Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Gaya Waqt....
Old
  (#1)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Gaya Waqt.... - 26th August 2006, 07:53 AM

raakh ke dher se makaan khada nahi hota...
gujhar gaya hai jo waqt wapas nahi aata
sab kuch to apna hi thaa…ghar, gali, gaon, desh…
par ek ‘dead end’ k baad aage rasta nahi aata
ab bhi log milte hai to pahchaan hi lete hai
par aankh mai ab apnapan nazar nahi aata
naakaam sharm se jhuki hui hai aankhe aur
haari hui zindgi ka boz uthana nahi aata
saanse chal rahi hai chal ne ki hi khatir...
aye maut tujko bulana bhi to mujko nahi aata
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
26th August 2006, 09:24 AM

HAAN SAB BADAL SA JATA HAI THODI SI DURI AUR APNAPAN JAISE KHTAM JAANE KYU

LOG KHUD HI SHRAM SE JHUK JAAYE ITNI INSAANIYAT KAHA HAI
AB

MEENA JI aapki ye kuch dard bhari panktiyan

kuch kahne ko nahi hai bus itna shayd yahi sachhyi hai zindgi ki

love
shrddha

  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#3)
mein_aur_tanhai
Registered User
mein_aur_tanhai is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Feb 2003
Location: Kabaristaan...
Rep Power: 22
26th August 2006, 09:39 AM

namasteee.. meena ji ..

hmmm .. app ke liye too sirf itna hi kahunga.. ke..

jara...akhon se akhein mila ke dekh ..
tujhe saab apna .. nazaar ayega..
jiski na hoogi himmaat woh...
saaree aam ..sab ke samne apni nazar zhukayega..

aur rahi baat..woh raste wali aur zinadgi ki nakaamiyabi ki .. too use sirf itna kahunga .. ke..

rastee.. kabhi hoote nahi khud ..bana ne padte hai ..
karna padta hai sangarsh .. kaanto ko daman se chaatne padte hai ..
jisse keahto.. hoo dead end....picche mudke palat ke dekho..
ek naya rasta..nazar ayega.. bus..app karo shuruvaat apne ..app ..kaatan ka rasta.. phoolon ki sej ban jayega..

hmmm abb aate hai apki akhri lino ..pe.. i knw. app kahoge.. ke. .sala.. khud too sudharta nai hai dusro ko nisihaat deta hai per kya kareein bhai hum too aise hi hai.. ,haahaha..

maut na kisi ke bullane pe.. aai na ayeegi..
agar aisa hota too saari duniya khatam hoo jayegi..
maat..raah dekh uski ussee ana hai taab ayegi..
bus..karti raho aise karam ke.. usse bhi.. apni saanse thaam ni pade..
tumhare pass ane se .. pehle.. khud hi wohh roo padee.. .

bye ..n..take care..

Lamha Lamha...saSein Khatam hoo rai hai...
Zindagi Maut ke pehlu mein soo rai hai...
Us bewafa se na pucho meri maut ki wajah...
Woh to bus zamane ko dikhane ke liye roo rai hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
26th August 2006, 10:14 AM

Sader Namaskar Di

Aaj itney din baad aapko site par dekh bahut kushi ho rahi hay Thanks for coming.....Aur itney khoobsurat Kavita bhi padhney ko miley....thanks for that too......Very nicely written poetry.......

raakh ke dher se makaan khada nahi hota...
gujhar gaya hai jo waqt wapas nahi aata

Di mana guzra waqt laut kar nahin aata....par jo waqt paas hay usey hi tham le to....aapki rachna dekh apni ek rachna ki yaad aa gayi....Jo pal kho diya usey tum janey do....Jo Waqt baki hay usey tum thaam lo....di yuun hi liktey rahiyega...hamey hamesha aapka intezar rehta hay...

