Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 14 votes, 5.00 average. Display Modes
Haath Ki Lakeer
Old
  (#1)
priyanka jain
Registered User
priyanka jain will become famous soon enough
 
priyanka jain's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Feb 2004
Location: nagpur
Rep Power: 0
Haath Ki Lakeer - 21st December 2004, 07:05 PM

WOH MAUSAM WOH BAHAR BHI USKE SAMNE KAM THI,


USKE SAATH GUZARA WO WAQT WO FIZA BHI KAM THI,


PAR KYA KARE AE ZALIM APNE HAATHO MEIN,


MOHABBAT KI LAKEER HI KAM THI.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
21st December 2004, 07:27 PM

Wah Priyanka ji acha hai. Magar aapki shayri ka jawab jaroor likhonga.

Hai jaan mein jab tak jaan
Toh yeh saasein chalengi hi,
Seene mein jab tak hai dil,
To yeh dil dhadke ga hi,
Tere liye mera pyaar rahega
Qayamat ke baad bhi


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Impressive!
Old
  (#3)
yashmax
Shayri Dil se...
yashmax is on a distinguished road
 
yashmax's Avatar
 
Offline
Posts: 453
Join Date: Apr 2004
Rep Power: 21
Impressive! - 21st December 2004, 09:12 PM

hey priyanka,

now i'm use to praising u....
No doubt the shayri is too touchy...
aur mein kya kahu....

Bas ek baat kehna chahta hu.....

Mohabbat khud likh ti hai
lakeere hathon ki....
Mohabbat mein to khuda
bhi saath deta hai...
Toh in do-teen lakeero ka kya sooch te ho....

We have one life to live...so go get all ur dreams.....

bye take care.....


~ Dosti Dil se ~
: : Dost har lamha saath tumhare hai hum : :
Listen to your mind...but follow your heart.
"Anyone who believes sunshine brings happiness has never danced in the rain."
----------------------------------------------
: : Yogesh : :
  Send a message via Yahoo to yashmax Send a message via AIM to yashmax  
Reply With Quote
Old
  (#4)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
22nd December 2004, 12:27 AM

Hi priyankaji ,

Lakirowali baat mat karo,
Fakirowaali baat mat karo,

Ham apni takdir khud banate hai,
Apni mahobbat ko anjam dena hame aatta hai,
Jink haatho mai pyaarwaali lakir nahi,
unhe ham ye shikhaate hai.

Tamannaon mai bhi tume yaad kiya karenge,
Ye zindagi teri hi yaad mai is tarah jiyaa karenge,
Jab bhatak jaaye tu kahi andhero mai,
Ye dil jalaa k teri raho ko roshan kiya karenge.
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#5)
soni_sonal
kuch baatein kuch yaadein
soni_sonal is on a distinguished road
 
soni_sonal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: May 2003
Rep Power: 22
22nd December 2004, 10:58 PM

hi priyanka ji

well bahut hi khoob
haathon ki rekha hi to hai jo kam hai

sonal
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
priyanka jain
Registered User
priyanka jain will become famous soon enough
 
priyanka jain's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Feb 2004
Location: nagpur
Rep Power: 0
23rd December 2004, 07:17 PM

hey rohin ,

first of all welcome in my thread....... and then thanks for praising.....

the sher quoted by u was also too touching but even i would love to reply to urs.....


to suniye rohin ji,

badi aasani se dil lagaye jaate hai,
badi mushkil se waade nibhaye jaate hai,
le jaati hai mohabbat un raho par,
jahan diye nahi dil jalaye jaate hai.....
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
priyanka jain
Registered User
priyanka jain will become famous soon enough
 
priyanka jain's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Feb 2004
Location: nagpur
Rep Power: 0
23rd December 2004, 07:29 PM

hey i agree with u yash that we have one life and that to cherish.......


ya we should live it to its fullest but in this i would like to give u one suggestion .l....

dont search love,let love find u,
thats why its called falling in love
because u dont force urself to fall ,
you just fall and there will be someone to catch you....
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
23rd December 2004, 07:31 PM

Wah priyanka ji agar yunhi silsila barkarar rakha jaaye toh kya baat hai kya khayal hai aapka???

