Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Mujh meN waaqai dam hai....////..............////....IFTAKHAR
Old
  (#1)
iftakhar_ahmad
Registered User
iftakhar_ahmad is on a distinguished road
 
iftakhar_ahmad's Avatar
 
Offline
Posts: 31
Join Date: Oct 2014
Location: Jaipur
Rep Power: 0
Mujh meN waaqai dam hai....////..............////....IFTAKHAR - 1st November 2014, 05:47 AM

Payaam apna sunaana hai
Ye naghma ek bahaana hai

Akeli jaaN nahiN meri
Zamaane ko chalaana hai

Jhukaao sar wahiN be bas
JahaaN pe sar jhukaana hai

Akele dam main lad jaauN
Mukhaalif gar zamaana hai

K mujh meN waaqai dam hai
Ye duniya ko dikhaana hai

GuloN tum saath meN chalna
Mujhe unko manaana hai

Mohabbat kis qadar unse
Mujhe unko bataana hai

Tabassum dekh kar mujhko
Ye aalam kya suhaana hai

HaseeN ek lafz naakaafi
Wo zeenat ka khazaana hai


Dekho mera chehra, ye aqs-e-sadaaqat hai
Iss duniya meN meri, pehchaan sharaafat hai
Duniya ke rasmoN se, anjaan meri duniya
Allah ka banda huN, Allah se nisbat hai
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
1st November 2014, 01:36 PM

Quote:
Originally Posted by iftakhar_ahmad View Post
Payaam apna sunaana hai
Ye naghma ek bahaana hai

Akeli jaaN nahiN meri
Zamaane ko chalaana hai

Jhukaao sar wahiN be bas
JahaaN pe sar jhukaana hai

Akele dam main lad jaauN
Mukhaalif gar zamaana hai

K mujh meN waaqai dam hai
Ye duniya ko dikhaana hai

GuloN tum saath meN chalna
Mujhe unko manaana hai

Mohabbat kis qadar unse
Mujhe unko bataana hai

Tabassum dekh kar mujhko
Ye aalam kya suhaana hai

HaseeN ek lafz naakaafi
Wo zeenat ka khazaana hai

bahot khoob janaab,,, waahhh kya kahne aapki ghazal ke... mahfil loot li aapne saahab..... bahot aala

likhte rahen

Shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
1st November 2014, 08:40 PM

.....waah......Very nice ahmad ji....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
1st November 2014, 11:12 PM

Quote:
Originally Posted by iftakhar_ahmad View Post
Payaam apna sunaana hai
Ye naghma ek bahaana hai

Akeli jaaN nahiN meri
Zamaane ko chalaana haiu

Jhukaao sar wahiN be bas
JahaaN pe sar jhukaana hai

Akele dam main lad jaauN
Mukhaalif gar zamaana hai

K mujh meN waaqai dam hai
Ye duniya ko dikhaana hai

GuloN tum saath meN chalna
Mujhe unko manaana hai

Mohabbat kis qadar unse
Mujhe unko bataana hai

Tabassum dekh kar mujhko
Ye aalam kya suhaana hai

HaseeN ek lafz naakaafi
Wo zeenat ka khazaana hai
Ahmad Siddqui ji.....bahut umda ehsaas...accha lga aapko padkar, likhte rhiye aur bazm ki ronak banaye rakhiye


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#5)
iftakhar_ahmad
Registered User
iftakhar_ahmad is on a distinguished road
 
iftakhar_ahmad's Avatar
 
Offline
Posts: 31
Join Date: Oct 2014
Location: Jaipur
Rep Power: 0
3rd November 2014, 07:34 PM

Bahut shukriya Janaab Sameer saheb.
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
bahot khoob janaab,,, waahhh kya kahne aapki ghazal ke... mahfil loot li aapne saahab..... bahot aala

likhte rahen

Shaad.....