Take care
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
26th August 2006, 10:57 AM

meena dost

aap ka andaaz e bayaan aur tarz e tehreer yaqeenan sab se juda aur sab se munfarid hai.

meri bharpoor daad qabool karein.

yeh shayr bohat bhayaa

ab bhi log milte hai to pahchaan hi lete hai
par aankh mai ab apnapan nazar nahi aata

khush rahein aabaad rahein.
aap ke liye aur aap ki sehet ke liye dua go

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Re: Gaya Waqt....
Old
  (#6)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
Re: Gaya Waqt.... - 26th August 2006, 07:45 PM

Quote:
Originally posted by meena chheda
raakh ke dher se makaan khada nahi hota...
gujhar gaya hai jo waqt wapas nahi aata
sab kuch to apna hi thaa…ghar, gali, gaon, desh…
par ek ‘dead end’ k baad aage rasta nahi aata
ab bhi log milte hai to pahchaan hi lete hai
par aankh mai ab apnapan nazar nahi aata
naakaam sharm se jhuki hui hai aankhe aur
haari hui zindgi ka boz uthana nahi aata
saanse chal rahi hai chal ne ki hi khatir...
aye maut tujko bulana bhi to mujko nahi aata
Di....

Aaj bahut dino baad aapka likha kuch padha hai...

par yeh kya abhi bhi vahi dard vahi nakaam tanhaai ka rang..??

aapse us din baat bhi na ho paayi poori...

plz aap apna dhayaan rahiye.. mujhe to ab aur jyada chinta hone lag gayi hai..

Agar sirf shayri samjh ke padhun to bahut khoobsoorat hai.. lekin aapse phir aise kisi dard ki umeed nahi kar rahi thi..

shaayad yahan kuch bhi nahi badla... bas meri hi zindagi ka matlab badla hai..

aap dhayaan rakhiye plz..

aapki...

~Prii

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#7)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
31st August 2006, 12:16 AM

Do pal hain bas yeh mushkil ke,
fir har taraf hone khushaal nazaare hain

Dekhaa aapne jaane kis or,
har taraf yahaan to aap hi ki aankh ke taare hain....

Didi,

Kabhi kabhi hota hai aisa jab lagne lagta hai ke koi apna nahi hai... accha huaa jo khayal likh diye.... magar inhe dil se mat lagaaiyega... aap akeli kaise ho sakti hain itne bade aprivaar ke hote hue?

Apna khyal rakhiye achhe se...

Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#8)

31st August 2006, 12:35 AM

Manna,

Well said... tum acche se jaante ho inhe kaise samjhana hai

Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#9)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
31st August 2006, 02:24 PM

naakaam sharm se jhuki hui hai aankhe aur
haari hui zindgi ka boz uthana nahi aata
saanse chal rahi hai chal ne ki hi khatir...
aye maut tujko bulana bhi to mujko nahi aata

meena ji,
bahut khoob,badi gehri aur sacchayi se bharpoor baat kahi aapne.bahut acha laga padhkar.
likhti rahiye.

yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#10)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
31st August 2006, 03:43 PM

Bhai jaan !

Bas kar dee na buddhoN wali baat ! lagta hai aapko apne young club se nikaalna padega

Dekhiye abhi tak aapko iss badhti hui umar meiN hum ne bhai bana ke rakha hua hai kam se kam uska to khyaal kijiye warna aapka takhallus bhai jaan se daadi jaan rakhna padega !

ek shayar ki haisiyat se to tareef hi karni padegi magar ek bete ki haisiyat se yehi guzarish hai ki kuch hasta khelta nazrana pesh kiya jaye .. ! baki apke hunar par kisko shaQ ho sakta hai !

bahut khushnasibi ki aate aate aapse mulakat ho gayi warna doorbhaash yantar ki madad se aapko yahaN bulana padta !

baki

apna khyaal rakhiye !

tareef ke sath

andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
31st August 2006, 05:51 PM

hee hee hee...Kshitiz theek karo zara inko...china ke paani mein koyi contamination tau nahi thee?