Toh aapke sher se mujhe ek geet yaad aata hai....
Diye jalte hain phool khilte hain.......Khair mera jawab yeh nahi magar yeh sher hai jo mein likh raha hoon


Dil hi toh hai,
Phitrat hai iski pyaar karna,
Hai is dil ka kya kasoor
Agar mohabaat ko tha isse thukrana

Wadah nibhana mushkil hai
Magar nibhana na mumkin nahi
Agar ho mohabbat sacchi
Toh wade nibhana mushkil nahi

Rah par kadam humare
Toh mohabat ka kya kasoor
Agar dikhte hain humein sirf katein
Toh un phoolon ka kya kasoor

Dil jaltatein hain woh log
jinke dil pathar ke hote hain
Hai magar humari mohabbat mein woh dum
Ki pathar ko bhi peeghla de


Thanks
Rohin


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
priyanka jain
Registered User
priyanka jain will become famous soon enough
 
priyanka jain's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Feb 2004
Location: nagpur
Rep Power: 0
23rd December 2004, 07:35 PM

well acharya ji,

lajawaab tha aapka sher lijiye aapke jawab mein ek aur pesh hai....

RISHTA ULFAT KA YUN NIBHAYA JATA HAI,
ASHQ PEEKAR BHI MUSKURAYA JAATA HAI,
AISE BHI MOD AATE HAI MOHABBAT MEIN,
KISIKE KHATIR KHUDKO MITAYA JAATA HAI....
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
priyanka jain
Registered User
priyanka jain will become famous soon enough
 
priyanka jain's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Feb 2004
Location: nagpur
Rep Power: 0
23rd December 2004, 07:46 PM

well rohin ji
aapse yeh silsila barkaaar rakhne mein maza aayega....

lijiye agla sher....

suniye....

HAR DHADKAN MEIN EK RAAZ HOTA HAI,
BAAT KO BATANE KA EK ANDAAZ HOTA HAI,
JAB TAK THOKAR NA LAGE BEWAFAI KI,
HAR KISIKO APNE PYAAR PAR NAAZ HOTA HAI....


kaisa laga....
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
priyanka jain
Registered User
priyanka jain will become famous soon enough
 
priyanka jain's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Feb 2004
Location: nagpur
Rep Power: 0
23rd December 2004, 07:48 PM

hi sonal,

shukriya pasand karne ke liye......
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
23rd December 2004, 07:55 PM

I never regret things in life and if i love some one i love them all my life.....any ways a reply to ur sher


Mohabbat ki hai humne
Koi vyapar nahi
Humne dil diya tha jab
toh badle mein kuch manga nahi
Rahein bus khush pyaar humara
Hai humeesha dua yehi ki


Bayan karoon haal-e-dil, mein ek shayar to nahi
Magar kehte hain log humein
Ki nashe mein hote hain hum jab
toh hum kissi galib se kum nahi


Thanks
Rohin


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
dard_thesorrow
main aur meri tanhayee...
dard_thesorrow has a spectacular aura aboutdard_thesorrow has a spectacular aura about
 
dard_thesorrow's Avatar
 
Offline
Posts: 1,413
Join Date: Jun 2004
Location: mumbai
Rep Power: 22
25th December 2004, 11:28 AM

dear priyanka ji
ek baat batana chahunga


pehli baat to ye ki aapka ye sher hume bahut pasand aaya


dusri baat ye ki -

haato ki lakeeron pe kabhi bharosa mat karna kyuki
taqdeer to unki bhi hoti hai jinke haath nahi hote



bura mat maaniyega
bas apna nazariya pesh kar raha hu


main aur meri tanhayee..............

I Love Walking In The Rain Because Nobody Can See Me Crying

jootha hi sahi,
kaash koi mujhe bhi pyar karta.......
«´¨`·..¤-JuBin-¤..·´¨`»
(¸.·'´(¸.·'´* ¤ *`'·.¸)`'·.¸)

log dil ko dard samajhte hai,
ham dard ko dil samajhte hai.....

hui humse ye nadani ki teri mehfil me aa baithe,
ho ke zameen ki khakh aasmaan se dil laga baithe
{nt mine}
  Send a message via Yahoo to dard_thesorrow  
Reply With Quote
Old
  (#14)
priyanka jain
Registered User
priyanka jain will become famous soon enough
 
priyanka jain's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Feb 2004
Location: nagpur
Rep Power: 0
25th December 2004, 06:31 PM

HI ROHINJI,


ISI HEADING KE TAHAT EK AUR SHER PESH KARNE KI IZAAZAT CHUNGI....

