Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dhuaan...
Old
  (#1)
Ehsaas
Registered User
Ehsaas has a spectacular aura aboutEhsaas has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 25
Join Date: Oct 2002
Location: Gurgaon, India
Rep Power: 0
Dhuaan... - 13th April 2012, 02:28 PM

Lamhon mein hai khalish koi, ye jaane kya hua…
Guzar rahein hai pal yuhin, ke jaise ho dhuaan…

Thakee hui si shaam thee, thakaa hua samah…
Bujhi hui si raat hai, kohraa ghanaa ghanaa…

Dabaa dabaa sa dard ek, hai seene mein banaa…
Aankhon mein par namee nahi, ki ronaa hai manaa…

Khafaa Khafaa sa rehni ki nahi koi nahi wajaah…
Khafaa Khaffa hi rehta hoon lekin mein har jagah…

Sisak sisak ki rooh meri, maange kahin panah…
Jhijhak jhijak ke zindagi lo ho gayi fanaa…

Lamhon mein hai khalish koi, ye jaane kya hua…
Guzar rahein hai pal yuhin, ke jaise ho dhuaan…
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
13th April 2012, 02:47 PM

Quote:
Originally Posted by Ehsaas View Post
Lamhon mein hai khalish koi, ye jaane kya hua…
Guzar rahein hai pal yuhin, ke jaise ho dhuaan…

Thakee hui si shaam thee, thakaa hua samah…
Bujhi hui si raat hai, kohraa ghanaa ghanaa…

Dabaa dabaa sa dard ek, hai seene mein banaa…
Aankhon mein par namee nahi, ki ronaa hai manaa…

Khafaa Khafaa sa rehni ki nahi koi nahi wajaah…
Khafaa Khaffa hi rehta hoon lekin mein har jagah…

Sisak sisak ki rooh meri, maange kahin panah…
Jhijhak jhijak ke zindagi lo ho gayi fanaa…

Lamhon mein hai khalish koi, ye jaane kya hua…
Guzar rahein hai pal yuhin, ke jaise ho dhuaan…
aahaa swaad sa aa gaya janaab ............... kitnaa khoob hai har sher ..
aksar log door ki sochne mai lage rahte hai...
aur aapne itnaa pas ka socha hai ki bas.. bahut door tak ka lagtaa hai
bahut acha laga aapko padhnaa .... kitnaa acha sanjeedaa sa lahjaa hai... jaise bahut ghup kohra.. andheraa sannaataa ya fir roshni...



Khafaa Khafaa sa rehni ki nahi koi nahi wajaah…
Khafaa Khaffa hi rehta hoon lekin mein har jagah…

bahut hi khoob .... kitnaa muskil hai yun asaan likhnaa

Sisak sisak ki rooh meri, maange kahin panah…
Jhijhak jhijak ke zindagi lo ho gayi fanaa…
very nice

Thakee hui si shaam thee, thakaa hua samah…
Bujhi hui si raat hai, kohraa ghanaa ghanaa…

ye sabse acha lagaa ....










welcome here
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
13th April 2012, 04:46 PM

Quote:
Originally Posted by Ehsaas View Post
Lamhon mein hai khalish koi, ye jaane kya hua…
Guzar rahein hai pal yuhin, ke jaise ho dhuaan…

Thakee hui si shaam thee, thakaa hua samah…
Bujhi hui si raat hai, kohraa ghanaa ghanaa…

Dabaa dabaa sa dard ek, hai seene mein banaa…
Aankhon mein par namee nahi, ki ronaa hai manaa…

Khafaa Khafaa sa rehni ki nahi koi nahi wajaah…
Khafaa Khaffa hi rehta hoon lekin mein har jagah…

Sisak sisak ki rooh meri, maange kahin panah…
Jhijhak jhijak ke zindagi lo ho gayi fanaa…

Lamhon mein hai khalish koi, ye jaane kya hua…
Guzar rahein hai pal yuhin, ke jaise ho dhuaan…
Zabardast!........Ehsaas Bhaee/Behen.... buhat pukhta wa aala kalaam! Ilteja haye aapsay yoonhee rounaq badhaatay rahayn!

Duagoh
Ahmad
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
14th April 2012, 10:10 AM

Khafaa Khafaa sa rehni ki nahi koi nahi wajaah…
Khafaa Khaffa hi rehta hoon lekin mein har jagah…

Sisak sisak ki rooh meri, maange kahin panah…
Jhijhak jhijak ke zindagi lo ho gayi fanaa…

bahut-2 khoob................................daad + reps.........................................
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Rahul33
Registered User
Rahul33 is a jewel in the roughRahul33 is a jewel in the roughRahul33 is a jewel in the roughRahul33 is a jewel in the rough
 
Rahul33's Avatar
 
Offline
Posts: 108
Join Date: May 2007
Location: U.P.(INDIA)
Rep Power: 20
Love 14th April 2012, 10:36 AM

Ehsaas ji,

Wakai mey Aapki ye Rachna Kabil-e-Tareef Hai... Agar Thoda Short mey Likhenge to Behtar hoga kyuki Short likhne mey Focus wahi Rehta Hai Jis Khayal per Apki Rachna Hoti Hai... Bahot Accha Likha Hai Aapne... GOD Bless u n ur Family...


Tum Bin...
  Send a message via Yahoo to Rahul33  
Reply With Quote
Old
  (#6)
benuro_jiya
Registered User
benuro_jiya is a jewel in the roughbenuro_jiya is a jewel in the roughbenuro_jiya is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 70
Join Date: Feb 2012
Location: Kolkata ,WB .
Rep Power: 15
18th April 2012, 06:36 PM

aapki ehesaas lajawab hai
umeed hai jald hi aur nayi ghazal aapki qalam se padhne ko milegi

take care


:-ek bujhaa hua dhumil

palak jhapakte hi jo aankh se hu'aa ojhal

woh lauT kar nahiiN aayaa gaye dinoN ki taraH
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com