Arre meri maa...

jab bhi likhti hain...dil pe sataak chot!!!! kahan se laayin aisa hunar? Bhai jaan ho..bhaiyyon wali baatein karo...

luv you...

aaj ke liye sirf yours
paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
rspected work
Old
  (#12)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
rspected work - 31st August 2006, 07:04 PM

Meena ji sab aap ko didi bulate hai mai bhi bulata hu.

bahu j sundar geet lakhyu chhe,jema saachi vaat darshavi tame tamaari kala no bahu j prabhavshaali parichay aapyo chhe......

tamari aa site par aavava ni frequency ghati gayi laage chhe,vyastata ne kaarne
bahu j sundar didi
aavi j rite lakhi ne tamaari kala thi amne parichit karavata rahejo.
tamaari tabiyat nu dhyan raakhjo ane aavta rahesho avi aasha raakhu chhu

jayshri krishna
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#13)
moon
Guest
 
Posts: n/a
31st August 2006, 11:49 PM

very nice meena aap ne kis kamal se apnay jazbaat bayan kiye hain bohat acha laga
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
1st September 2006, 01:29 AM

hmmmm...

dear meena dd,

aa poem ane "maari vyathaa" vaanchi... khoob j saras lakhyu chhe pan aa shu? aatli udaasi kem? tamo bahu badlaayi gayaa chho? bas anhi etlu j kahu chhu ke aa sundar rachna maate maari bharpoor daad kubulsho ane aam j lakhtaa rehsho... do take good care of yourself and keep smiling.

Reply With Quote
Old
  (#15)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
14th September 2006, 09:07 AM

Quote:
Originally posted by shrdh
HAAN SAB BADAL SA JATA HAI THODI SI DURI AUR APNAPAN JAISE KHTAM JAANE KYU

LOG KHUD HI SHRAM SE JHUK JAAYE ITNI INSAANIYAT KAHA HAI
AB

MEENA JI aapki ye kuch dard bhari panktiyan

kuch kahne ko nahi hai bus itna shayd yahi sachhyi hai zindgi ki

love
shrddha

Meri Shrdh,

der se javaab de rahi hu , maafi chahti hu.

zindgi to shayed achhi hi hoti hai .. hum hi oose kharaab kar dete hai apne jine ke tariko se ... pata nahi...

tumhari Meena
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
14th September 2006, 10:46 AM

Quote:
Originally posted by mein_aur_tanhai
namasteee.. meena ji ..

hmmm .. app ke liye too sirf itna hi kahunga.. ke..

jara...akhon se akhein mila ke dekh ..

tujhe saab apna .. nazaar ayega..
jiski na hoogi himmaat woh...
saaree aam ..sab ke samne apni nazar zhukayega..

aur rahi baat..woh raste wali aur zinadgi ki nakaamiyabi ki .. too use sirf itna kahunga .. ke..

rastee.. kabhi hoote nahi khud ..bana ne padte hai ..
karna padta hai sangarsh .. kaanto ko daman se chaatne padte hai ..
jisse keahto.. hoo dead end....picche mudke palat ke dekho..
ek naya rasta..nazar ayega.. bus..app karo shuruvaat apne ..app ..kaatan ka rasta.. phoolon ki sej ban jayega..

hmmm abb aate hai apki akhri lino ..pe.. i knw. app kahoge.. ke. .sala.. khud too sudharta nai hai dusro ko nisihaat deta hai per kya kareein bhai hum too aise hi hai.. ,haahaha..

maut na kisi ke bullane pe.. aai na ayeegi..
agar aisa hota too saari duniya khatam hoo jayegi..
maat..raah dekh uski ussee ana hai taab ayegi..
bus..karti raho aise karam ke.. usse bhi.. apni saanse thaam ni pade..
tumhare pass ane se .. pehle.. khud hi wohh roo padee.. .

bye ..n..take care..

