Na zindagi mili na wafa mili,
Na jane kyu her khushi kushi se khafa mili
Juti muskan liye apne gum ko chupate rahe,
Sachhey pyar karne ki b kya khub saja mili
Teri Yaad bhi kamaal karti hai,
Kaise kaise sawaal karti hai,
Ek pal ko tanha nahi karti mujhe,
Teri yaad bhi mere kitna khayaal karti hai..................