Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kitaab baich ke gudiya khareed laaya hai
Old
  (#1)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
Kitaab baich ke gudiya khareed laaya hai - 12th April 2012, 05:37 PM

Arbaab-e-Zauq Ko Aadaab….!Aik Nai Ghazal Ke Kuch Ashaar Pesh-e-Khidmat Hain…. Ummid Hai Ahbaab Ko Pasand Aayen Gay…Jahaan Kaheen Aap ko Lagay Ke Main Ghalat Hun To Bila-jhijak Bataaiye Or Shukria Ka Mauqa den…

KITAAB BAICH KE GUDIYA KHAREED LAAYA HAI

Bazar-e-Dehar Se Dunia Khareed Laya Hai
Khushi Ko Chod Ke Sadma Khareed Laya Hai

Yateem Behan Ki Zidd Par Wo Phool Sa Bacha
Kitaab Baich Ke Gudiya Khareed Laya Hai

Baya'an Badal Diya Faaqay Zada Se Muflis Ne
Zameer Baich Ke Aata Khareed Laaya Hai

Tujhay Kaha Bhi Tha Ye Ishq Rog Hai Dil Ka
Magar Tu Phir Wahi Fitna Khareed Laaya Hai

Ye Tujh Me Aaj Bhala Kaun Baat Karta Hai…?
Ye Kis Ka Aaj Tuu Lehja Khareed Laaya Hai…?

Tamaam Umr ke Khawaabon Ko Baich Kar AHMAD
Bas Ik Sukoon Ka Lamha Khareed Laaya Hai

AHMAD ALI SHAKIL




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
12th April 2012, 06:57 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Arbaab-e-Zauq Ko Aadaab….!Aik Nai Ghazal Ke Kuch Ashaar Pesh-e-Khidmat Hain…. Ummid Hai Ahbaab Ko Pasand Aayen Gay…Jahaan Kaheen Aap ko Lagay Ke Main Ghalat Hun To Bila-jhijak Bataaiye Or Shukria Ka Mauqa den…

KITAAB BAICH KE GUDIYA KHAREED LAAYA HAI

Bazar-e-Dehar Se Dunia Khareed Laya Hai
Khushi Ko Chod Ke Sadma Khareed Laya Hai

Yateem Behan Ki Zidd Par Wo Phool Sa Bacha
Kitaab Baich Ke Gudiya Khareed Laya Hai

Baya'an Badal Diya Faaqay Zada Se Muflis Ne
Zameer Baich Ke Aata Khareed Laaya Hai

Tujhay Kaha Bhi Tha Ye Ishq Rog Hai Dil Ka
Magar Tu Phir Wahi Fitna Khareed Laaya Hai

Ye Tujh Me Aaj Bhala Kaun Baat Karta Hai…?
Ye Kis Ka Aaj Tuu Lehja Khareed Laaya Hai…?

Tamaam Umr ke Khawaabon Ko Baich Kar AHMAD
Bas Ik Sukoon Ka Lamha Khareed Laaya Hai

AHMAD ALI SHAKIL
behad khoobsurat .... kamaal ke sher hai bhayee ...

tum bas shayri kiyaa karo.....

waise kuch aur bhi karte ho ya nahi;............. roz roz nayee ghazaleN aur sach mai nayee ghazleN

nazar na lage yaar
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#3)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
12th April 2012, 07:25 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Arbaab-e-Zauq Ko Aadaab….!Aik Nai Ghazal Ke Kuch Ashaar Pesh-e-Khidmat Hain…. Ummid Hai Ahbaab Ko Pasand Aayen Gay…Jahaan Kaheen Aap ko Lagay Ke Main Ghalat Hun To Bila-jhijak Bataaiye Or Shukria Ka Mauqa den…

KITAAB BAICH KE GUDIYA KHAREED LAAYA HAI

Bazar-e-Dehar Se Dunia Khareed Laya Hai
Khushi Ko Chod Ke Sadma Khareed Laya Hai

Yateem Behan Ki Zidd Par Wo Phool Sa Bacha
Kitaab Baich Ke Gudiya Khareed Laya Hai

Baya'an Badal Diya Faaqay Zada Se Muflis Ne
Zameer Baich Ke Aata Khareed Laaya Hai

Tujhay Kaha Bhi Tha Ye Ishq Rog Hai Dil Ka
Magar Tu Phir Wahi Fitna Khareed Laaya Hai

Ye Tujh Me Aaj Bhala Kaun Baat Karta Hai…?
Ye Kis Ka Aaj Tuu Lehja Khareed Laaya Hai…?

