Mazak karte-karte aksar baate -
28th February 2010, 03:17 PM
Mazak karte-karte aksar baate dilodimag par asar karti hai aise me vo mazak ka nazariye hi badal jaata hai silsila shru kaha se hota hai aur pahuchta kisi aur anjaam tak hai isliye jara sambhalkar chaliyega in rasto par jaha rishte bhi bante hai aur pal me bigadte bhi hai fir unhe sambhlana behad mushkil ho jata hai dosto.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|