Mere Ainae,

aaj tumse panga nahi lena tha... tumhari dead line paas aa gayi thi to subah hi yaha aa gayi hu . (waise bedil ne kaha k dekhiye to sahi ekbaar ke Manna bhai kaya karte hai waha agar aap nahi gayi to.. ) par muje woh nazara dekhne ka saahas nahi karna tha..

tumhare jawaab padhe meri baat par jo tumne kaha hai...

jara...akhon se akhein mila ke dekh ..
tujhe saab apna .. nazaar ayega..
jiski na hoogi himmaat woh...
saaree aam ..sab ke samne apni nazar zhukayega

khair.. yah to waqt hi humae jawaab de deta hai .. kya apnapan hai or kya begana tha... kahi tum bhi sahi ho to kahi mai bhi galat nahi.. haan woh baat alag hai ke hum agar begano se koi ummid bana de to kaise apnapan nazar aa sakata hai? har pahchan lene wala apna to nahi hota na?

-----------------------------

aur rahi baat..woh raste wali aur zinadgi ki nakaamiyabi ki .. too use sirf itna kahunga .. ke..

rastee.. kabhi hoote nahi khud ..bana ne padte hai ..
karna padta hai sangarsh .. kaanto ko daman se chaatne padte hai ..
jisse keahto.. hoo dead end....picche mudke palat ke dekho..
ek naya rasta..nazar ayega.. bus..app karo shuruvaat apne ..app ..kaatan ka rasta.. phoolon ki sej ban jayega..

tumhari baat par ek geet yaad aa gaya... hum dono ki pasand ka...

Rook jana nahi tu kahi haar ke...

100% tum sahi ho.

------------------------------------------

hmmm abb aate hai apki akhri lino ..pe.. i knw. app kahoge.. ke. .sala.. khud too sudharta nai hai dusro ko nisihaat deta hai per kya kareein bhai hum too aise hi hai.. ,haahaha..

maut na kisi ke bullane pe.. aai na ayeegi..
agar aisa hota too saari duniya khatam hoo jayegi..
maat..raah dekh uski ussee ana hai taab ayegi..
bus..karti raho aise karam ke.. usse bhi.. apni saanse thaam ni pade..
tumhare pass ane se .. pehle.. khud hi wohh roo padee.. .

Manish Maharaj ki Jay ..

majaak bahut ho gayi.. sach mai Manaa.. tumhari yah aakhri baat

tumhare pass ane se .. pehle.. khud hi wohh roo padee.. .

dil ko hila gayi...

------------------------------

Mannaa..

kabhi nahi socha tha k tum yaha is post par aa jaaoge.. or nahi socha yahi meri galti hui... tumhe to aana hi tha...
tumhari koi baate bhulti nahi ... ( ab yah tana nahi maarna.. ke bhulte nahi ho par maante kaha ho? ) bahut kuch kahna hai par shayed abhi mera maun rahna hi bahetar hoga..

tumhariiiiiiii Meena
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
14th September 2006, 10:59 AM

Quote:
Originally posted by sukanya
Sader Namaskar Di

Aaj itney din baad aapko site par dekh bahut kushi ho rahi hay Thanks for coming.....Aur itney khoobsurat Kavita bhi padhney ko miley....thanks for that too......Very nicely written poetry.......

raakh ke dher se makaan khada nahi hota...
gujhar gaya hai jo waqt wapas nahi aata

Di mana guzra waqt laut kar nahin aata....par jo waqt paas hay usey hi tham le to....aapki rachna dekh apni ek rachna ki yaad aa gayi....Jo pal kho diya usey tum janey do....Jo Waqt baki hay usey tum thaam lo....di yuun hi liktey rahiyega...hamey hamesha aapka intezar rehta hay...