Tamaam Umr ke Khawaabon Ko Baich Kar AHMAD
Bas Ik Sukoon Ka Lamha Khareed Laaya Hai

AHMAD ALI SHAKIL
Waah Shakil sahab. Aapke buland o aalaa takhayyul ka mureed ho gaya hoon main to. Kya soch hai bhai. Bahut khoob.......


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
12th April 2012, 11:48 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Arbaab-e-Zauq Ko Aadaab….!Aik Nai Ghazal Ke Kuch Ashaar Pesh-e-Khidmat Hain…. Ummid Hai Ahbaab Ko Pasand Aayen Gay…Jahaan Kaheen Aap ko Lagay Ke Main Ghalat Hun To Bila-jhijak Bataaiye Or Shukria Ka Mauqa den…

KITAAB BAICH KE GUDIYA KHAREED LAAYA HAI

Bazar-e-Dehar Se Dunia Khareed Laya Hai
Khushi Ko Chod Ke Sadma Khareed Laya Hai

Yateem Behan Ki Zidd Par Wo Phool Sa Bacha
Kitaab Baich Ke Gudiya Khareed Laya Hai

Baya'an Badal Diya Faaqay Zada Se Muflis Ne
Zameer Baich Ke Aata Khareed Laaya Hai

Tujhay Kaha Bhi Tha Ye Ishq Rog Hai Dil Ka
Magar Tu Phir Wahi Fitna Khareed Laaya Hai

Ye Tujh Me Aaj Bhala Kaun Baat Karta Hai…?
Ye Kis Ka Aaj Tuu Lehja Khareed Laaya Hai…?

Tamaam Umr ke Khawaabon Ko Baich Kar AHMAD
Bas Ik Sukoon Ka Lamha Khareed Laaya Hai

AHMAD ALI SHAKIL

AsSalamAlykom Ahmad Bhaee,
Kya kahayn janaab aapki is ghazal ko..... jazbaat, alfaaz wa manzarkashee nay dil ko aysa ahsaas dilaaya maano koi mut-thee mayn lay nachoar raha haye. SubhanAllah buhat aala talhayyul wa andaaz e bayaan! Nazar na lagay aapkay hunar ko! Aameen!

Duagoh
Ahmad
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
13th April 2012, 08:10 AM

ahmad sahab .kya kahu is ghazal par.bahut-2 behatreen.................zabardast takhayyul aur qamaal ki adaayagi.yu to mujhe ghazal ke sabhi sher bahut pasand aaye lekin ye sher to bas toooo goooood ho gaya-

Yateem Behan Ki Zidd Par Wo Phool Sa Bacha
Kitaab Baich Ke Gudiya Khareed Laya Hai

aapko is khoobsurat peshqash par hazaaro-laakho mubaraqbaad.
khuda aapke hunar men din duna raat chauguna izaafa kare.aameen.
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
13th April 2012, 11:27 AM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
behad khoobsurat .... kamaal ke sher hai bhayee ...

Janab Vikaas Saheb…..!

Sab Se Pehlay To Aap Ka Mashkoor-o-Mamnoon Hun Ke Aap Ne Waqt Nikaal Kar Is Bazm Ko Raunaq Bakhshi Or Pur-khulooos Daad Se Nawaaza……

tum bas shayri kiyaa karo.....

