Sms shayri -
25th May 2013, 09:23 PM
Unhe payar karna nhi aata
Hum ko payar k siwa kuch nahi aata
Geene k 2he raaste hai,ek unhe nahi aata,ek humko nahi aata
Woh humare siwa sab ko milte hai or
Humko kisi or se hath milana nahi aata
Unhe hota nahi yakin humare payar per
Or humen dil chir ker dikhana nahi aata
Woh bhul jate hai humara chehra ek he pal me
Or humko unki yaad ko bhulana nahi aata.
Anil Arora
Naulekahe par tere khoon ki boond hai,
Motiyo ki jagah par jada kaun hai,
Jiski khatir daga chandini se kare,
Puch suraj ki woh dilruba kaun hai?
|