BADIMUDDAT SE CHAHA HAI TUJHE,
BADI DUAAO SE PAAYA HAI TUJHE,
TUJHE BHOOLNE KI SOCHU BHI KAISE,
KISMAT KI LAKEERO SE CHURAYA HAI TUJHE..
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
priyanka jain
Registered User
priyanka jain will become famous soon enough
 
priyanka jain's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Feb 2004
Location: nagpur
Rep Power: 0
25th December 2004, 06:34 PM

HI DARD....

JI HAAN AAPNE BAHUT SACH KAHA HAI AUR US BAAT KA DHYAAN DILAYA HAI JO MEIN BHOOL HI GAYI THI.....

THANKS FOR THE THOUGHT...
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
dil_ka_rishta
Registered User
dil_ka_rishta will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 49
Join Date: Dec 2002
Location: dubai,uae
Rep Power: 0
27th December 2004, 06:50 PM

hi priyanka,
bura na maano to ek baat kehti hoon...

HAATH KI LAKEERON PAR MAT JAA,
TAKDEER TO UNKI BHI HOTI HAI JINKE HAATH NAHI HOTE...

but anywayz i loved wat u wrote...keep writing...

Luv
Janki


Dard agar mujhe chhu na sake....to samjho woh jee na sake...
  Send a message via AIM to dil_ka_rishta  
Reply With Quote
Old
  (#17)
vaaiz
Registered User
vaaiz is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 110
Join Date: Dec 2004
Rep Power: 20
28th December 2004, 09:16 AM

Hi Priyanka,

Aap ke sub sheer bahut pasand aaye. Hat ki lakeeron par eek sheer humain bhi yaad aata hai. Arz hai ki.....

Janee kya likha hai us Rub ne apne kismat par,
roz hathon ko dekh kar unee parne ke koshish karthe hai.

and

Khudi ki hasti ko kar buland itna
ki har taqdeer se pehle
khuda bande se pooche..
"Bool teri raza kya hai"

Haat ki lakeeren bus disha dikhate hain ..... manzil nahin

Vaaiz
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
priyanka jain
Registered User
priyanka jain will become famous soon enough
 
priyanka jain's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Feb 2004
Location: nagpur
Rep Power: 0
28th December 2004, 06:16 PM

hi dil ka rishta,

well i agree to what u say....and dardji has had same view....


well thanks ki aapko pasand aaya aur aapne reply kiya shukriya..
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
priyanka jain
Registered User
priyanka jain will become famous soon enough
 
priyanka jain's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Feb 2004
Location: nagpur
Rep Power: 0
28th December 2004, 06:19 PM

hey vaaiz,

aapka swagat....

well lijiye aapke liye agla sher..


har raste ka mukaam nahi hota,
dil ke rishto ka naam nahi hota,
khoja hai aapko hath ki lakeero mein,
kyonki aap jaisa dost hamare liye aam nahi hota..
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
vaaiz
Registered User
vaaiz is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 110
Join Date: Dec 2004
Rep Power: 20
29th December 2004, 08:57 AM

Priyanka ji,

Woh dil jismain khalish naa ho
Woh kashti jiska sahil naa ho
doob jate hain zindagi ke bhanwar main
har Woh raste kinki koi manzil na ho

"Zindagi zindadili ka naam hai,
murda dil kya khaak jiya karte hain"

Aur

dost par chacha Galib kehte hain

"dost Gam_Khvaarii me.n merii sa_ii farmaaye.nge kyaa
zaKhm ke bharane talak naaKhuun na ba.Dh jaaye.nge kyaa"

Aache doost dil main hoote hain haathon main nahin.