Vikaas Ji Mashwara Acha Hai Magar Har Waqt Shaayri BHala Thodi Hoti Hai…. Or SHayri Se Pait Thodi Bharta Hai….Haan Magar Qalb-o-Rooh Ko Ghiza Mil Jaati Hai….

waise kuch aur bhi karte ho ya nahi;............. roz roz nayee ghazaleN aur sach mai nayee ghazleN

Hahaahaaaha…. Vikaas Saaheb….! Kuch Or Hee To Karta Hun….. Shaayri To Bas Kabhiiiii Kabhaaaaar Hee Hoti Hai……Or Ziaada Tar Shaayri Office Me Kaam Ke Dauraan hee Hoti Hai… Jab Me Kuch Nahi Likhta To Us Waqt Mera Shaayri Ki Taraf bilkul Dhayaan Nahi Hota…. Or Meri Aksar Ghazlen Aisay Hoti Hain Ke Bethay Bithaaye Kaam Kartay Kartay Yakdam Zehan Tabdeel Hota Hai Or Yuun Jaisay Koi Likhwaata Jaaye Or Main Likhta Jaaun….
Isi Ghazal Ko Lijiye…. Shuru Karnay Se Aik Minute Pehlay Tak Bhi Ye Zehan Nahi Tha Ke Kuch Likhun….. Phir Bas Radeef Zehan Me Aaya Or Mere Andaazay Ke Mutaabiq Maximum 30 minutes Me Ye Ghazal Complete Ho Kar SDC Par Post Ho Chuki Thi….. Us Ke Baad Phir Wohi Aam Haalat… Jaisay Maloom Hee Na Ho Ke Shaayri Kia Bala Hai…..

nazar na lage yaar
Vikaas Ji…. Aap ki Muhabbat Hai Jo Aap Is Qadar Khuloos Se Paish Aatay Hain …. Aap Ki Duaaon Ka Bhi Boht Bohot Shukria….. Bas Yunhi Sath banaye rakhiye………….
Sada khush rahiye………..




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
14th April 2012, 10:09 AM

Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!! View Post
Waah Shakil sahab. Aapke buland o aalaa takhayyul ka mureed ho gaya hoon main to. Kya soch hai bhai. Bahut khoob.......

Janab Sumit Saheb....!

Aap Ne JIs Muhabbat Se Is Kalaam Ko Hausla-Afzaayi Se Nawaaza Hai, Us Par Aap Ka Bohot Bohot Mashkoor Hun........ Aap Ke Takhayyul Ki Parwaaz Bhi Kuch Kam Nahi Hai...
Khush Rahiye.......




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
15th April 2012, 10:58 AM

Ahmad Bhaa'ii:

salaam!

janaab dil-kaSh Ghazal paDhne ka mauqaa aapne diyaa maiN aapka ShuKraGuzaar huuN... mazaa aa gayaa! yuuNhi bazm ki Shaan baDhaate rahiye

dil se daad... Khush rahiye... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,724
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
16th April 2012, 10:33 PM

Wwaahhh Ahmad ji ...bahaut khoob...shayari to umdah hai hi....saath apney kuchch aisey manzar alfaaz ke zariye khadey kar diye jinhonein dil ko kured ke rakh diya....dheron daad aur mubarakbaad!


Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Arbaab-e-Zauq Ko Aadaab….!Aik Nai Ghazal Ke Kuch Ashaar Pesh-e-Khidmat Hain…. Ummid Hai Ahbaab Ko Pasand Aayen Gay…Jahaan Kaheen Aap ko Lagay Ke Main Ghalat Hun To Bila-jhijak Bataaiye Or Shukria Ka Mauqa den…

KITAAB BAICH KE GUDIYA KHAREED LAAYA HAI

Bazar-e-Dehar Se Dunia Khareed Laya Hai
Khushi Ko Chod Ke Sadma Khareed Laya Hai

Yateem Behan Ki Zidd Par Wo Phool Sa Bacha
Kitaab Baich Ke Gudiya Khareed Laya Hai

Baya'an Badal Diya Faaqay Zada Se Muflis Ne
Zameer Baich Ke Aata Khareed Laaya Hai

Tujhay Kaha Bhi Tha Ye Ishq Rog Hai Dil Ka
Magar Tu Phir Wahi Fitna Khareed Laaya Hai

Ye Tujh Me Aaj Bhala Kaun Baat Karta Hai…?
Ye Kis Ka Aaj Tuu Lehja Khareed Laaya Hai…?

