Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
...........maaon jaisi hai..........
Old
  (#1)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
...........maaon jaisi hai.......... - 28th January 2012, 12:45 PM

Arbab-e-Zauq Ko Aadaab….!
Chand Ahsasaat Ke Sath Hazir Hun…….. Ummid Hai Arbab-e-Zauq Ko Pasand Aayen Gay…..

GHAM KI DHOOP ME THANDI CHHAAON JESI HAI

Gham Ki Dhoop Me Thandi Chhaaon Jesi Hai
Teri Yaad Ki Khaslat Maaon Jesi Hai

Dekho To Khamosh Si Lagti Hai Lekin
Andar Se Wo Taiz Hawaaon Jesi Hai

Qatra Qatra Dil Se Lahoo Nichodti Hai
Hijr Ki Khooni Raat Balaaon Jesi Hai

Jis Ke Dam Se Soonay Aangan Phool Khilay
Aaj Wo Khud Weeran Khizaaon Jesi Hai

Qaurb Ne Tere Dil Ko Raunaq Bakhshi Thi
Haalat Is Ki Ab Sehraaon Jaisi Hai

AHMAD ALI SHAKIL




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
30th January 2012, 10:35 AM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Arbab-e-Zauq Ko Aadaab….!
Chand Ahsasaat Ke Sath Hazir Hun…….. Ummid Hai Arbab-e-Zauq Ko Pasand Aayen Gay…..

GHAM KI DHOOP ME THANDI CHHAAON JESI HAI

Gham Ki Dhoop Me Thandi Chhaaon Jesi Hai
Teri Yaad Ki Khaslat Maaon Jesi Hai

Dekho To Khamosh Si Lagti Hai Lekin
Andar Se Wo Taiz Hawaaon Jesi Hai

Qatra Qatra Dil Se Lahoo Nichodti Hai
Hijr Ki Khooni Raat Balaaon Jesi Hai

Jis Ke Dam Se Soonay Aangan Phool Khilay
Aaj Wo Khud Weeran Khizaaon Jesi Hai

Qaurb Ne Tere Dil Ko Raunaq Bakhshi Thi
Haalat Is Ki Ab Sehraaon Jaisi Hai

AHMAD ALI SHAKIL
As.Salaam Alykom Shakil Sahab!

Aalaa buhat aala ghazal! Khaaksaar ki kam fahmee ki wajah say do say teen baar ghaur se perha tab jaki samajh aaya Sub'hanAllah kya khoobsoorat kaavish ko tarteeb diya haye aap nay! Mujhe iska na sirf takhayyul wa andaaz e bayaan pasand aaya balki iskee bunat wa inktikhaab e alfaaz bhee buhat bhaa gayay! Rawaan jaysay Ravi apnay full bahaav mayn ho!

Duagoh
Ahmad
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
30th January 2012, 11:18 AM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Arbab-e-Zauq Ko Aadaab….!
Chand Ahsasaat Ke Sath Hazir Hun…….. Ummid Hai Arbab-e-Zauq Ko Pasand Aayen Gay…..

GHAM KI DHOOP ME THANDI CHHAAON JESI HAI

Gham Ki Dhoop Me Thandi Chhaaon Jesi Hai
Teri Yaad Ki Khaslat Maaon Jesi Hai

Dekho To Khamosh Si Lagti Hai Lekin
Andar Se Wo Taiz Hawaaon Jesi Hai

Qatra Qatra Dil Se Lahoo Nichodti Hai
Hijr Ki Khooni Raat Balaaon Jesi Hai

Jis Ke Dam Se Soonay Aangan Phool Khilay
Aaj Wo Khud Weeran Khizaaon Jesi Hai

Qaurb Ne Tere Dil Ko Raunaq Bakhshi Thi
Haalat Is Ki Ab Sehraaon Jaisi Hai

AHMAD ALI SHAKIL
Ji Bhaut Sunder......................



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
30th January 2012, 01:15 PM

Quote:
Originally Posted by Ahmad Hyderabadi View Post
As.Salaam Alykom Shakil Sahab!

Aalaa buhat aala ghazal! Khaaksaar ki kam fahmee ki wajah say do say teen baar ghaur se perha tab jaki samajh aaya Sub'hanAllah kya khoobsoorat kaavish ko tarteeb diya haye aap nay! Mujhe iska na sirf takhayyul wa andaaz e bayaan pasand aaya balki iskee bunat wa inktikhaab e alfaaz bhee buhat bhaa gayay! Rawaan jaysay Ravi apnay full bahaav mayn ho!

Duagoh
Ahmad
Waalaikum-Mussalaam Janab Ahmad Sb………!
Sab Se Pehlay To Aap KA Mashkoor Hun Ke Aap Ne Is Kalaam Ke Liye Waqt Nikala….
Janab AHMAD Sb……. Aap Ne Jis Andaaz Me Hausla-Afzaayi Farmaayi… Us Se Dil Baagh Baagh Ho Gaya…Ye Faqat Aap Ka Husn-e-Baseerat Hai jo Aap ne Is Ghazal Ke Ashaar Ko Baareeki Se Dekha Or Samjha….Is Inayat Pr Tah-e-Dil Se Aap Ka Mashkoor-o-Mamnoon Hun……
Aap Se Guzaarish Hai Ke Yunhi Sath Banaye Rakhiye…….