Take care

Meri priy sukanya,

abhi tumhe padhna bhi to muje baki hai . koshish karungi k jaldi hi tumhe bhi padh paau.

shukria meri rachna pasand karne k liye waise tumhare vichaar sahi hai .
humae aaj mai jina chahiye oos se bhi badhakar mai kahungi k humae aaj ko banana chahiye

tumhari di
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
14th September 2006, 11:03 AM

Quote:
Originally posted by musharrafhusain
meena dost

aap ka andaaz e bayaan aur tarz e tehreer yaqeenan sab se juda aur sab se munfarid hai.

meri bharpoor daad qabool karein.

yeh shayr bohat bhayaa

ab bhi log milte hai to pahchaan hi lete hai
par aankh mai ab apnapan nazar nahi aata

khush rahein aabaad rahein.
aap ke liye aur aap ki sehet ke liye dua go

musharrafhusain

mere Mushi dost,
aapki daad or dua dono mere sar aankho par.
apna khayal rakhiyega

Meena
   
Reply With Quote
Re: Re: Gaya Waqt....
Old
  (#19)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: Re: Gaya Waqt.... - 14th September 2006, 11:07 AM

Quote:
Originally posted by chaahat123
Di....

Aaj bahut dino baad aapka likha kuch padha hai...

par yeh kya abhi bhi vahi dard vahi nakaam tanhaai ka rang..??

aapse us din baat bhi na ho paayi poori...

plz aap apna dhayaan rahiye.. mujhe to ab aur jyada chinta hone lag gayi hai..

Agar sirf shayri samjh ke padhun to bahut khoobsoorat hai.. lekin aapse phir aise kisi dard ki umeed nahi kar rahi thi..

shaayad yahan kuch bhi nahi badla... bas meri hi zindagi ka matlab badla hai..

aap dhayaan rakhiye plz..

aapki...

~Prii

Meri Prii

bachaa... yah sirf shayri hai yunh maan lo or apne dil ko na dukhaao
khush raho
haan mai baat nahi kar paayi thi oos din. sorry beta

tumhari di
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
14th September 2006, 11:10 AM

Quote:
Originally posted by Pulkit_gupta
Do pal hain bas yeh mushkil ke,
fir har taraf hone khushaal nazaare hain

Dekhaa aapne jaane kis or,
har taraf yahaan to aap hi ki aankh ke taare hain....

Didi,

Kabhi kabhi hota hai aisa jab lagne lagta hai ke koi apna nahi hai... accha huaa jo khayal likh diye.... magar inhe dil se mat lagaaiyega... aap akeli kaise ho sakti hain itne bade aprivaar ke hote hue?

Apna khyal rakhiye achhe se...
Mere Pulkit,

aap sabhi ke hote huae mai kabhi akeli nahi ho sakti. koi shak nahi.

waaqai mai aap sab meri aankh ke taare hai.

tumhari didi
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
14th September 2006, 11:12 AM

Quote:
Originally posted by Pulkit_gupta
Manna,

Well said... tum acche se jaante ho inhe kaise samjhana hai

Mere Pulkit,

tumhari is baat par Manaa ne kaha tha k yah galatfahmi mai mat raho bhai..

waise tum sahi ho . yah mai jaanti hu. lol

tumhari Didi
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
14th September 2006, 11:52 AM

Quote:
Originally posted by akelijaan
naakaam sharm se jhuki hui hai aankhe aur
haari hui zindgi ka boz uthana nahi aata
saanse chal rahi hai chal ne ki hi khatir...
aye maut tujko bulana bhi to mujko nahi aata

meena ji,
bahut khoob,badi gehri aur sacchayi se bharpoor baat kahi aapne.bahut acha laga padhkar.
likhti rahiye.

Shukria .. akelijaan .
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
13th November 2007, 02:38 PM

diiiiiii..........ahsaas dil ko tadpa gaye........yu hi likhti rahiye.

regards

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
[B]Waqt to ek sawaal ban ke reh gaya[/B] mausam Shayri-e-Dard 25 17th January 2009 01:21 PM
waqt ka kaarwaan guzar gaya manoj kureel Shayri-e-Dard 10 13th December 2005 10:15 AM
Waqt guzarta gaya.... naina_cooleyes Anjuman-e-Shayri 3 31st March 2005 02:52 PM
waqt ka kaarwaan guzar gaya... manoj kureel Shayri-e-Dard 25 14th August 2004 03:37 PM
waqt yaad aahi gaya liveinnothing Shayri-e-Dard 0 19th March 2004 12:59 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com