Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Amar Prem
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
Amar Prem - 7th September 2014, 07:28 AM

Teri garm saansen aaj bhi galon ko sehlati.hain,
Jab kabhi raat ki tanhai mein teri yaad aati hai.

Baagon mein bahar ban ke tu jab muskurati hai ,
Teri ankhon kee vo kashish phir mujhe bulati hai.

Tere narm hothon ka kapkapana yaad aata hai ,
Dil ke kisi kone mein phir se hulchal machati hai.

Waqt ke hathon kurbaan ho gayi teti meri mohabbat,
Per teri baahon ki vo kaid kahan chhoot paati hai.

Tun nahin hai bus teri yaad mein bus jeena hai,
Mere Dil ki dharkan baar baar ye baat dohraati hai.



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
7th September 2014, 10:39 AM

bahut hee umda shayri prastut kee hai aapne....ek alag andaaz mein dikhe aap mujhe.....keep it up...



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
7th September 2014, 11:03 AM

bahot hi roomaani andaaz raha aapka sanjay saahab is baar..... bahot acchii peshkash rahi aapki......

likhte rahen

Shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
7th September 2014, 12:38 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
bahut hee umda shayri prastut kee hai aapne....ek alag andaaz mein dikhe aap mujhe.....keep it up...

Arvind ji shukriya ...

maine dekha ki.Ishq mein bicherne ka dard kuch jyada hi hota hai.
Kypn na bichar ke bhi achchi yaadon ko sanjoyein



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
Smile 7th September 2014, 12:45 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
bahot hi roomaani andaaz raha aapka sanjay saahab is baar..... bahot acchii peshkash rahi aapki......

likhte rahen

Shaad.....
Samir bhai shukriya aapka ...
y
Dil yun hi dharakta rehta hai ,aj isko.dharakne ki ek wajah de do.
Mann yun hi bhatakta phirta hai aaj isko yadon ki sambhal de do



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
7th September 2014, 04:03 PM

waah !! bahaut khoob Sanjay ji !! behad roomaanee ehsaas aur behad sachche jazbaat !! dheron daad aap ko is khoobsurat ghazal par !!


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
7th September 2014, 05:24 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
waah !! bahaut khoob Sanjay ji !! behad roomaanee ehsaas aur behad sachche jazbaat !! dheron daad aap ko is khoobsurat ghazal par !!
Zarra Sahib ,
Haste mamool aap ne phir hausala hi badaya hai mera .
Ghazal pasand karne ke liye shukriya janab..

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
7th September 2014, 05:36 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Sanjayji aapki nazm meiN ishq aur dard dono ki jhalak hai i hope ye sirf aapke khayal haiN sachchai nahin hai...sachchai hogi to mujhe bahot dukh hoga aap kaafi zinda dil aur hansmukh insaan haiN lekin aksar aise logoN ke dil meiN hi bepanaah dard hota hai....u may differ tough...aur waaaahhhhh! Bahot khoob rumaanii andaaz hai nazm meiN...yunhi likhtey rahiye
Dear Naaz ,

Main apka concern dekh kar overwhelm ho gaya . Per aisa kuch nahin hai.
Dekho jaise main non drinker ho kersharab pe likh sakta hun ..waise hi yahan
bhi kuch aise hi hai.. In fact main doosro ko observe karta rehta hun . Ye bhi kisi
aur ki life se inpired hai.

Shukhriya aapka ghazal pasand karne ke liye aur aap ke concern ke liye.

God bless you .

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Boht Khoob!
Old
  (#9)
Yasmine
Registered User
Yasmine is a jewel in the roughYasmine is a jewel in the roughYasmine is a jewel in the roughYasmine is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 75
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 13
Boht Khoob! - 7th September 2014, 08:03 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Teri garm saansen aaj bhi galon ko sehlati.hain,
Jab kabhi raat ki tanhai mein teri yaad aati hai.

Baagon mein bahar ban ke tu jab muskurati hai ,
Teri ankhon kee vo kashish phir mujhe bulati hai.

Tere narm hothon ka kapkapana yaad aata hai ,
Dil ke kisi kone mein phir se hulchal machati hai.

Waqt ke hathon kurbaan ho gayi teti meri mohabbat,
Per teri baahon ki vo kaid kahan chhoot paati hai.

Tun nahin hai bus teri yaad mein bus jeena hai,
Mere Dil ki dharkan baar baar ye baat dohraati hai.
Boht khoob, jazbe ki gehrai ba kamaal hy
Duaon ke saath
Yasmine Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
8th September 2014, 11:11 AM

wahhhh! Sanjay jii,,

Wese to aap ka hur andaaz hi qaabil-e-tehseen hota hai,
yeH roomaani andaaz bhi baDa pasand aaya......

DherooN daad iss naram-o-naazuk kalaam ke liye!

Likhte rahiye,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
8th September 2014, 09:04 PM

Quote:
Originally Posted by Yasmine View Post

Boht khoob, jazbe ki gehrai ba kamaal hy
Duaon ke saath
Yasmine Khan
Yasmeen ji ,

Bahut bahut shukriya aapki daad ke liye ..



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com