Dosto aap sab ko adaab arz hai. Main aapke samne apne kuch nagme le kar aaj phir aaya hoon. Umeed hai aapko pasand aayege
Shayad ye mera waham hi tha ki tu mujhse pyar karti hai
Tune to sirf khela tha mere dil se, tu to matlab se baat karti hai
Shayad ye mera...
tera wo has has kar baate karna aksar yaad aata hai mujhko
tere saath beta har lamha har pal aksar satata hai mujhko
par tu kaha samjhegi un lamho ki ahamiyat
Tu to sirf waqt kata karti hai
Shayad ye mera...
Dilo se Khelne ka hunar tumhe bakhubi aata hai,
Par ye hunar hum sheek na sake
Isliye to tanha rah gaye hai hum aaj
Or tujhse hi har mahfil saja karti hai
Shayad ye mera...
Ab to rang-o-gum hi rah gaya hai jindgi me "Vineet"
Dehkna hai khushiyo ka din kab nikalta hai
Shayad ye mera...
Broken Heart
##@@ Jab hum na honge kaya rang-a-mahfil hogi &&&&
Or kisko dekh kar aap sarmaya karogi####
Dosto aap sab ko adaab arz hai. Main aapke samne apne kuch nagme le kar aaj phir aaya hoon. Umeed hai aapko pasand aayege
Shayad ye mera waham hi tha ki tu mujhse pyar karti hai
Tune to sirf khela tha mere dil se, tu to matlab se baat karti hai
Shayad ye mera...
tera wo has has kar baate karna aksar yaad aata hai mujhko
tere saath beta har lamha har pal aksar satata hai mujhko
par tu kaha samjhegi un lamho ki ahamiyat
Tu to sirf waqt kata karti hai
Shayad ye mera...
Dilo se Khelne ka hunar tumhe bakhubi aata hai,
Par ye hunar hum sheek na sake
Isliye to tanha rah gaye hai hum aaj
Or tujhse hi har mahfil saja karti hai
Shayad ye mera...
Ab to rang-o-gum hi rah gaya hai jindgi me "Vineet"
Dehkna hai khushiyo ka din kab nikalta hai
Shayad ye mera...
Broken Heart
bohot hi zabardast hai ji,,
har shabdo main dard bhara hai,,