Vaaiz
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
29th December 2004, 04:55 PM

Hi Priyanka,

sorry for being late on this one

Ek Phakir keh raha hai sun le aey majnu
Kismat se na tu dar pyaare
badal legi duniya chal apni
ho dil mein tere hosla pyaare

Thanks
Rohin

Quote:
Originally posted by priyanka jain
HI ROHINJI,


ISI HEADING KE TAHAT EK AUR SHER PESH KARNE KI IZAAZAT CHUNGI....

BADIMUDDAT SE CHAHA HAI TUJHE,
BADI DUAAO SE PAAYA HAI TUJHE,
TUJHE BHOOLNE KI SOCHU BHI KAISE,
KISMAT KI LAKEERO SE CHURAYA HAI TUJHE..


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
priyanka jain
Registered User
priyanka jain will become famous soon enough
 
priyanka jain's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Feb 2004
Location: nagpur
Rep Power: 0
29th December 2004, 05:05 PM

aadab vaaizji aur rohinji,

well aap dono kaise hai...

koi baat nahi rohin ji der hi sahi par jawab to diya.... well kaafi acha likha hai aapne...

ok now for oth of u one quote on friendship u must have read this but once again,

DUA KARTE AI HUM SAR JHUKAYE,
AE DOST TU APNI MANZIL KO PAAYE,
AGAR TERI RAAHO MEIN KABHI ANDHERA AAYE ....
TO ROSHNI KE LIYE KHUDA HUME JALAYE..
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
29th December 2004, 05:26 PM

Hi Priyankaji,

a poem i shall quote here from my own thread

"yaad aate hain woh lamhe
beetgaye jo haste gaate
yaaron ka tha saath humesha
uchalna kudna masti karna
na koi chinta thi
na koi pareshaani
lagta tha hai sab apna
yeh dharti aur yeh amber uncha
barish ki woh rimjhim boondein
aur unmein terti kagaz ki nauein
Woh khil khilati masoom se hassi
Doston ki woh toli
shararaton ki thi potli
Chachi ka humein woh datna
Aur humara usse sata kar bhag jaana
Raaton ko woh taaron ko takna
Chand ko apni muthi mein qaid karne ki koshish karna
Laut jaaon uss bachpan mein
yehi khayal aata hai har din"


Hope u like it

Thanks
Rohin


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
vaaiz
Registered User
vaaiz is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 110
Join Date: Dec 2004
Rep Power: 20
30th December 2004, 08:50 AM

Priyanka ji,

Dostoon ki baat chali hai to eek baat yaad aayi hai

"Kar ke deekh dooston pe aaitbaar,
phir deekh tere bhi peeth par cHura aayega"

Eek sheer aur aarz hai isi rishte par...

"haTaaye the jo raah se dosto.n kii
vo patthar mere ghar me.n aane lage hai.n"

Dost aaj kar kitaabon main hi reh gaye hain!!!

Vaaiz
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
priyanka jain
Registered User
priyanka jain will become famous soon enough
 
priyanka jain's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Feb 2004
Location: nagpur
Rep Power: 0
30th December 2004, 06:24 PM

HELLO VAIZ AUR ROHIN JI,

MAAFI CHAHTI HUN AAJ ZARA JALDI MEIN HUN TO AAPKO REPLY NAHI DE PAAUNGI PAR NEXT TIME PAKKA JAWAB KI UMEED RAKHIYEGA....

AAP MAT BHOOL JANA HUME ....]


HAPPY NEW YEAR TO BOTH OF U....
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
30th December 2004, 06:46 PM

Hi Priyankaji,

no Problems. Maybe some other time.

Happy new year to you too. Take care and god bless you.

bye
Rohin


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
priyanka jain
Registered User
priyanka jain will become famous soon enough
 
priyanka jain's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Feb 2004
Location: nagpur
Rep Power: 0
12th January 2005, 05:23 PM

Quote:
Originally posted by Rohin
Hi Priyankaji,

a poem i shall quote here from my own thread

"yaad aate hain woh lamhe
beetgaye jo haste gaate
yaaron ka tha saath humesha
uchalna kudna masti karna
na koi chinta thi
na koi pareshaani
lagta tha hai sab apna
yeh dharti aur yeh amber uncha
barish ki woh rimjhim boondein
aur unmein terti kagaz ki nauein
Woh khil khilati masoom se hassi
Doston ki woh toli
shararaton ki thi potli
Chachi ka humein woh datna
Aur humara usse sata kar bhag jaana
Raaton ko woh taaron ko takna
Chand ko apni muthi mein qaid karne ki koshish karna
Laut jaaon uss bachpan mein
yehi khayal aata hai har din"


