Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
mat poochho meree haalat mujhse.
Old
  (#1)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
mat poochho meree haalat mujhse. - 20th February 2012, 03:24 PM

[COLOR="Magenta"]
ik nazre taghaaful karke tu jo uth bhee gayi rukhsat bhee huyi.
mat poochho meree haalat mujhse main ro bhee padaa hairat bhee huyi.

har saans men rezaa qat-qat ke jeevan ka guzaara karte hai,
ab maut hamaari yu samjho hasrat bhee huyi haajat bhee huyi.

ye hijr ke mausam guzrenge wo wasl kee raate aayengee,
mai khud ko yu hee bahalaata tha par dil men kahee dahasat bhee huyi.

kuch log muhabbat karte hai kuch log muhabbat jeete hai,
dil-dil pe munhasir hota hai daanaaee huyi wahashat bhee huyi.

wo aaye they aake mujhko chhuaa aur chhooke chal bhee diye,
kuch pal men dekho kya-kya huyaa main jee bhee uthaa mayyat bhee huyi.

kyun haal main apnaa khastaa jaa dunyaa ko ufaq dikhlaata hu,
sab mujhpe taras khaate bhee hai so khud se mujhe nafrat bhee huyi.
[/COLOR
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
20th February 2012, 07:19 PM

kuch log muhabbat karte hai kuch log muhabbat jeete hai,
dil-dil pe munhasir hota hai daanaaee huyi wahashat bhee huyi.

wo aaye they aake mujhko chhuaa aur chhooke chal bhee diye,
kuch pal men dekho kya-kya huyaa main jee bhee uthaa mayyat bhee huyi.

Masha Allah bohat khoob ................................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#3)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,724
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
20th February 2012, 07:58 PM

Wwaaahh!! Lajawab bemisaal qalaam! Kuchch sochane par majboor bhi kar gaya par saath hi saath mastee se bhi bhar gaya .... yahee iski khasiyat lagi. Apko dheron daad!
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
21st February 2012, 01:05 PM

bahut khoob bhai.....meer jaisi si chaal lagi......
exquisite creation
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
21st February 2012, 05:27 PM

ik nazre taghaaful karke tu jo uth bhee gayi rukhsat bhee huyi.
mat poochho meree haalat mujhse main ro bhee padaa hairat bhee huyi.



Hmmmmmmmm… Khooob Or Rawaan Matla…

har saans men rezaa qat-qat ke jeevan ka guzaara karte hai,
ab maut hamaari yu samjho hasrat bhee huyi haajat bhee huyi.



Wahhhh….. Acha Kaha

ye hijr ke mausam guzrenge wo wasl kee raate aayengee,
mai khud ko yu hee bahalaata tha par dil men kahee dahasat bhee huyi.





Wah Wah Saheb……. Ye Bhi Umdah Raha




kuch log muhabbat karte hai kuch log muhabbat jeete hai,
dil-dil pe munhasir hota hai daanaaee huyi wahashat bhee huyi.





Hmmmmm




wo aaye they aake mujhko chhuaa aur chhooke chal bhee diye,
kuch pal men dekho kya-kya huyaa main jee bhee uthaa mayyat bhee huyi.

Acha Hai …. Magar Aik Baat Kahun Ga……… Yahan “Mayyat” Lafz Adjust ni Ho Ga… Sher Ke Maf’hoom Ke Mutabiq Yahan “ Maut” Aana Chahiye Tha Magar Ye Hum Qaafia Nahi Hai… Is sab ke Baa-wajood Ye Kahun Ga Ke Aap Ye Lafz “ MAYYAT” Badal Kar Koi Or Laga Len.. Ya Ye Misra Hee Badal Len…



kyun haal main apnaa khastaa jaa dunyaa ko ufaq dikhlaata hu,
sab mujhpe taras khaate bhee hai so khud se mujhe nafrat bhee huyi.




Acha Maqta Hai…. Rawaani Me Hai Magar Aik Baat…..


Pehla Misra Agar Aap Seedha Adaa Kren Gay To Samajhnay Me Or Parhnay Me Ziaada Aasaani Aaye Gi….