Dekho mera chehra, ye aqs-e-sadaaqat hai
Iss duniya meN meri, pehchaan sharaafat hai
Duniya ke rasmoN se, anjaan meri duniya
Allah ka banda huN, Allah se nisbat hai
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
iftakhar_ahmad
Registered User
iftakhar_ahmad is on a distinguished road
 
iftakhar_ahmad's Avatar
 
Offline
Posts: 31
Join Date: Oct 2014
Location: Jaipur
Rep Power: 0
3rd November 2014, 09:01 PM

Hausla afzaai ka Bahut shukriya Madhu jee.
Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
.....waah......Very nice ahmad ji....


Dekho mera chehra, ye aqs-e-sadaaqat hai
Iss duniya meN meri, pehchaan sharaafat hai
Duniya ke rasmoN se, anjaan meri duniya
Allah ka banda huN, Allah se nisbat hai
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
iftakhar_ahmad
Registered User
iftakhar_ahmad is on a distinguished road
 
iftakhar_ahmad's Avatar
 
Offline
Posts: 31
Join Date: Oct 2014
Location: Jaipur
Rep Power: 0
4th November 2014, 10:03 PM

Suneeta jee, bahut shukriya, bas yuN hi sath banaye rakhiyega.


Dekho mera chehra, ye aqs-e-sadaaqat hai
Iss duniya meN meri, pehchaan sharaafat hai
Duniya ke rasmoN se, anjaan meri duniya
Allah ka banda huN, Allah se nisbat hai
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
7th November 2014, 08:06 AM

बहुत अच्छे इफ्तिखार साहेब

उम्दा ग़ज़ल ..

दाद क़ुबूल फरमाएं


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
7th November 2014, 11:45 AM

bohut hi umdah kalam hai Iftakhar ji.

Par eh sher bohut mast hai.

HaseeN ek lafz naakaafi
Wo zeenat ka khazaana hai

Mujeeb Parwaaz.
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
iftakhar_ahmad
Registered User
iftakhar_ahmad is on a distinguished road
 
iftakhar_ahmad's Avatar
 
Offline
Posts: 31
Join Date: Oct 2014
Location: Jaipur
Rep Power: 0
8th November 2014, 03:25 AM

Jaankar achha laga ke aapko ghazal pasand aai. Bahut shukriya Kshitiz jee.
Quote:
Originally Posted by kshitiz View Post
बहुत अच्छे इफ्तिखार साहेब

उम्दा ग़ज़ल ..

दाद क़ुबूल फरमाएं


Dekho mera chehra, ye aqs-e-sadaaqat hai
Iss duniya meN meri, pehchaan sharaafat hai
Duniya ke rasmoN se, anjaan meri duniya
Allah ka banda huN, Allah se nisbat hai
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
iftakhar_ahmad
Registered User
iftakhar_ahmad is on a distinguished road
 
iftakhar_ahmad's Avatar
 
Offline
Posts: 31
Join Date: Oct 2014
Location: Jaipur
Rep Power: 0
10th November 2014, 07:17 PM

Mujeeb saheb, bahut nawaazish, shukriya hausla afzaai ke liye.


Dekho mera chehra, ye aqs-e-sadaaqat hai
Iss duniya meN meri, pehchaan sharaafat hai
Duniya ke rasmoN se, anjaan meri duniya
Allah ka banda huN, Allah se nisbat hai
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
25th December 2014, 12:25 PM

Bohot.......bohot.....aacche
Behad umda peshkash

Daad kubul farmayen



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
iftakhar_ahmad
Registered User
iftakhar_ahmad is on a distinguished road
 
iftakhar_ahmad's Avatar
 
Offline
Posts: 31
Join Date: Oct 2014
Location: Jaipur
Rep Power: 0
29th December 2014, 07:44 PM

Bahut shukriya Bhusan jee zarra nawaazi ka.

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Bohot.......bohot.....aacche
Behad umda peshkash

Daad kubul farmayen


Dekho mera chehra, ye aqs-e-sadaaqat hai
Iss duniya meN meri, pehchaan sharaafat hai
Duniya ke rasmoN se, anjaan meri duniya
Allah ka banda huN, Allah se nisbat hai
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com