Yaha kis zindagi ko aaj -
14th January 2010, 07:41 AM
yaha kis zindagi ko aaj tak roushan kiya hai maine
jise paaya hi nahi hai use kis liye pyaar kiya hai maine.
ek hamsafar ban jaate to kya ada kar sakte the aap vo wafaa
teri khata se har baag ki roushani me ek sawaal hai bewaafa.
Ek ada si surat mil gayi is zindagi me apni
jaise aaj hi waqt ne suni aur taqdeer badali apni.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|