Hope u like it

Thanks
Rohin
ROHIN JI ..... HUMNE AAPKE ISI KA JAWAB NAHI DIYA THA KYONKI HUM US WAQT THODE BUSY THE PAR YEH NAHI SOCHA THA KI YEH HUM US MAIL MEIN PADHEGE JO HUMARA FAVOURITE HAI.....

AAP SE HUM KYA KAHEE......

YAAD RAHEGA WOH THREAD HUMESHA HUME......
WOH PYAARE SHHER WOH SONDER NAGME...
SHUKRIYA KABUL KIJIYE "ROHINJI" .."PRIYANKA" KA...
KYNKI AAPNE APNE SHABDHO KO BASAYA HAI HUMARE DIL MEIN....

BYE
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
priyanka jain
Registered User
priyanka jain will become famous soon enough
 
priyanka jain's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Feb 2004
Location: nagpur
Rep Power: 0
12th January 2005, 05:28 PM

Quote:
Originally posted by vaaiz
Priyanka ji,

Dostoon ki baat chali hai to eek baat yaad aayi hai

"Kar ke deekh dooston pe aaitbaar,
phir deekh tere bhi peeth par cHura aayega"

Eek sheer aur aarz hai isi rishte par...

"haTaaye the jo raah se dosto.n kii
vo patthar mere ghar me.n aane lage hai.n"

Dost aaj kar kitaabon main hi reh gaye hain!!!

Vaaiz
HELLO VAIZ,
SORRY FOR LATE REPLY......

LIJIYE AAPKE LIYE....

AAPKA SHER PADHEKE VAIZ JI YUN LAGATA HAI......
DOSTI PAR AAPKA VISHWAAS DAGMAGAANE LAGA HAI...
YUN NA SOCHA KARO KYONKI...
DOSTI WOH TARA HAI JO DIN MEIN BHI TIMTIMATA HAI

BELIEVE IN FRIENDSHIP IT IS THE GREATEST GIFT FROM GOD TO US....
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
12th January 2005, 06:45 PM

Quote:
Originally posted by priyanka jain
ROHIN JI ..... HUMNE AAPKE ISI KA JAWAB NAHI DIYA THA KYONKI HUM US WAQT THODE BUSY THE PAR YEH NAHI SOCHA THA KI YEH HUM US MAIL MEIN PADHEGE JO HUMARA FAVOURITE HAI.....

AAP SE HUM KYA KAHEE......

YAAD RAHEGA WOH THREAD HUMESHA HUME......
WOH PYAARE SHHER WOH SONDER NAGME...
SHUKRIYA KABUL KIJIYE "ROHINJI" .."PRIYANKA" KA...
KYNKI AAPNE APNE SHABDHO KO BASAYA HAI HUMARE DIL MEIN....

BYE

Chalo hum nahi humare shabd hi aap ke dil mein bas gayein hain ....lol

Ummed hai yaad rahega aur aap mere naye thread ka hissa bhi banengi..Vaise soch raha tha aapki koi farmaish ho to usse poora kar doon. .. Isliye bataye kaisa kalam padna chhengi aap?
Aap ke jawab ka intezar rahega

Thanks
rohin


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
"Mere haath meiN tera haath ho" sunita thakur Chit-Chat & General Discussion Forum 1788 18th April 2021 11:48 PM
Mere Haath Mein Tera Haath Ho piasandali1234 Hindi/Urdu Lyrics 0 4th June 2006 02:51 PM
Mere Haath Mein Tera Haath(Fanaa) Mukhra Hindi/Urdu Lyrics 0 23rd April 2006 02:26 AM
Yera haath haath me ho agar to***** sem Shayri-e-Ishq 1 22nd June 2005 01:34 PM
lakeer deewaana Shayri-e-Ishq 0 8th June 2003 05:14 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com