Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
"bhut khoobsurat ho tum"
Old
  (#1)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
"bhut khoobsurat ho tum" - 1st March 2009, 06:30 PM

Bhut khoobsurat ho tum
Bhut khoobsurat ho tum

kahbi mai jo keh dun mohabbat hai tumse
to mujhko khudara ghalat mat samjhna
ke meri zaroorat ho tum

bhut khoobsurat ho tum

Hain phoolon ki daali, ye bahian tumhari
hain khaamosh jadoo, nigahanin tumhari
jo kaante ho, sab apne daman mai rakh lun
sajaun mein kaliyon se rhaain tumhari
nazar se zamne ki khuds ko bachana
kisi aur se daikho dil na lagana
ke meri aamant ho tum...
bhtu khoobsurat ho tum

Hai chehra tumhra ke din hai sunehra
aur uspar ye kaali ghaton ka pehra
gulabon se nazuk mehekta bandn hai
ye lab hain tumhare ke khilta chaman hai
bekhero jo zulfain to sharmaye badal
ye zahid bhi daikhe to ho pagal
wo pakeeza murat ho tum

bhut khoobsurat ho

jo banke kali mukurati hai aksar
shub e hijr mai jo rulati hai aksar
jo lamho hi lamho duniya badal de
jo shayr ko dai jaye pehloo ghazal ke
bhulana jo chahain bulayi na jaye
chupana jo chupayi na jaye
wo pehli mohabbat ho tum...
bhut khoobsurat ho tum

bhut khoobsurat ho tum (poetry by "tahir farzaa")
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
redtears_ocean
Registered User
redtears_ocean is a jewel in the roughredtears_ocean is a jewel in the roughredtears_ocean is a jewel in the rough
 
redtears_ocean's Avatar
 
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
1st March 2009, 06:46 PM

wah wah wah...bohat hi khoobsurat ashaar ek se barh kar ek hain

My all times favts...

Thansk for sharing..Noor sahab..ummeed hai collections share karte rahengai...



Mera daman jalega tau jalogai tum bhi
yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
1st March 2009, 07:04 PM

Quote:
Originally Posted by redtears_ocean View Post
wah wah wah...bohat hi khoobsurat ashaar ek se barh kar ek hain

My all times favts...

Thansk for sharing..Noor sahab..ummeed hai collections share karte rahengai...

thnxxxxxxx ali sahab bhut bhut khukriya..............................ji sahi kaha aapne, husn ki tareef jis khoobsurti se ki hai uska jawab nhi..............tareef ka jaam chalakta hi raha shru se aakhir tak(afree.n tahir faraaz sahab)
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
25th March 2009, 04:11 PM

mousam bulainge to sada kaise aayegi
dab khidkiyaan band hain to hawa kaise aayegi

mera khaloos ithar hai, uther hai tera gharoor
tere badan pe meri qaba kaise aayegi

raste mai sir uthaye hain rasmo ki naganain
ey jaan e intezaar bata, kaise aayegi

sar rakh ke mere zano pe soyi hai zindagi
asise mai aaii bhi to qaza kaisi aayegi

aankho mai ashq younhi agr qaid ho gaye
taaro ko tootne kia ada kaise aayegi

wo bewafa ither se bhi guzara hai baar baar
is raaste mai bu e wafa kaise aayegi (poetry by dr. rahat indori)
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
"राजनीति"../.."Raajneeti"...! Dhaval Shayri-e-Dard 40 12th March 2011 11:16 AM
"kameene","laffange parindo.n" ki "badmaash compny" parveen komal Shayri-e-Dard 9 17th August 2010 11:59 PM
हम "ग़ज़ल" की "धुन" और "हवाओं" की "खुशबू" कí nalinmehra Aapki Shayri 11 23rd May 2009 09:24 AM
" "CHAHTA HU USE MAIN KUCH ISTARHA SE........". ........"mera wajud" Dhaval Shayri-e-Ishq 0 26th August 2006 11:20 AM
Tu Bhut Khoobsurat Hai Lekin!!!!!! Hum-Tum Shayri-e-Dard 0 2nd November 2004 10:25 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com