ALLAH PAAK Aap Ko Aasaanian Or Khushian Ataa Farmaye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
30th January 2012, 05:44 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
GHAM KI DHOOP ME THANDI CHHAAON JESI HAI

Gham Ki Dhoop Me Thandi Chhaaon Jesi Hai
Teri Yaad Ki Khaslat Maaon Jesi Hai

Dekho To Khamosh Si Lagti Hai Lekin
Andar Se Wo Taiz Hawaaon Jesi Hai

Qatra Qatra Dil Se Lahoo Nichodti Hai
Hijr Ki Khooni Raat Balaaon Jesi Hai

Jis Ke Dam Se Soonay Aangan Phool Khilay
Aaj Wo Khud Weeran Khizaaon Jesi Hai

Qaurb Ne Tere Dil Ko Raunaq Bakhshi Thi
Haalat Is Ki Ab Sehraaon Jaisi Hai

AHMAD ALI SHAKIL
WaaH ! Ahmad Shakil Ji ! Kyaa Khoob Ashaar Kahe HaiN ... Asar Angez ... BehtreeN Andaaze BayaaN ... Umdaa Ghazal Huii Hai Janaab ... Dilee Daad O Mubaaraqbaad ........ !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#6)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
31st January 2012, 11:56 AM

Quote:
Originally Posted by Radhika_2 View Post
Ji Bhaut Sunder......................
Radhika JI.......... Hausla-Afzaayi Ka Boht boht Shukriya......
Sada KHush Rahiye.....




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 31st January 2012, 12:13 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Arbab-e-Zauq Ko Aadaab….!
Chand Ahsasaat Ke Sath Hazir Hun…….. Ummid Hai Arbab-e-Zauq Ko Pasand Aayen Gay…..

GHAM KI DHOOP ME THANDI CHHAAON JESI HAI

Gham Ki Dhoop Me Thandi Chhaaon Jesi Hai
Teri Yaad Ki Khaslat Maaon Jesi Hai

Dekho To Khamosh Si Lagti Hai Lekin
Andar Se Wo Taiz Hawaaon Jesi Hai

Qatra Qatra Dil Se Lahoo Nichodti Hai
Hijr Ki Khooni Raat Balaaon Jesi Hai

Jis Ke Dam Se Soonay Aangan Phool Khilay
Aaj Wo Khud Weeran Khizaaon Jesi Hai

Qaurb Ne Tere Dil Ko Raunaq Bakhshi Thi
Haalat Is Ki Ab Sehraaon Jaisi Hai

AHMAD ALI SHAKIL
Qatra Qatra Dil Se Lahoo Nichodti Hai
Hijr Ki Khooni Raat Balaaon Jesi Hai

Assalam-o-Alaykum Hasan Sahab

Janaab bahut pyari gazal pesh kihai aapne dil khush ho gaya unhi likhte rahe.n dili mubarakbaad ke saath daad kubool kare.n...T C.. ALLAH HAFIZ


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#8)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
1st February 2012, 11:45 AM

wah wah..mashallah...! kya baat hai ahmad saheb...
bahut umdaH ghazal hui hai...meri jaanib se daad haazir hai hazrat qubuul kijiyega...


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#9)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
1st February 2012, 07:54 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post

GHAM KI DHOOP ME THANDI CHHAAON JESI HAI

Gham Ki Dhoop Me Thandi Chhaaon Jesi Hai
Teri Yaad Ki Khaslat Maaon Jesi Hai

Dekho To Khamosh Si Lagti Hai Lekin
Andar Se Wo Taiz Hawaaon Jesi Hai

Qatra Qatra Dil Se Lahoo Nichodti Hai
Hijr Ki Khooni Raat Balaaon Jesi Hai

Jis Ke Dam Se Soonay Aangan Phool Khilay
Aaj Wo Khud Weeran Khizaaon Jesi Hai

Qaurb Ne Tere Dil Ko Raunaq Bakhshi Thi
Haalat Is Ki Ab Sehraaon Jaisi Hai

AHMAD ALI SHAKIL
Waaahh waahh kyaa baaat hai... bahot khoob kaalaam se aaapne rubaaroo karaaya Shakil saahab.. aapke kalaamo ki ek baat mujhe sabse acchi ye lagtii hai ke har baaar jab bhi aapki bazm me aata hoon to yahi lagtaa hai ke zaroor is baar kuch nayaa padhne ko milegaa.... aur is baaar bhi Allah ke shukr se behad lutf aaya hai... waah kya khoob kheyaaal kahe haiN... Masha allah.... faqat itni si duaa hai Rabb TaAalaa se ho zore qalam aur ziyaaadah...

Duaa goh...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
1st February 2012, 08:01 PM

bahut ahche, ehsashoN ko alfaazoN me bahut hi safaai ke saath piroya hai aapne, khaas taur se matla haasil-e-ghazal laga mujhe... bas aage v yuNhi likhte rahiye...



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#11)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
2nd February 2012, 12:20 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
WaaH ! Ahmad Shakil Ji ! Kyaa Khoob Ashaar Kahe HaiN ... Asar Angez ... BehtreeN Andaaze BayaaN ... Umdaa Ghazal Huii Hai Janaab ... Dilee Daad O Mubaaraqbaad ........ !!!
Janab Naresh Mehra Ji.......... Aap Ka Bazm Me Aana Or Hausla-Afzaayi Se Nawazna Boht Boht Acha Laga......... Tah-e-Dil Se Is Inayat Pr Aap ka Mashkoor-o-Mamnoon Hun...
Sada Khush Rahiye....
Yunhi Sath Banaye Rakhiye.......




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com