. Aur mein aapki umeedon par jaldi hi khadi utroon, aur apni compose ki hui rachna se parichit karwayoon, bus yahi khwahish hai.
Thanks :-)


^^^Shalini^^^
... jab se kisi ne
karli hai suraj ki chori
aao
chal ke suraj dhoondhein
aur na mile toh
kiran kiran phir jama karein hum
aur ik suraj naya banyein
-NM
  Send a message via Yahoo to anjaani awaaz  
Reply With Quote
Re: Hum Nahin Bhoole...
Old
  (#9)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
Re: Hum Nahin Bhoole... - 3rd May 2005, 08:25 PM

hi Shalini,

wonderful....really very good...

Thanks for sharing this wonderful composition with us

Thanks
Rohin


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
anjaani awaaz
Registered User
anjaani awaaz is on a distinguished road
 
anjaani awaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 417
Join Date: Jan 2005
Location: Office 24x7
Rep Power: 20
3rd May 2005, 11:07 PM

Thanks Rohin :-)


^^^Shalini^^^
... jab se kisi ne
karli hai suraj ki chori
aao
chal ke suraj dhoondhein
aur na mile toh
kiran kiran phir jama karein hum
aur ik suraj naya banyein
-NM
  Send a message via Yahoo to anjaani awaaz  
Reply With Quote
Re: Hum Nahin Bhoole...
Old
  (#11)
shalini
Tanha
shalini is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 528
Join Date: Sep 2004
Location: Uttaranchal
Rep Power: 20
Re: Hum Nahin Bhoole... - 4th May 2005, 12:32 PM

hon sitam humpe taari har pal khudai ka
hum phir bhi khuda pe muskurana nahi bhoole

shbad achhe hain..arth bhi achha laga....aur phir di jisse achha kahden uss ke liye phir jaada kuch kahen ki jaroorat nahi rahti...thnxx ...thnxx...4 sharing shalini!!


Take care
shalu


[color=dark brown]Mujhse pehle kitne shayar aaye aur aa kar chale gaye,
Kuch nagme gaa kar chale gaye kuch aahe bhar kar laut gaye,

Wo bhi ek pal ka kissa the mein bhi ek pal ka kissa hoon,
Kal tumse juda ho jaaonga jo aaj tumhara hisa hoon[/color]
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
anjaani awaaz
Registered User
anjaani awaaz is on a distinguished road
 
anjaani awaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 417
Join Date: Jan 2005
Location: Office 24x7
Rep Power: 20
5th May 2005, 12:06 AM

Hi Shalu Ji,
Thanks aapne ise pasand kiya. U r absolutely right, Di ko pasand aaya toh zyada kehne ki zaroorat hi nahin hai.
Anyways, thanks for appreciating it.
TC
Aapki Humnaam :-)


^^^Shalini^^^
... jab se kisi ne
karli hai suraj ki chori
aao
chal ke suraj dhoondhein
aur na mile toh
kiran kiran phir jama karein hum
aur ik suraj naya banyein
-NM
  Send a message via Yahoo to anjaani awaaz  
Reply With Quote
Old
  (#13)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Smile 21st May 2015, 09:51 AM

Quote:
Originally Posted by anjaani awaaz View Post
Doston, aaj mein apne bahut hi azeez teacher-cum-dost ki rachna aap sab ke liye layee hoon. I hope you all will appreciate it.


raah-e-ishq mein aana jaana nahi bhoole
woh inqalab ka nara, woh fasana nahi bhoole

hai dushman bada, taaqat badi, jang badi
aadat purani hai, hum kaam aana nahi bhoole

aashiyan lutta hai hamara har bahar mein
hum phir bhi khwabon ko sajana nahi bhoole

bas neend se jaagne ki deri hai warna
apne armaanon ko hum jagana nahi bhoole

hai aaj bhi wahi khoon taaza ragon mein
hum bhagat-o-bismil ka zamana nahi bhoole

hon sitam humpe taari har pal khudai ka
hum phir bhi khuda pe muskurana nahi bhoole

hain aankhein hamari beshak aasmaan ki taraf
zameen se magar apna dostana nahi bhoole

-Nadim Asrar


wahhh kitni khoobsurat gazal hai....Shallu, bahut bahut shurkiya jo aapne etne khoobsurat nagine yahan chodey hue hai...taaki ham unko pad sake...khoobsurat gazal share karne ke liye bahut bahut shukriya. thoda sa waqt SDC ke liye nikaal liya karo.

pyar aur duaoN ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#14)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
21st May 2015, 12:52 PM

Beautiful sharing......thanks Shalini.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
21st May 2015, 02:39 PM

lovely, keep up the good work...



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Bachpan Tujhe Hum Kaise Bhoole.. Aashique Anjuman-e-Shayri 0 23rd May 2009 07:56 PM
Jisko bhoole woh sada yaad aaya Zakhmi_Dil Shayri-e-Mashahoor Shayar 6 27th April 2009 12:28 AM
na bhoole hain tumhe friendnidhi Shayri-e-Dard 8 19th February 2007 01:46 PM
Bhoole hue aashique.. dhamma Shayri-e-Dard 0 12th August 2005 10:59 AM
Hum Nahee Bhoole Rahul Arora Aapki Shayri 0 2nd March 2005 08:30 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com