Tamaam Umr ke Khawaabon Ko Baich Kar AHMAD
Bas Ik Sukoon Ka Lamha Khareed Laaya Hai

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
18th April 2012, 06:21 AM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post

KITAAB BAICH KE GUDIYA KHAREED LAAYA HAI

Bazar-e-Dehar Se Dunia Khareed Laya Hai
Khushi Ko Chod Ke Sadma Khareed Laya Hai

Yateem Behan Ki Zidd Par Wo Phool Sa Bacha
Kitaab Baich Ke Gudiya Khareed Laya Hai

Baya'an Badal Diya Faaqay Zada Se Muflis Ne
Zameer Baich Ke Aata Khareed Laaya Hai

Tujhay Kaha Bhi Tha Ye Ishq Rog Hai Dil Ka
Magar Tu Phir Wahi Fitna Khareed Laaya Hai

Ye Tujh Me Aaj Bhala Kaun Baat Karta Hai…?
Ye Kis Ka Aaj Tuu Lehja Khareed Laaya Hai…?

Tamaam Umr ke Khawaabon Ko Baich Kar AHMAD
Bas Ik Sukoon Ka Lamha Khareed Laaya Hai
Nihayat Khoob ... AHMAD ALI SHAKIL Ji !

Khoobsurat Labo Lehzaa ... FikR O Khayaal !

BehtreeN Ghazal Huii ... Sar Se Paa Talak !

Nayaab .. Purasar ... Dilee Mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#11)
benuro_jiya
Registered User
benuro_jiya is a jewel in the roughbenuro_jiya is a jewel in the roughbenuro_jiya is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 70
Join Date: Feb 2012
Location: Kolkata ,WB .
Rep Power: 15
18th April 2012, 06:28 PM

aapki ye ghazal bahot hi khubsoorat hai
maqta sabse khas raha
Tamaam Umr ke Khawaabon Ko Baich Kar AHMAD
Bas Ik Sukoon Ka Lamha Khareed Laaya Hai

daad


:-ek bujhaa hua dhumil

palak jhapakte hi jo aankh se hu'aa ojhal

woh lauT kar nahiiN aayaa gaye dinoN ki taraH
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
19th April 2012, 10:02 AM

Quote:
Originally Posted by Ahmad Hyderabadi View Post
AsSalamAlykom Ahmad Bhaee,
Kya kahayn janaab aapki is ghazal ko..... jazbaat, alfaaz wa manzarkashee nay dil ko aysa ahsaas dilaaya maano koi mut-thee mayn lay nachoar raha haye. SubhanAllah buhat aala talhayyul wa andaaz e bayaan! Nazar na lagay aapkay hunar ko! Aameen!

Duagoh
Ahmad
Waalaikum-ussalaam....!Janab AHMAD Saheb....!Aap Ne Js Muhabbat or Khuloos Se Is KHaksaar Ki Bazm Me Aa Kar Is Adna Kalaaam Ko Hausla-Afzaayi Se Nawaaz KAr Pazeeraayi Bakhshi Hai, Us Par Tah-e-Dil se aap ka Mashkoor-o-Mamnoon HUn....Aap Ki Duaaon Ka bhi Behad Shukria.....ALLAH Paak sada Aap ko Khush Rakhay......Yunhi Sath banaye Rakhiye......




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
23rd April 2012, 05:38 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
ahmad sahab .kya kahu is ghazal par.bahut-2 behatreen.................zabardast takhayyul aur qamaal ki adaayagi.yu to mujhe ghazal ke sabhi sher bahut pasand aaye lekin ye sher to bas toooo goooood ho gaya-

Yateem Behan Ki Zidd Par Wo Phool Sa Bacha
Kitaab Baich Ke Gudiya Khareed Laya Hai

aapko is khoobsurat peshqash par hazaaro-laakho mubaraqbaad.
khuda aapke hunar men din duna raat chauguna izaafa kare.aameen.

Janaab Uffaq Saaheb...!

