Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > English/Hindi/Other Languages Poetry > Hindi Kavitayen

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 4 votes, 5.00 average. Display Modes
Main aur Meri Soch
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
Main aur Meri Soch - 24th January 2013, 04:52 AM

Main aur meri soch aksar ye baaten karte hain,
Gar tu na hoti to mera kya hota..mera kya hota.

__________________________________________________ _____

Tumhi ho meri hamsafar tumhi ho meri hamraz,
Jab sab duur hote hain sirf tum hoti ho mere pass.

Tum ajnabi nahi mujh se yeh deti sada ahsaas,
Ek tumhi to ho meri apni jaanta hun main ye raaz.

Kabhi tum duur le jaati ho mujhko kabhi rakhti ho as pass,
Tumhi hoti ho mera hamsaya Jab bhi hota hun udaas.

Ek tumhi ho jise na khone ki chinta na paane ki pyas,
Jalati ho dil mera aur marham bhi lagaati ho apne aap.

Tum mujh me samayi ho main tujh mein samaya hun,
Kabhi lagti paheli kabhi saheli per mera hamsaya ho.

Ek tum aur ek meri saanse hain jo neend mein bhi deti saath,
Din mera tumhi se roshan sapne mere sajaati ho har raat,

Tum se kayam duniya meri tum se basta mera jahan,
Ek tuhi to hai jo mujhe neki aur badi ki deti pehchaan.

Tumhi mujhe hasati ho tumhi mujhe rulati ho,
Ek tumhi to ho jo meri sukh dukh ki saathi ho.

Tum bani ho mere liye sirf meri hi ban ke rehna,
Hamdam ki yehi tujse vinti aur nahin kuch kehna.

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Dhaval; 24th January 2013 at 11:56 AM.. Reason: On request
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
24th January 2013, 02:51 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Main aur meri soch aksar ye baaten karte hain,
Gar tu na hoti to mera kya hota..mera kya hota.

__________________________________________________ _____

Tumhi ho meri hamsafar tumhi ho meri hamraz,
Jab sab duur hote hain sirf tum hoti ho mere pass.

Tum ajnabi nahi mujh se yeh deti sada ahsaas,
Ek tumhi to ho meri apni jaanta hun main ye raaz.

Kabhi tum duur le jaati ho mujhko kabhi rakhti ho as pass,
Tumhi hoti ho mera hamsaya Jab bhi hota hun udaas.

Ek tumhi ho jise na khone ki chinta na paane ki pyas,
Jalati ho dil mera aur marham bhi lagaati ho apne aap.

Tum mujh me samayi ho main tujh mein samaya hun,
Kabhi lagti paheli kabhi saheli per mera hamsaya ho.

Ek tum aur ek meri saanse hain jo neend mein bhi deti saath,
Din mera tumhi se roshan sapne mere sajaati ho har raat,

Tum se kayam duniya meri tum se basta mera jahan,
Ek tuhi to hai jo mujhe neki aur badi ki deti pehchaan.

Tumhi mujhe hasati ho tumhi mujhe rulati ho,
Ek tumhi to ho jo meri sukh dukh ki saathi ho.

Tum bani ho mere liye sirf meri hi ban ke rehna,
Hamdam ki yehi tujse vinti aur nahin kuch kehna.

Sanjay Sehgal
Kyaa Ehsaasaat Prastut Kiye HaiN ... Bahut Sunder !!!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
24th January 2013, 04:46 PM

Naresh Mehra ji,
bahut 2 shukriya jo aap ko hamara khayal acha laga.

regds
sanjay sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com