Kiun KHasta Haal Main Apna Ufaq Dunia Ko Ja Dikhlata Hun




Janab Ufaq Sb… In Tamam Baton Ke Sath sath Main Itna Zaruur Kahun Ga Ke Aap ne Boht Rawaan Dawaan Or Achi Ghazal Kahi Hai….. Daaad Qabool Farmaiye…….


Likhtay Rahiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL

Last edited by AHMAD SHAKIL; 21st February 2012 at 05:32 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
21st February 2012, 05:31 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
[COLOR="Magenta"]
ik nazre taghaaful karke tu jo uth bhee gayi rukhsat bhee huyi.
mat poochho meree haalat mujhse main ro bhee padaa hairat bhee huyi.

har saans men rezaa qat-qat ke jeevan ka guzaara karte hai,
ab maut hamaari yu samjho hasrat bhee huyi haajat bhee huyi.

ye hijr ke mausam guzrenge wo wasl kee raate aayengee,
mai khud ko yu hee bahalaata tha par dil men kahee dahasat bhee huyi.

kuch log muhabbat karte hai kuch log muhabbat jeete hai,
dil-dil pe munhasir hota hai daanaaee huyi wahashat bhee huyi.

wo aaye they aake mujhko chhuaa aur chhooke chal bhee diye,
kuch pal men dekho kya-kya huyaa main jee bhee uthaa mayyat bhee huyi.

kyun haal main apnaa khastaa jaa dunyaa ko ufaq dikhlaata hu,
sab mujhpe taras khaate bhee hai so khud se mujhe nafrat bhee huyi.
[/COLOR
NIHAYAT KHOOBSURAT ASHAAR KAHE HAIN ... UFFAK JI !

BaDhii RawaaN DawaaN Ghazal Huii Hai Janaab ! Sar Se Paa Talak !

UmdaaH ... Dilkash ... Purkash ... Dilee Mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#7)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
21st February 2012, 06:51 PM

ik nazre taghaaful karke tu jo uth bhee gayi rukhsat bhee huyi.
mat poochho meree haalat mujhse main ro bhee padaa hairat bhee huyi.


Puraane Zakhm taaaza kar diye aapke is sher ne saab.. shukriyaaa Ghame_jaaana se milwaane ke liye...


har saans men rezaa qat-qat ke jeevan ka guzaara karte hai,
ab maut hamaari yu samjho hasrat bhee huyi haajat bhee huyi.

ye hijr ke mausam guzrenge wo wasl kee raate aayengee,
mai khud ko yu hee bahalaata tha par dil men kahee dahasat bhee huyi.

kuch log muhabbat karte hai kuch log muhabbat jeete hai,
dil-dil pe munhasir hota hai daanaaee huyi wahashat bhee huyi.


waahhh kya baaat hai mere yaar.. in sheron ne ghaazal me jaan daal di hai.... bahot khoob..




wo aaye they aake mujhko chhuaa aur chhooke chal bhee diye,
kuch pal men dekho kya-kya huyaa main jee bhee uthaa mayyat bhee huyi.


aure ye sher to Haasile gahzal hai bhai... baahoot ummdah khayaal.. bahed khoob andaaze bayaaan.... Duaa hai Rab se ho zore qalam aur bhi ziyaadah.. likhte raheN....
khush rahen..

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
24th February 2012, 05:26 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
bahut khoob bhai.....meer jaisi si chaal lagi......
exquisite creation
are wah..........zidd bhai yaqeen maaniye apnee thread par aapko dekhkar dil garden garden ho gayaa..........aur aapkee daad alag se paayi................
basmat poochoo meree haalat mujhse
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
benuro_jiya
Registered User
benuro_jiya is a jewel in the roughbenuro_jiya is a jewel in the roughbenuro_jiya is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 70
Join Date: Feb 2012
Location: Kolkata ,WB .
Rep Power: 15
24th February 2012, 05:54 PM

uff ak ji ,
bahat hi umdaa likha hai aapne
daad kabool kijiye

take care


:-ek bujhaa hua dhumil

palak jhapakte hi jo aankh se hu'aa ojhal

woh lauT kar nahiiN aayaa gaye dinoN ki taraH
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
28th February 2012, 05:15 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
kuch log muhabbat karte hai kuch log muhabbat jeete hai,
dil-dil pe munhasir hota hai daanaaee huyi wahashat bhee huyi.

wo aaye they aake mujhko chhuaa aur chhooke chal bhee diye,
kuch pal men dekho kya-kya huyaa main jee bhee uthaa mayyat bhee huyi.