Aap Ki Inaayat Hai Jo Aap Ne Is Kalaam Ko Waqt Dia....... Or Purkhuloos Daad-o-Mubarakbaad se nawaaza..... Dil Ko Bahot Khushi mili aap ki raaye jaan kar...
Sada khush rahiye
yunhi sath banaaye rakhiye.......




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
24th April 2012, 10:36 AM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Arbaab-e-Zauq Ko Aadaab….!Aik Nai Ghazal Ke Kuch Ashaar Pesh-e-Khidmat Hain…. Ummid Hai Ahbaab Ko Pasand Aayen Gay…Jahaan Kaheen Aap ko Lagay Ke Main Ghalat Hun To Bila-jhijak Bataaiye Or Shukria Ka Mauqa den…

KITAAB BAICH KE GUDIYA KHAREED LAAYA HAI

Bazar-e-Dehar Se Dunia Khareed Laya Hai
Khushi Ko Chod Ke Sadma Khareed Laya Hai

Yateem Behan Ki Zidd Par Wo Phool Sa Bacha
Kitaab Baich Ke Gudiya Khareed Laya Hai

Baya'an Badal Diya Faaqay Zada Se Muflis Ne
Zameer Baich Ke Aata Khareed Laaya Hai

Tujhay Kaha Bhi Tha Ye Ishq Rog Hai Dil Ka
Magar Tu Phir Wahi Fitna Khareed Laaya Hai

Ye Tujh Me Aaj Bhala Kaun Baat Karta Hai…?
Ye Kis Ka Aaj Tuu Lehja Khareed Laaya Hai…?

Tamaam Umr ke Khawaabon Ko Baich Kar AHMAD
Bas Ik Sukoon Ka Lamha Khareed Laaya Hai

AHMAD ALI SHAKIL

Ji Bhaut Sunder.....................

Ye Tujh Me Aaj Bhala Kaun Baat Karta Hai…?
Ye Kis Ka Aaj Tuu Lehja Khareed Laaya Hai…?



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
27th April 2012, 03:58 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Ahmad Bhaa'ii:

salaam!

janaab dil-kaSh Ghazal paDhne ka mauqaa aapne diyaa maiN aapka ShuKraGuzaar huuN... mazaa aa gayaa! yuuNhi bazm ki Shaan baDhaate rahiye

dil se daad... Khush rahiye... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval
DHaval Ji..........! Aap Ki Daad Or Hausla-Afzaayi Ka Behad SHukria.. KHush Rhaiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
27th April 2012, 04:00 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Wwaahhh Ahmad ji ...bahaut khoob...shayari to umdah hai hi....saath apney kuchch aisey manzar alfaaz ke zariye khadey kar diye jinhonein dil ko kured ke rakh diya....dheron daad aur mubarakbaad!

Zarrah Ji............!

Aap Ne JIs Khubsurat Andaz Me Is KHaaksaar Ke Adnaa Kalam Ko Saraaha Hai, Us Ke Liye Tah-e-Dil se aap Ka Mashkoor Hun.....Sada Khush Rahiye.... Yunhi Sath Banaaye Rakhiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
27th April 2012, 04:03 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Nihayat Khoob ... AHMAD ALI SHAKIL Ji !

Khoobsurat Labo Lehzaa ... FikR O Khayaal !

BehtreeN Ghazal Huii ... Sar Se Paa Talak !

Nayaab .. Purasar ... Dilee Mubaaraqbaad !!!

Mohtaram Naresh Mehra Ji....!

Aap Ki Shafqat HAi...Nawaazish Hai, inaayat Hai Jo Aap ne Is Kalaam Ko Waqt Or Or Hausla-afzaayi Se nawaaza..Khush Rhaiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
27th April 2012, 04:05 PM

Quote:
Originally Posted by Radhika_2 View Post
Ji Bhaut Sunder.....................

Ye Tujh Me Aaj Bhala Kaun Baat Karta Hai…?
Ye Kis Ka Aaj Tuu Lehja Khareed Laaya Hai…?

Radhika Ji..........!

Aap Ki daad Ka Bahot Bahot Shukria.. Sada Khush Rahiye.....




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com