Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
sharab ek dava
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
sharab ek dava - 21st September 2013, 11:02 AM

Gar sharab hoti har marz ki dawa to ,
Sab maikhane me hote ,
phir koi galtiyan na karta ,
sab pee ke sayane hote..

Is main (I) se tou maye achi hai ,
mujhe khud se door le jati hai,
panchi sa urta firta hoon,
jab ye saroor laati hai..

Jab dard ki ho jaati hai intaha ,
Ghum baantne tu hi aati hai,
Dost jab bhi milte hain ,
tu hi mehfilen sajaati hai

Log kahte hain ye hai teri sautan ,
ek din tera ghar tabah kar degi ,
main kenhta hun yeh mera jeewan ,
Har din yehi mujhe panah degi..

Yeh nighebaan meri jab ise peeta hun,
Khud ke liye kuch pal main bhi jeeta hun.

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 21st September 2013 at 11:51 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
21st September 2013, 06:33 PM

Sehgal Sahaab Aadaab...!


WaaH janab waaH kia kahne bahut khoob janab... kia khoob khayaal bayaaN kiye haiN aapne... Badi achchi kalaam huyi hai...

Meri dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...
Likhate rahiye... Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#3)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
21st September 2013, 11:24 PM

Waah bahaut achchha kaha apne Hamdam ji ... Sundar nazm !!
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
23rd September 2013, 04:41 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Sehgal Sahaab Aadaab...!


WaaH janab waaH kia kahne bahut khoob janab... kia khoob khayaal bayaaN kiye haiN aapne... Badi achchi kalaam huyi hai...

Meri dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...
Likhate rahiye... Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez...
Kwahish sahib hamara khayal pasand karne ke liye bahut
bahut shukriya.....

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
29th September 2013, 10:23 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Waah bahaut achchha kaha apne Hamdam ji ... Sundar nazm !!
Bahut mashkoor hun Zarrra Sahib Aapka..



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Krishnasharma
Registered User
Krishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 16
11th October 2013, 07:38 PM

Waah saab . Aaapne toh maano jaise dil jeet liya aaj. Bahut khoob likha hai.
yeh do khayaal bahut khaas lage mujhe
Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Log kahte hain ye hai teri sautan ,
ek din tera ghar tabah kar degi ,
main kenhta hun yeh mera jeewan ,
Har din yehi mujhe panah degi..

Yeh nighebaan meri jab ise peeta hun,
Khud ke liye kuch pal main bhi jeeta hun.
Dil se daad haazir hai sehgal saab , kubool farmaayiyega . . .


Kehne ke liye har koi lagta hai apna,
jhaak ke dekhe toh toh har rishta hai ik Sapna . . .
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com