Masha Allah bohat khoob ................................

bahut bahut shukriya zainy jee............................................
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
1st March 2012, 01:05 PM

very nyc

aise hi likhte rahiye

daad qabool karein


taecaer


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
1st March 2012, 01:46 PM

bhayee is ghazal ka jo byaaN hai... bahut hi shayarana hai.... meer ka patta patta..... ya zafar ka style... isko mugl-e-azam movie main hona chahiye tha

kuch baten kah duN do char fir bhi

ik nazre taghaaful karke tu jo uth bhee gayi rukhsat bhee huyi.
mat poochho meree haalat mujhse main ro bhee padaa hairat bhee huyi.

bhayee thodaa aage peechy karke dekho ... tu aur jo ko...

ik nazre taghaaful karke jo tu uth bhee gayi rukhsat bhee huyi.

mat pooch jo meri halat thi maiN ro bhee padaa hairat bhee huyi.

mat pooch huee kya halat ki mai ro bhi pada hairat bhi huee
--------------------------

har saans men rezaa qat-qat ke jeevan ka guzaara karte hai,
ab maut hamaari yu samjho hasrat bhee huyi haajat bhee huyi.

bhayee aage ke har sher ke oolaa maiN ek takhta kam hai....
plzz chek the meter again ....


Please let me know if i am not correct ....!!
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#13)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
1st March 2012, 05:07 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
[COLOR="Magenta"]
ik nazre taghaaful karke tu jo uth bhee gayi rukhsat bhee huyi.
mat poochho meree haalat mujhse main ro bhee padaa hairat bhee huyi.

har saans men rezaa qat-qat ke jeevan ka guzaara karte hai,
ab maut hamaari yu samjho hasrat bhee huyi haajat bhee huyi.

ye hijr ke mausam guzrenge wo wasl kee raate aayengee,
mai khud ko yu hee bahalaata tha par dil men kahee dahasat bhee huyi.

kuch log muhabbat karte hai kuch log muhabbat jeete hai,
dil-dil pe munhasir hota hai daanaaee huyi wahashat bhee huyi.

wo aaye they aake mujhko chhuaa aur chhooke chal bhee diye,
kuch pal men dekho kya-kya huyaa main jee bhee uthaa mayyat bhee huyi.

kyun haal main apnaa khastaa jaa dunyaa ko ufaq dikhlaata hu,
sab mujhpe taras khaate bhee hai so khud se mujhe nafrat bhee huyi.
[/COLOR



wahhhhh....kya khoob likhtey hai aap.....aapko padna accha lga....!

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#14)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
3rd March 2012, 08:59 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Wwaaahh!! Lajawab bemisaal qalaam! Kuchch sochane par majboor bhi kar gaya par saath hi saath mastee se bhi bhar gaya .... yahee iski khasiyat lagi. Apko dheron daad!
daad dene ke liye shukriya bhai. yu hee saath banaaye rakhiye...........
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
4th March 2012, 03:08 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
ik nazre taghaaful karke tu jo uth bhee gayi rukhsat bhee huyi.
mat poochho meree haalat mujhse main ro bhee padaa hairat bhee huyi.



Hmmmmmmmm… Khooob Or Rawaan Matla…

jee shukriya

har saans men rezaa qat-qat ke jeevan ka guzaara karte hai,
ab maut hamaari yu samjho hasrat bhee huyi haajat bhee huyi.



Wahhhh….. Acha Kaha


jee shukriya


ye hijr ke mausam guzrenge wo wasl kee raate aayengee,
mai khud ko yu hee bahalaata tha par dil men kahee dahasat bhee huyi.





Wah Wah Saheb……. Ye Bhi Umdah Raha


jee shukriya

kuch log muhabbat karte hai kuch log muhabbat jeete hai,
dil-dil pe munhasir hota hai daanaaee huyi wahashat bhee huyi.





Hmmmmm





wo aaye they aake mujhko chhuaa aur chhooke chal bhee diye,
kuch pal men dekho kya-kya huyaa main jee bhee uthaa mayyat bhee huyi.

Acha Hai …. Magar Aik Baat Kahun Ga……… Yahan “Mayyat” Lafz Adjust ni Ho Ga… Sher Ke Maf’hoom Ke Mutabiq Yahan “ Maut” Aana Chahiye Tha Magar Ye Hum Qaafia Nahi Hai… Is sab ke Baa-wajood Ye Kahun Ga Ke Aap Ye Lafz “ MAYYAT” Badal Kar Koi Or Laga Len.. Ya Ye Misra Hee Badal Len…


bhai mere khyaal se mayyat word is misre men poori-2 tarah se nibhta hai.


kyun haal main apnaa khastaa jaa dunyaa ko ufaq dikhlaata hu,
sab mujhpe taras khaate bhee hai so khud se mujhe nafrat bhee huyi.




Acha Maqta Hai…. Rawaani Me Hai Magar Aik Baat…..


Pehla Misra Agar Aap Seedha Adaa Kren Gay To Samajhnay Me Or Parhnay Me Ziaada Aasaani Aaye Gi….




Kiun KHasta Haal Main Apna Ufaq Dunia Ko Ja Dikhlata Hun



mere bhai jis tarah aapne misra sajaaya hai wo bahar se out ho gayaa hai.....


Janab Ufaq Sb… In Tamam Baton Ke Sath sath Main Itna Zaruur Kahun Ga Ke Aap ne Boht Rawaan Dawaan Or Achi Ghazal Kahi Hai….. Daaad Qabool Farmaiye…….


Likhtay Rahiye

ahmad sahab bahut -2 acchaa lagaa ki aapne apnaa beshqeemti waqt mere is qalaam ko diya aur apnee daad o islaah se nawaaja.aapkee is qaramnawaazi ke liye aapka tahedil se shukrguzar hu . yu hee saath banaaye rakhiye............take care
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
4th March 2012, 03:22 PM

Tasleemaat Ufaq bhaee,

Buhat aala buhat umdaah! Iskay aalaa meyaar ka saboot oopar ataa kee gayee daad haye SDC kay daalinda shuraa kee.

Duagoh
Ahmad
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
5th March 2012, 12:28 PM

wo aaye they aake mujhko chhuaa aur chhooke chal bhee diye,

kuch pal men dekho kya-kya huyaa main jee bhee uthaa mayyat bhee huyi.

Acha Hai …. Magar Aik Baat Kahun Ga……… Yahan “Mayyat” Lafz Adjust ni Ho Ga… Sher Ke Maf’hoom Ke Mutabiq Yahan “ Maut” Aana Chahiye Tha Magar Ye Hum Qaafia Nahi Hai… Is sab ke Baa-wajood Ye Kahun Ga Ke Aap Ye Lafz “ MAYYAT” Badal Kar Koi Or Laga Len.. Ya Ye Misra Hee Badal Len…


bhai mere khyaal se mayyat word is misre men poori-2 tarah se nibhta hai.

Janab Uffaq Ji...... Aap Ke Khayal Me Yahan MAYYAT" Bilkul Theak nibha Hai, Magar Mere KHayal Me Bilkul Theak Nahi Nibha... Mayyat...Ka Ma Maani Hai "Dead Body.....
Aap Agar Mujhy Thoda Sa Waazeh Kar Den Ke Ye Bilkul Theak Kaisay Adjust Ho Raha Hai, To Kuch Mere Ilm Me Bhi Izaafa Ho Jaaye Ga.......






Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com